Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

eik larki

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Re: eik larki

    Originally posted by ummid View Post
    bus aisi hi baatein ker ker ke hum apna daman bacha lete hain... milna shart nahi.. etc etc...:lpop:

    hum shart lagate hi nahi ye theek nahi hota :lpop:

    Comment


    • Re: eik larki

      Originally posted by snobbish View Post
      hum shart lagate hi nahi ye theek nahi hota :lpop:
      sahi karte hain.. :lpop:

      Comment


      • Re: eik larki

        Originally posted by ummid View Post
        sahi karte hain.. :lpop:
        tumhara iss waqat sir dard kar raha hai ....mien theek keh raha hoon lagi shart :khi:

        Comment


        • Re: eik larki

          Originally posted by ummid View Post
          bus aisi hi baatein ker ker ke hum apna daman bacha lete hain... milna shart nahi.. etc etc...:lpop:
          nice ..but aise tou koshish ko ap peechy dal rahi hein...kia bachna itna asaan hai ..k dil kia tou bach gaye..

          plz explain ..

          Comment


          • Re: eik larki

            Originally posted by ahsaas View Post
            nice ..but aise tou koshish ko ap peechy dal rahi hein...kia bachna itna asaan hai ..k dil kia tou bach gaye..

            plz explain ..
            hum ne yeh nahi kaha tha..:tauba. hum ne kaha tha ke "milna shart nahi.." yeh aur aise kai jumle like.."ishq mein hijr-w-wisal ka nahi sochna chahiye" etc etc... yeh sub baatein wekness ki alamat hai.. jis se muhabbat hai us ke bagair zindagi jahanm se kum nahi lagti... lakeen jo shoro mein hi yeh kaih de ke hum ne tu muhabbat ker li.. ab milna ya na milna qismat ki baat hai.." to dear.. aisi muhabbat ka base hi kamzor hota hai..(yeh humari soch hai..).. aakhri sans tak koshish karni chahiye... ya jis se aap ko ishq hai.. woh nahi tu dosra koi bhi nahi...:thmbup: yeh nahi ke dil mein koi aur saath mein koi aur... aur nazar mein koi aur.. aur phir kahein..."Milna shart nahi.......":fuming: sachi lagan honi chahiye bus... woh shair hai na.."yusuf ka jazba-e-husn tha.. zulekha ka jazab-e-ishq.... aana para palat ke dobarah shabab ko......" isey spirit kaihte hain...:thmbup:

            Comment


            • Re: eik larki

              Originally posted by munda_sialkoty View Post
              kyoon mere ser mein juein daal ke tum ne bad mein wahan shikaar kheelna he :lol :lol :lol
              i don't like shikaar
              is liye aap khud hi
              shikaar kr lena:khi: :khi:
              Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

              Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

              Comment


              • Re: eik larki

                Originally posted by snobbish View Post
                mien aor munda garmi ki waja se tiend karwa li ....deakhoo


                :kr::kr:
                :khi: :khi: :khi:
                :kr: :kr: :kr:
                tumhari waja say mundy ko b tind krwaani pari.bay chara mundaaaaaaaaa
                :khi: :khi: :khi:
                :kr: :kr: :kr:
                Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

                Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

                Comment


                • Re: eik larki

                  Originally posted by alveena View Post
                  ap sub larkay ik jaasay he huuuuuuu
                  wo theek karti hay
                  agher tu us sach may like kartay huu tu
                  pher us k maa baab say baat karoo bro jee
                  yeh iss modern dour mein maa baap kahan se aa gaye??

                  Comment


                  • Re: eik larki

                    Originally posted by ummid View Post
                    hum ne yeh nahi kaha tha..:tauba. hum ne kaha tha ke "milna shart nahi.." yeh aur aise kai jumle like.."ishq mein hijr-w-wisal ka nahi sochna chahiye" etc etc... yeh sub baatein wekness ki alamat hai.. jis se muhabbat hai us ke bagair zindagi jahanm se kum nahi lagti... lakeen jo shoro mein hi yeh kaih de ke hum ne tu muhabbat ker li.. ab milna ya na milna qismat ki baat hai.." to dear.. aisi muhabbat ka base hi kamzor hota hai..(yeh humari soch hai..).. aakhri sans tak koshish karni chahiye... ya jis se aap ko ishq hai.. woh nahi tu dosra koi bhi nahi...:thmbup: yeh nahi ke dil mein koi aur saath mein koi aur... aur nazar mein koi aur.. aur phir kahein..."Milna shart nahi.......":fuming: sachi lagan honi chahiye bus... woh shair hai na.."yusuf ka jazba-e-husn tha.. zulekha ka jazab-e-ishq.... aana para palat ke dobarah shabab ko......" isey spirit kaihte hain...:thmbup:
                    :) okay ..Ummid...thanks 4 clearification:rose

                    Comment


                    • Re: eik larki

                      Originally posted by lucky View Post
                      :khi: :khi: :khi:
                      :kr: :kr: :kr:
                      tumhari waja say mundy ko b tind krwaani pari.bay chara mundaaaaaaaaa
                      :khi: :khi: :khi:
                      :kr: :kr: :kr:

                      phir hansi .....kitna hasti hai tu

                      koi nahi apne sir ki kehti hai dobara aah jae ge :lol

                      Comment


                      • Re: eik larki

                        Originally posted by snobbish View Post
                        phir hansi .....kitna hasti hai tu

                        koi nahi apne sir ki kehti hai dobara aah jae ge :lol
                        nahi aati fikr na kro
                        :kr: :kr: :kr: :kr:
                        Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

                        Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

                        Comment

                        Working...
                        X