Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

boys bamuqaabla girls(start hiting my boys)

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #91
    Re: boys bamuqaabla girls(start hiting my boys)

    jis ki ankhain mujhay ander say bhi phir sakti hon
    koi chahra to mayray shahir main aysa la day

    Comment


    • #92
      Re: boys bamuqaabla girls(start hiting my boys)

      abb jeet aur haar may dil pe laga hai daao
      donon he sooraton may jeet piar ki hogi
      Last edited by Mujahid Khan; 28 May 2007, 17:12.

      Comment


      • #93
        Re: boys bamuqaabla girls(start hiting my boys)

        jis kay ema pay kia terkay taluq sub say
        ab wo hi hsakis mujhay tana a tanhai day

        Comment


        • #94
          Re: boys bamuqaabla girls(start hiting my boys)

          ye zarori nahin k pyaar ka izhaar k liye kuch kaha jaye
          Izhar-e-muhabbat k andaz aur bhi buhat hein zamny mein
          Last edited by ahsaas; 28 May 2007, 17:34.

          Comment


          • #95
            Re: boys bamuqaabla girls(start hiting my boys)

            hoti nahi qabol doa tark-e-ishq ki
            dil chahta na ho to zuban main aser kahan

            Comment


            • #96
              Re: boys bamuqaabla girls(start hiting my boys)

              main soze bhi aur saaz bhi hun
              aur tere ander ki awaz bhi hun
              jo chhupa saki na tum mjh sey
              wahi tera main humraaz bhi hun
              tu shehr bhar may na dhoond suko
              terey naqqarey ki aawaz bhi hun
              tum jaisey kaho main waisa hun
              main tera husn-i-sukhun andaaz bhi hun
              Last edited by Mujahid Khan; 28 May 2007, 17:35.

              Comment


              • #97
                Re: boys bamuqaabla girls(start hiting my boys)

                hum ny apny andaaz rakhy hein sab se @l@g
                koe khas hai jis k liye hum sab se juda hein

                Comment


                • #98
                  Re: boys bamuqaabla girls(start hiting my boys)

                  na chaho itna humain chahton say der lagta hay
                  na aao itna qreab kay judai say ler lagta hay
                  tumhrai wafaon per bhrosa hay
                  mager apnay naseeb say der lagta hay

                  Comment


                  • #99
                    Re: boys bamuqaabla girls(start hiting my boys)

                    koe tou aur boy aye muqably k liye .....:lpop:

                    lerkian hi lugi hein :khi: ............just aik k siwa koe bhi nahin ???:donno: :embarasse
                    Last edited by ahsaas; 28 May 2007, 17:49.

                    Comment


                    • Re: boys bamuqaabla girls(start hiting my boys)

                      Na mai pass us ko bula sakoon na mai dil ki baat sunaa sakoon
                      wo hansi hansi mai hi chal diya k mai haath tak na hila sakoon
                      Muje kya khabar k wo kya hua muje kitna gahra khumaar tha
                      Mai khara tha us k Hisaar mein mere irdgird ghubaar tha
                      Yoonhi sochta raha dair tak magar us ko kuch na bata saka
                      Na mein pass us ko bula saka na mein dil ki baat suna saka
                      na hai dushmani kisi din se ab, na hai dosti kisi raat se
                      hai bacha hi kya jo wo le gaya muje cheen kar meri zaar se

                      Comment


                      • Re: boys bamuqaabla girls(start hiting my boys)

                        wo kutch sunta to main kahta mujhay kutch or kahna tha
                        wo pul bher ko jo ruk jata mujhay kutch or kahna tha
                        galat fahmi nain baton ko bhera dala yuonhi werna
                        kaha kutch tha wo kutch samjha mujhay kutch or kahna tha

                        Comment


                        • Re: boys bamuqaabla girls(start hiting my boys)

                          Yeh din yeh raat yeh lamhay achay lagtay hain ...
                          Tumhain sochoun tou saray silsilay achay lagtay hain ....
                          Bohat door tak saath chalna phir bhi wahin rehna ...
                          Mujhay tum se tumharay tak k faslay achay lagtay hain ...

                          Comment


                          • Re: boys bamuqaabla girls(start hiting my boys)

                            lafzon ki justajo main sub kutch ganawa dia
                            wo chal dia main terzay ada dhondta raha
                            us ko kisi nain rub say lia mang
                            or main sajday main gir kay herfy doa dhndta raha

                            Comment


                            • Re: boys bamuqaabla girls(start hiting my boys)

                              nice one :rose



                              kuch door hamaray sath chalo.
                              ham dil ki kahani keh day gay.
                              samjhay na jisy tum aankho say.
                              wo baat zubani keh day gay.
                              Dheeray say tumharay kano main
                              ek baat purani keh day gay.
                              Izhar_e_waffa tum keya jano.
                              Iqra_e_waffa tum keya jano,
                              hum zikar karain gay ghairon ka
                              Or apni kahani keh day gay.

                              Comment


                              • Re: boys bamuqaabla girls(start hiting my boys)

                                her bar mujhay zukhma-e-judai na dia ker
                                ager to mayra nahi to mujh ko dikhai na dia ker
                                such jhot tayri ankh say ho jata hay zahir
                                qasmain na utha itni sfai na dia ker
                                malom hay rahta hay to ab mujh say gurayzan
                                pass a ker mohabat ki dohai na dia ker
                                ur jain to phir lot ker atay nahi wapis
                                her bar prindon ko rayhai na dia ker

                                Comment

                                Working...
                                X