Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

boys bamuqaabla girls(start hiting my boys)

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: boys bamuqaabla girls(start hiting my boys)

    Originally posted by Kh@w@r View Post
    Kuch Khood b they Afsurda se,
    Kuch Tum b Hum se Rooth gaye
    Kuch Khood hi Zakhm k aadi the,
    Kuch Sheeshey Haath se choot gaye



    Kuch Khood b they Hassas boht,
    Kuch apne Muqaddar Rooth gaye
    Kuch Tum ko Such se Nafrat thi,
    Kuch Hum se na bole Jhoot gaye



    Kuch Logo ne Uksaya Tumhein,
    Kuch apne Muqaddar Phoot gaye
    Kuch Khood itne Mohtat na they,
    Kuch Log b Hum ko Loot gaye



    Kuch Talkh Haqaa'iq they Itne,
    K Khuwab hi sarey Toot gaye
    very very nice sharing

    Comment


    • Re: boys bamuqaabla girls(start hiting my boys)

      Ek Larki ko dekha toh aisa laga,
      Dusari ladki ko dekha toh waisa laga.
      Dono se jab jute pare toh ek jaisa laga
      "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

      Comment


      • Re: boys bamuqaabla girls(start hiting my boys)

        dil ki baat labon tak la ker ab tak dukh sahtay hain
        hum nain suna hay is basti main dil walay bhi rahtay hain

        beat gia sawan ka mahena mosem nain nazrain badlain
        laykin in payasi ankhon say ab tak aanso bahtay hain

        ek humain awara kahna koi bara ilzam nahi
        dunia walay dil walon ko or bohat kutch kahtay hain

        jin ki khater shaher bhi chora jin kay leay badnam hoy
        aaj wo hi hum say bayganay bayganay say rhtay hain

        Comment


        • Re: boys bamuqaabla girls(start hiting my boys)

          dil ki baath zuban par laana izhaar-i-muhabbat hai
          yeh dil waalon ki busthi tho bus aap ki badolat hai

          sawun ka mahina jaega mosam bhi nazrain badlega
          jo teri piasi aankhhon ko bahaar ki zaroorat hai

          baadal hain tho aawara rehmut ki mee bursatey hain
          aur bohoth kuchh kehney waley aghyar ki soorat hai

          patthher wazni woh hoga jo apni jagah par qaaim hai
          shehr-i-muhabbat may rehna tu piar ki moorat hai

          Comment


          • Re: boys bamuqaabla girls(start hiting my boys)

            Friends meree khiall main iss thread kaa topic kuch aoor thaa
            jabkeh posst kuch aoor andaaz main kee jaa rahee hain
            am i right
            "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

            Comment


            • Re: boys bamuqaabla girls(start hiting my boys)

              Originally posted by sarfraz_qamar View Post
              Friends meree khiall main iss thread kaa topic kuch aoor thaa
              jabkeh posst kuch aoor andaaz main kee jaa rahee hain
              am i right
              ji haan aap bilkul thheek keh rahai hain,iss thread kaa topic kuchh aisa thha na shhaayad,


              Ek Larki ko dekha toh aisa laga,
              Dusari ladki ko dekha toh waisa laga.
              Dono se jab jute pare toh ek jaisa laga:khi:

              Comment


              • Re: boys bamuqaabla girls(start hiting my boys)

                nahin hai koe gum , hamein najany kab se
                k berdashat kerna bhi tou bas mein nahin raha

                Comment


                • Re: boys bamuqaabla girls(start hiting my boys)

                  dard-i-sir ke waste paida kya ustaad ko
                  warna teeching ke liye kuch kum na thi ustanian

                  Comment


                  • Re: boys bamuqaabla girls(start hiting my boys)

                    jo hum chahty hein, wesa ho kion nahin jata
                    manga ho jo dua mein, woh mil kion nahin jata
                    kon si kammi hamare jazbaat mein rah gai hai
                    k jis k rah jany ka malaal, dil se kion nahin jata

                    Comment


                    • Re: boys bamuqaabla girls(start hiting my boys)

                      Originally posted by sensible View Post
                      ji haan aap bilkul thheek keh rahai hain,iss thread kaa topic kuchh aisa thha na shhaayad,


                      Ek Larki ko dekha toh aisa laga,
                      Dusari ladki ko dekha toh waisa laga.
                      Dono se jab jute pare toh ek jaisa laga:khi:
                      yaa aisee hee start howaa thaa
                      sabb friends see guzarish haii issee hissab see posta send karain



                      Hathi nay kaha ja kar hathni ki kabar per
                      Sadqay jaoo tumhari patli kamar per
                      "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                      Comment


                      • Re: boys bamuqaabla girls(start hiting my boys)

                        sir sey hoti hui pairon sey guzar jaati hai
                        nazr-i-bud jaa key kahin aur teher jaati hai

                        wesey tho jung-u-muhabat may hai sub kuchh jaaiz
                        woh bhi karti hai magar saaf mukar jaati hai
                        Last edited by Mujahid Khan; 2 June 2007, 18:24.

                        Comment


                        • Re: boys bamuqaabla girls(start hiting my boys)

                          Kis tarah is say jaan chhuraoon ,main kia karoon
                          mugh ko hai khayal , harasaan kiye huay
                          janay ka naam hee nahi layta woh naik-bakht
                          muddat hue hai yaar ko mehmaan kiye hue
                          "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

                          Comment


                          • Re: boys bamuqaabla girls(start hiting my boys)

                            Wo Dosti kya jisko Nibhana pare
                            Wo Pyaar kya jisko Jatana pare
                            Ye to ek Khamosh Ehsaas hai
                            Wo Ehsaas hi kya jisko Lafzon mai Batana pare

                            Comment


                            • Re: boys bamuqaabla girls(start hiting my boys)

                              huquq-i-piar jo kar lain ada tho kehtey hain
                              jataana piar yeh iss ko riaa tho kehtey hain

                              keh her ehsaas hai khaamosh dosti ki tarah
                              nibhaana dosti he ko wafa tho kehtey hain
                              Last edited by Mujahid Khan; 3 June 2007, 15:01.

                              Comment


                              • Re: boys bamuqaabla girls(start hiting my boys)

                                khamoosh ehsaas ko jo lazfon se seencha jaye
                                pather bhi tarap uthy jo usy dil se tarasha jaye

                                Comment

                                Working...
                                X