Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

mujhe eik shaks se nafrat hai

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: mujhe eik shaks se nafrat hai

    Originally posted by aquari View Post
    Bauht sey aisey loog hai merey ird gird jin sey mujhey behad nafrat hai k main un ka wajood bhi nahi bardsaht kr patii.thori shidat pasnd hoo ager jis ko bhi chahaha hai tu toot kr laikin ager us ney meri limits croos ki tu phr nafrat bhi inteha sey guzar kr ki haii.
    Or in general mujhey aisey insan sey behad nafrat hojati haii jo mujehy jantey howey bhi meri baat ka aietbar na kareyy ,us k nazar main meri koi value na hoo,jo mujhey taken for granted ley.Or jo loog kisi k kirdar pr ungli uthatey hain bina soochey samjhey ,apney sey related logo ki respect nahi krteyy mujhey zehar lagtey hain .
    theak kaha aquary ap nain main bhi aysi hi thi payr kero to tot ker nafrat kero to us ki bhi intaha per yar insan kis say nafrat keray us insan say jo aap kay apnay hotay hain kyuonkay hum bahir walon ko to bohat kutch suna saktay hain per apnay un ka kia kerain jub wo hi unglian uthain to?hum chah ker bhi un say nafrat nahi ker patay.mayri 1 adet hay mayray sath kutch bhi galat ho ya sahi mujhay kutch nahi bholta haan rishtay totay nhi hain per un main wo pahlay wala payr nahi rahta.per kia keraon main chah ker bhi kisi say nafrat nahi ker pati.

    Comment

    • #47
      Re: mujhe eik shaks se nafrat hai

      Originally posted by neha_ahmad View Post

      Neha app ney jo kuch kaha apney tur pr drust haii ,nfrat k liya mainey kaha naa yeh usii sey hoti haii k jis sey kabhi gehra tauluq reh chuka hoo or rahi baat k rishtey nahi totey tu main jahan sey belong krtii hoo wahan kabhi kabhi kisi extreme baatpr rishta bhi toor diya jatey hain or yeh riwaytain pushtoo sey chali arahi hai k bardsaht krtey hia tu akhri had tak phir jub nahi tu nahi...khatum tu khatum k phir us dehleez pr qadm rakhan tu dur ki baat janazey pr bhi nahi jateyy .baqi kuch apni apni adat bhi hoti hai main sirf ek baat ko follow krti hoo k azmaye howey logo ko bar bar nahi azmaya jata .
      Rahi nafrat ki k app kisi sey nahi krtii tu yeh tu dear app khud hi behter janti hogii ..mujhey kehney main koi aar nahi k mujhey nafrat hai 2-3logo sey jo merey bauht aqreeb theyy or aaj un ka meri life main koi nam-o-nishan bhi baqi nahi

      Comment

      • #48
        Re: mujhe eik shaks se nafrat hai

        Pyar sub kalia .nafrat kisie kalia nahi...right?

        Comment

        • #49

          kabhi aisa hota hai ...keh kahin say humaray dil ko takleef pohanchti hai...agar aisi situation aap kay saath ho tu kia aap aik dam say taulloq tour sakti hain......mujhay aisa mushkil ...buht mushkil lagta hai .....aap ko kaisa lagta hai
          For New Designers
          وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

          Comment

          • #50
            Re: mujhe eik shaks se nafrat hai

            Originally posted by Aabgina View Post
            kabhi aisa hota hai ...keh kahin say humaray dil ko takleef pohanchti hai...agar aisi situation aap kay saath ho tu kia aap aik dam say taulloq tour sakti hain......mujhay aisa mushkil ...buht mushkil lagta hai .....aap ko kaisa lagta hai

            dear her ek ki apni apni sooch hoti haii mujhey bhi lagta tha k kuch rishta nahi khatuam hosakteyy pr such kahoo tu sirf 1pal lagta hai or sub khatum hojata hai...bus ankh band kr k wapis khoolo or sub the end...ab baqi wohi k hr insan k zindagi k expriences diff hotey hain .merey tu khooni rishta bhi tootey hain..isi lya mujhey lagta hai k nafrat jub hadoo sey guzra jayee tu rishta toor dena hi shai hotey hain

            Comment

            • #51
              Re: mujhe eik shaks se nafrat hai

              Originally posted by aquari View Post
              Bauht sey aisey loog hai merey ird gird jin sey mujhey behad nafrat hai k main un ka wajood bhi nahi bardsaht kr patii.thori shidat pasnd hoo ager jis ko bhi chahaha hai tu toot kr laikin ager us ney meri limits croos ki tu phr nafrat bhi inteha sey guzar kr ki haii.
              Or in general mujhey aisey insan sey behad nafrat hojati haii jo mujehy jantey howey bhi meri baat ka aietbar na kareyy ,us k nazar main meri koi value na hoo,jo mujhey taken for granted ley.Or jo loog kisi k kirdar pr ungli uthatey hain bina soochey samjhey ,apney sey related logo ki respect nahi krteyy mujhey zehar lagtey hain .
              bahut khoob.....:)

              Comment

              • #52
                Re: mujhe eik shaks se nafrat hai

                Originally posted by raafi View Post
                bahut khoob.....:)

                :mm:khoob kya..nafrat krna ya nafrat krney ka andazz?

                Comment

                • #53
                  Re: mujhe eik shaks se nafrat hai

                  Originally posted by aquari View Post
                  :mm:khoob kya..nafrat krna ya nafrat krney ka andazz?
                  dono jeee.....

                  Comment

                  • #54
                    Re: mujhe eik shaks se nafrat hai

                    main to kisi se nafrat nahi karti magar main jaanti hoon kuch log mujhse bahut nafrat karte hain lolz... :D

                    jab koi aisa shaks dil ko Thes pahuchaata hai jo aapke bahut qareeb ho to kuch pal ke liye bahut takleef pahuchti hai...phir sulaah ki bhi poori koshish kar daalti hoon main magar jab saamne waala koi baat sunne ko bhi na tayyar ho to phir chorh deti hoon kinaara kashi kar leti hoon kuch arse ke liye magar baad mein jab milti hoon to salam zaroor karti hoon bina is ummeed keh ke mujhe jawaab milega ke nahi... main dukhi zaroor hoti hoon aise rawaiyye se magar nafrat kisi se chahkar bhi nahi kar paati pata nahi kyon...mera woh haal hai keh..

                    Apne dushman ko saamne paakar ye khayaal aata hai
                    kaash ye mera humnawa hota,kaash ye mera dost hota!

                    lolz ab bataaiye main kya karoon? :tauba

                    Comment

                    • #55
                      Re: mujhe eik shaks se nafrat hai

                      Mai b kisi sey nafrat nahee kartaaaa.

                      Comment

                      • #56
                        Re: mujhe eik shaks se nafrat hai

                        Originally posted by raafi View Post
                        dono jeee.....

                        hm...:)

                        Comment

                        • #57
                          Re: mujhe eik shaks se nafrat hai

                          no nafrat
                          :welcome: :welcome: www.jandanwala.com:welcome::welcome:

                          Comment

                          Working...
                          X