Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

boys bamuqaabla girls(start hiting my boys)

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: boys bamuqaabla girls(start hiting my boys)

    meree khiall main iss thread kayy start karnnay kaa
    maqsadd kuchh aoorr hee thaa aoor wohh hitting upon
    oppsite sex in the shape of poetry......
    jabkehh yahhann to romantic poetry likhee
    jaaa rahee haiii
    what is this
    "Can you imagine what I would do if I could do all I can? "

    Comment


    • Re: boys bamuqaabla girls(start hiting my boys)

      dilon key beech tho faasiley nahi hua kartey
      log kha makha bhi pareshaan nahi hua kartey
      haqiquth main raqibon say log pareshan hain warna
      bichhardney key koi imkaan nahi hua kartey
      Last edited by Mujahid Khan; 22 June 2007, 21:35.

      Comment


      • Re: boys bamuqaabla girls(start hiting my boys)

        mujh say bitcher kay shaher bher main ghul mil gia wo shakis
        halanaky shaher bher say adawat usay bhi thi

        Comment


        • Re: boys bamuqaabla girls(start hiting my boys)

          Originally posted by sarfraz_qamar View Post
          meree khiall main iss thread kayy start karnnay kaa
          maqsadd kuchh aoorr hee thaa aoor wohh hitting upon
          oppsite sex in the shape of poetry......
          jabkehh yahhann to romantic poetry likhee
          jaaa rahee haiii
          what is this
          romantic poetry:khi:

          Comment


          • Re: boys bamuqaabla girls(start hiting my boys)

            Ye safer tou younhi chalty jana hai
            kia hua jo hum humsafer na huye

            Comment


            • Re: boys bamuqaabla girls(start hiting my boys)

              chaand nugar pe terey waastey hum aatey hain
              jub bhi poochha tum apney ghar na hue
              ae chaand sitaron ki jhurmat may rehna
              zameen walon ke tum achcha ze-i-asar na hue

              Comment


              • Re: boys bamuqaabla girls(start hiting my boys)

                Hum bhi rahon per Takty Rahy Bar Bar
                mager Umeed bher nahin ati her Bar
                Intizar tou hamara Sadion per muheet tha
                Un sadion mein khas lamha nahin ata Bar Bar

                Comment


                • Re: boys bamuqaabla girls(start hiting my boys)

                  zukham daynay ka andaz kutch aysa hay
                  zakhum day ker potchtay hain hal kaysa hay
                  kisi eak say gila kia kerna
                  mayray sub doston ka mizaj aysa hay

                  Comment


                  • Re: boys bamuqaabla girls(start hiting my boys)

                    zukham daynay ka andaz kutch aysa hay
                    zakhum day ker potchtay hain hal kaysa hay
                    kisi eak say gila kia kerna
                    mayray sub doston ka mizaj aysa hay

                    Comment


                    • Re: boys bamuqaabla girls(start hiting my boys)

                      Sab Se Tou gila kerna Theek nahin
                      youn Nazrein chura bhi Theek Nahin
                      Ap Tou Hum Se Waqif They Buhat
                      Phir Ye Ilzaam Lagana Theek Nahin

                      Comment


                      • Re: boys bamuqaabla girls(start hiting my boys)

                        hum nazuk nazuk dil walay
                        kabhi hanstay hain
                        kabhi rotay hain
                        kabhi dil main khowab protay hain
                        kabhi zaat main tanha hotay hain
                        kabhi chup ki moher sajatay hain
                        kabhi geet labon pay hotay hain
                        kabhi sub ka dil bahlatay hain
                        kabhi zaat main tanha hoty hain
                        kabhi shub bher jagtay rahtay hain
                        kabhi lambi tan kay sotay hain
                        hum nazuk nazuk dil walay
                        bus apnay aap main rhtay hain
                        hum kon kisi kay hotay hain?

                        Comment


                        • Re: boys bamuqaabla girls(start hiting my boys)

                          Originally posted by neha_ahmad View Post
                          hum nazuk nazuk dil walay
                          kabhi hanstay hain
                          kabhi rotay hain
                          kabhi dil main khowab protay hain
                          kabhi zaat main tanha hotay hain
                          kabhi chup ki moher sajatay hain
                          kabhi geet labon pay hotay hain
                          kabhi sub ka dil bahlatay hain
                          kabhi zaat main tanha hoty hain
                          kabhi shub bher jagtay rahtay hain
                          kabhi lambi tan kay sotay hain
                          hum nazuk nazuk dil walay
                          bus apnay aap main rhtay hain
                          hum kon kisi kay hotay hain?
                          okay:)

                          Comment


                          • Re: boys bamuqaabla girls(start hiting my boys)

                            wo kah kay chalay itni mulaqat bohat hay
                            hum nain kaha ruk jao abhi baat bohat hay
                            anso mayray thum jain to phir shoq say jana
                            aysay main kahan jao gay bersat bohat hay

                            Comment


                            • Re: boys bamuqaabla girls(start hiting my boys)

                              Nahin rukta koe kisi k rokney se
                              Woh Chah Woh baat nahin rahi
                              Sochon ka Mahwer muntashir ho gia
                              ab woh soch woh Zaat nahin rahi

                              Comment


                              • Re: boys bamuqaabla girls(start hiting my boys)

                                wahi chaah hai koi baat shuru tho karey
                                hum rukain koi ruknay ki aarzu tho karey
                                sochain hon gar muntashir simat bhi aati hain
                                aisi baat koi mujh say roobaroo tho karey

                                Comment

                                Working...
                                X