Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Baat hay Shahram kiiiiiiiiiii

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Baat hay Shahram kiiiiiiiiiii

    Pakistan ki sub say bari Problem ..................:lpop:
    ik baat karni hay shaid kissi nay phlay b ki hoo par may zarror karoon ga aaj jab main PG par aaya tuu Khalil bahi ka Paradise Lost.:shh: .................Gudbye:lpop:
    read kiya palay mai nay soch k khalil bahi nay kaheen jab karna start kar diya hay.par bad may notorious gujjar ka answer read kiya to pata chala kay Khalil bai italy jarahay hany!
    Allah un ko kaamyab karay(amin):thmbup:
    Mayra eek dost hay jo kay Gujranwala ka hay and maray sath Hostel may hota hay.
    Ab hum dono nay ICS kay Exam diyeen hainy.Ab hum nodo IELS kar rahay hainy.:dua

    Mari yah baat shahid un logoon ko bohat bori lagay. Un out of country hotay hay.

    Wahan jakar aasa assaaa kaam kartay hainy kay batatey hoaa sharm aati hay.Pakistan maiy koe acha sa kaam karma chahi yah.jiss say humri ezat ho..:tauba
    Agher kissi ko mari baat bori lagi ho too mafi chahoon ga. :tauba
    Pagal may howah teray piyar main

  • #2
    Re: Baat hay Shahram kiiiiiiiiiii

    aasaaa pakistan mai nai all over the Indopak hota hay par hum apney countery mai qaam nai kartaey

    jaya he,jaya he.jaya he.

    Comment

    • #3
      Re: Baat hay Shahram kiiiiiiiiiii

      Originally posted by arman007 View Post
      Pakistan ki sub say bari Problem ..................:lpop:
      ik baat karni hay shaid kissi nay phlay b ki hoo par may zarror karoon ga aaj jab main PG par aaya tuu Khalil bahi ka Paradise Lost.:shh: .................Gudbye:lpop:
      read kiya palay mai nay soch k khalil bahi nay kaheen jab karna start kar diya hay.par bad may notorious gujjar ka answer read kiya to pata chala kay Khalil bai italy jarahay hany!
      Allah un ko kaamyab karay(amin):thmbup:
      Mayra eek dost hay jo kay Gujranwala ka hay and maray sath Hostel may hota hay.
      Ab hum dono nay ICS kay Exam diyeen hainy.Ab hum nodo IELS kar rahay hainy.:dua

      Mari yah baat shahid un logoon ko bohat bori lagay. Un out of country hotay hay.

      Wahan jakar aasa assaaa kaam kartay hainy kay batatey hoaa sharm aati hay.Pakistan maiy koe acha sa kaam karma chahi yah.jiss say humri ezat ho..:tauba
      Agher kissi ko mari baat bori lagi ho too mafi chahoon ga. :tauba
      pehli baat yehi kay baat kartay waqat kisi aik shehar kay logoo ko pointout na kia karain kay peshawar main aisa hota hai punjab main nahi hota ...bahir har shehar or har mulk kay loog jatay rehtay hian ...kio bhi aisa mulk/shehar nahi jis ka koi banda dosray mulk main na hoo ....
      or dosray mulk janay main kia boorai hai ?
      jis jaga Allha nay banday ka roozgaar likh dia hai usay vohi milna hai ....
      kuch loog pakistan main bhi buhat mehnat kartay hian lekan jab family ki zaroreyaat zaida houn to woh pher bahir ka souchtay hain ....
      kuch loog parhai key leye jatay hain ....
      vohan ja kay bhi loog mehnat kartay hain koi aiyashai karnay nahi jatay ....
      اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
      اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

      Comment

      • #4
        Re: Baat hay Shahram kiiiiiiiiiii

        Chaloo bro aap ko yeh contract deta hai aap hamara Pakistan kai bairoz gharoo ko kaam dai ...... ya chalai aap onhai reference hi dai dai ..........Hamara Pakistan mai din ba din itni mehengaye bar rahi hai her cheez azab ban raha hai .... or aap kehta ho kya hai .... aap nai Pakistan nahi dekha . zara ghar sai bahir nikal kai dekhai kai kitni baroz ghari hai .......................... agar kise ko Pakistan mai acha kaam mila tu woh pagal hai jo bahir jaye batao mujhay zahri baat hai majboori hai .... yeh aap jaise batain wahi karta hia jo ab tak apni ammi ki goud mai soye hota hai .........mere baat buri lagi ho tu mazrat chahonga
        True & Lie

        Comment

        • #5
          Re: Baat hay Shahram kiiiiiiiiiii

          Originally posted by Aanchal View Post

          Aaap nai bilkul sahi farmaya Muhtarma
          True & Lie

          Comment

          • #6

            Agree...:thmbup:
            jub hume ilm howa tha ke yahan ke lakhs ka amount.. US ke thousand mein ata hai..tub yeh jaha ke kitna zabrdast farq perta hai...us waqt hum ne baba se kaha tha ke hume lagta hai ke wahein jaa ker kamana chahiye aur yahan paise bahij ker apni qoom ko establish karna chahiye.. jo baher nahi jaa sakte.. ya jo isteat nahi rakhte.. un ki madad karni chahiye... zahiri baat hai yahan ke lakhh wahan ke hazar hote hain.. tu wahan ke hazar yahan ke laakh ho jayenge...:blush:
            aur is mein koi burai bhi nahi.. angrez jaane se paihle hume lot ker gaye the... ab unhe lot'na tu aik alag topic hai per ager chance mile tu jane mein koi hurj nahi... bus neeyat saaf honi chahiye:na: .... baaqi Allah asaniyaan paydah kare(aameen)..
            Last edited by ummid; 21 May 2007, 19:25.

            Comment

            • #7
              Re: Baat hay Shahram kiiiiiiiiiii

              all my friends pher bhi yah koshis karni chahiya kay apnay piyar mulik may kaam karay!app sub ki baat theek hay.....................
              wahan ja kar boray kaam kyoun kartay hay pakistanis...................kiya iss maiy bahi Allah jee ki marzi hay.............................
              Pagal may howah teray piyar main

              Comment

              • #8
                Re: Baat hay Shahram kiiiiiiiiiii

                yaar bas dua karo woh chala jaye
                plzzzzzzzzzz
                :welcome: :welcome: www.jandanwala.com:welcome::welcome:

                Comment

                • #9
                  Re: Baat hay Shahram kiiiiiiiiiii

                  Originally posted by Baba Adam View Post
                  Chaloo bro aap ko yeh contract deta hai aap hamara Pakistan kai bairoz gharoo ko kaam dai ...... ya chalai aap onhai reference hi dai dai ..........Hamara Pakistan mai din ba din itni mehengaye bar rahi hai her cheez azab ban raha hai .... or aap kehta ho kya hai .... aap nai Pakistan nahi dekha . zara ghar sai bahir nikal kai dekhai kai kitni baroz ghari hai .......................... agar kise ko Pakistan mai acha kaam mila tu woh pagal hai jo bahir jaye batao mujhay zahri baat hai majboori hai .... yeh aap jaise batain wahi karta hia jo ab tak apni ammi ki goud mai soye hota hai .........mere baat buri lagi ho tu mazrat chahonga
                  Mai 100% agreee hooo bhaeee aaap kiii baaaaaaat sey...

                  Comment

                  • #10
                    Re: Baat hay Shahram kiiiiiiiiiii

                    me 2
                    :welcome: :welcome: www.jandanwala.com:welcome::welcome:

                    Comment

                    • #11
                      Re: Baat hay Shahram kiiiiiiiiiii

                      mujay to koe aur stoy pta chali hai khalil bahi k bare man

                      Comment

                      • #12
                        Re: Baat hay Shahram kiiiiiiiiiii

                        Originally posted by arman007 View Post
                        all my friends pher bhi yah koshis karni chahiya kay apnay piyar mulik may kaam karay!app sub ki baat theek hay.....................
                        wahan ja kar boray kaam kyoun kartay hay pakistanis...................kiya iss maiy bahi Allah jee ki marzi hay.............................
                        boray loog apnay mulk main reh kar bhi bora karain gay or bahir bhi...achay loog bahir ja kay bhi acha karain gay :rose
                        اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                        اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                        Comment

                        • #13
                          Re: Baat hay Shahram kiiiiiiiiiii

                          merey dost pehlay tho aap ko pata nahi kay kon kahan kiun aur kiss liye jaa rahaey hain,aur phhir aap uupper say ilzaam bhi laga rahey hain keh pakistani baahir jaa kar bura ya gandah kaam kartey hain,asal baath yeh hai janab keh europian countries may pakistani ellect ho kar parliments may jaa rahey hain,bardey bardey kaarobaar kartey hain,yahan par comunities may reh rahey hain,masjidain banaai hui hain,aur doosri baath yeh keh yeh log hum jaisey tung nazar nahi hain keh khud saaf suthra kaam karen aur pakistanies ko gandha kaam dain,aap ko kuchh pata nahi hai naa iss liye aap keh rahai hain,aap say aik request hai keh aap zara apni general knoledge ko waseeh kar dain,bulkeh aap mujh say raabitey main rahain main aap ko yahan ki zindagi kaybaarey may bataaunga,laikin aap nay apney ammi abbu say baahir jaaney ki zid bilkul nahi karni,yeh aap nay mujh say waada karna hai tho phhir main aap ko bataaunga.
                          Last edited by Mujahid Khan; 21 May 2007, 23:28.

                          Comment

                          • #14
                            Re: Baat hay Shahram kiiiiiiiiiii

                            Originally posted by Aanchal View Post
                            boray loog apnay mulk main reh kar bhi bora karain gay or bahir bhi...achay loog bahir ja kay bhi acha karain gay :rose
                            :tauba acha par app ki samjo gi siso acha kiya pakistan may mahnat naheen ho sakti.......................................
                            Pagal may howah teray piyar main

                            Comment

                            • #15
                              Re: Baat hay Shahram kiiiiiiiiiii

                              Originally posted by arman007 View Post
                              Pakistan ki sub say bari Problem ..................:lpop:
                              ik baat karni hay shaid kissi nay phlay b ki hoo par may zarror karoon ga aaj jab main PG par aaya tuu Khalil bahi ka Paradise Lost.:shh: .................Gudbye:lpop:
                              read kiya palay mai nay soch k khalil bahi nay kaheen jab karna start kar diya hay.par bad may notorious gujjar ka answer read kiya to pata chala kay Khalil bai italy jarahay hany!
                              Allah un ko kaamyab karay(amin):thmbup:
                              Mayra eek dost hay jo kay Gujranwala ka hay and maray sath Hostel may hota hay.
                              Ab hum dono nay ICS kay Exam diyeen hainy.Ab hum nodo IELS kar rahay hainy.:dua

                              Mari yah baat shahid un logoon ko bohat bori lagay. Un out of country hotay hay.

                              Wahan jakar aasa assaaa kaam kartay hainy kay batatey hoaa sharm aati hay.Pakistan maiy koe acha sa kaam karma chahi yah.jiss say humri ezat ho..:tauba
                              Agher kissi ko mari baat bori lagi ho too mafi chahoon ga. :tauba
                              baat ye hai youngman k ham theory aur practice mein bhot farq hota hai.. ham ye tou keh sakte hain k log bahir jaa ker mehnat kerte hain tou apne yahan kyun nahi kerte..bilkul ker sakte hain lakin ground realities kiya kehti hain?? third world countries mein bahir ja ker earn kerna es liye aam hai k economically these states are unstable...jahan bayrozgari..unparrh aur parreh likhey dono k liye aik jesi ho tou wahan ager koi behteri k liye watan chorrta hai tou kuch ghalat nahi hai... k hamare yahan aik fard ne poora kunba palna hota hai aur uss k liye uss ko koi rah dhondni hoti hai..aur na sirf developing bulke Uk aur USA mein bhi apne mulk mulk se bahir jaa ker kaam kerne ka bhot trend hai..Life isnt static..aur behtri ki talash insan ko kahin bhi lay ja sakti hai...
                              aik aur baat..jo log bahir ja ker mehnat kerte hain woh na sirf apni family bulkey apne mulk ko bhi earn ker k dete hain..zar-e-mabdla ki surat mein

                              ab jahan tak baat hai k bahir ja ker log kiya kiya kaam kerte hain tou braather..ham hain tou muslim lakin aap khud batayen k ham mehnat kerne walon ko kis nazer se dekhte hain.. log bay shak kahen nahin ham esa nahi kerte lakin ye haqeeqat hai k aik suited booted bandey aur aik hotel mein kaam kerne wale waiter k liye hamare rawayon mein bhot farq hota hai... jab tak ham log apne muaashrey mein equity ka rawaya develop nahi kerte..log bahir mazdoori kerne ko terjeeh dete rahen gey..jahan bus/train mein aik exective aur aik cleaner sath sath beth sakte hain..jahan aik lord ki garri aur aik two-seater dono aik sath park ki ja sakti hain...ager ham log her peshe ko izzat ki nazer se dekhna shro ho jayen tou shayed kisi ko watan mein wohi kaam kerne mein sharm mehsoos na ho jo woh bahir kerte hain

                              ye tou baat hui un logon ki jo kamane k liye bahir jate hain..lakin bhot se log bahir jate hain higher studies k liye..experience gain kerne k liye..

                              watan se mohabbat apni jaga... jo log bahir rehte hain..woh apno ko kis tarah miss kerte hain unn ko lafzon mein kehna mushkil hota hai..lakin jese Aanchal ne kaha...jis ka rizq jahan likha hai..zindagi uss ko wahin le jati hai...
                              "All I have learned from Life is that I know nothing."

                              Comment

                              Working...
                              X