Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

eik larki

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: eik larki

    ye kis ki baat ho rahi hai me bi dasoo abi k abi

    Comment


    • #47
      Re: eik larki

      Originally posted by sham-e-mehfil View Post
      ye kis ki baat ho rahi hai me bi dasoo abi k abi

      ye bakri ki baat ho rahi :khi:

      Comment


      • #48
        Re: eik larki

        Originally posted by snobbish View Post
        ye bakri ki baat ho rahi :khi:
        ohhh to yun kahoon na u ki fmily ki baat ho rahi hai :khi: :khi:

        Comment


        • #49
          Re: eik larki

          Originally posted by lucky View Post
          very funny :khi: :khi: :khi:
          aap joke bohat achy sunaaty hain:kr: :kr: :kr:
          Tum ne sahi kaha mein Joke Mohammad Rafi ki aawaz mein sunata hoon :lpop:
          :thmbup:

          Comment


          • #50
            Re: eik larki

            or saath main bakra b hai:khi:
            Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

            Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

            Comment


            • #51
              Re: eik larki

              Originally posted by snobbish View Post
              Bus yaar kehte hain ke khoobiaan choopi hoi hoti hain insan mien bus un ko deakhna aor mehsoos karna parta hai ........aor tu ye janta hi hai ke tu kisi se kaam nahi :lol
              aakhir kaar teri kaani aankh ne meri khoobiyaan dekh he lein :lol :lol
              :thmbup:

              Comment


              • #52
                Re: eik larki

                Originally posted by snobbish View Post
                Hamisha hansti rao ......:rose
                thanx alotttttttt:rose
                Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

                Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

                Comment


                • #53
                  Re: eik larki

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  aakhir kaar teri kaani aankh ne meri khoobiyaan dekh he lein :lol :lol

                  iss leye na k u ki jo khobiyan hai na wo kani ankhoon waly hi dekh sakty hai :khi: :khi: :khi:

                  Comment


                  • #54
                    Re: eik larki

                    Originally posted by sham-e-mehfil View Post
                    ohhh to yun kahoon na u ki fmily ki baat ho rahi hai :khi: :khi:
                    bilkul app ka hi zikar ho raha tha .....mien age hi bol raha tha shitaan k naam liya aor shitaan hazir tumari umar bhuat lambi ho gi :masha


                    :kr::kr:

                    Comment


                    • #55
                      Re: eik larki

                      Originally posted by sham-e-mehfil View Post
                      ohhh to yun kahoon na u ki fmily ki baat ho rahi hai :khi: :khi:
                      Navi aai ein te chaa gai ein thaa ker ke :lol
                      :thmbup:

                      Comment


                      • #56
                        Re: eik larki

                        Originally posted by munda_sialkoty View Post
                        Tum ne sahi kaha mein Joke Mohammad Rafi ki aawaz mein sunata hoon :lpop:
                        o no
                        awaaz b kaisi mujhy nahi sun na
                        Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

                        Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

                        Comment


                        • #57
                          Re: eik larki

                          Originally posted by sham-e-mehfil View Post
                          iss leye na k u ki jo khobiyan hai na wo kani ankhoon waly hi dekh sakty hai :khi: :khi: :khi:
                          haan jese ke tum .....kaani aankh wali :lol

                          Comment


                          • #58
                            Re: eik larki

                            Originally posted by raafi View Post
                            aap ki baatein theek hain..... lakin yahan personality yaa khud ko jaiza leinay ki baat nahi..... :) hum dono eik office mein kaam karte hain...... :) mein eik number ka chamcha hoon apnay chairman ka (head of department):lpop: ... mujh se galti yeh hoi k meinay chairman ko uss larki ki gila gheebat ki jis ki wajah se uss ki promotion mutasir hoi.... jab vo mujh se naraz hoi tu meinay bhi khal kar uss ki mukhalfat ki ..... jab mukhalfat had se barh gayi tu mujhe ahista ahista aur dheray dheray piyar honay laga.... ab meinay uss ki opposition kam karta hoon lakin vo mujhe eik number ka dushman samajhti hai..... lakin vo meri ab shakal bhi nahi dekhna chahti .... jab bhi hamara aamna samna hota hai vo moun mor leiti hai aur uss ka rang kala peela hojata hai..... :) (meinay jo kuch likha vo apni eimaandari se likha hai takay aap dost meri help karein aur hosakey tu wakai aap log b eimaandari se mashwara dein)

                            Buddy First of all aap jayin on sai maafi manga
                            or jo jo kam aap nia on kai against kia hai agar
                            woh aap nai truth kaha hai phir theek hai but
                            agar aap nai jhot bol kar on ki promotion ruk-
                            waye hai tu chairman kai pass jaye or onhai
                            sach bata dain..aap on sai dil sai maafi man-
                            gain then aap on kai rasta sai hat jaya karain
                            khud or nazran b jhuka lia karain kyu kai aap
                            nai on kai khilaf kaam kia hai taka onhai an-
                            daza hojaye kai aap ko apni ghalati ka ahsaas
                            hoa hai .os kai bad jub woh aap ko maaf kar
                            dain ..tab b jhapat nahi jana i mean pyar ka
                            izhar mat kar dena han ..baat cheet barha dai
                            or jub aap onhai aap per yaqeen hojaye kai aap
                            chamcha ya aesi waisi harkatain nahi karta i
                            mean any more .. tab aap on sai apna pyar ka
                            izhar karai .khair filhal tu aap first level kam
                            karain on sai apologize karai or onhai ihsas dilay
                            kai aap apna kiya par sharminda hai .aga agay
                            INSHAHALLAh Allah behtar karega .Maafi manga
                            chaha woh aap ko maaf karai ya na per aap sub
                            sai pehla maafi manga and jaisa pehla kaha kai
                            onhai ahsas dilay kai aap ko apna kia ka ihsas hoa
                            aap ko jub tak woh maaf nahi kar leti aap onhai
                            nazrain otha kar b na dekhain karai or khud
                            on kai samna sai hat jaya karai ..ok bro sorry
                            agar mera koi bat buri lagi ho....best of luck

                            Comment


                            • #59
                              Re: eik larki

                              Originally posted by sham-e-mehfil View Post
                              iss leye na k u ki jo khobiyan hai na wo kani ankhoon waly hi dekh sakty hai :khi: :khi: :khi:
                              aray waah aap ne bhi meri khoobiyaan dekh lein, shooo shweet :blush:
                              :thmbup:

                              Comment


                              • #60
                                Re: eik larki

                                Originally posted by lucky View Post
                                o no
                                awaaz b kaisi mujhy nahi sun na

                                lagta hai app ko NASEEBO LAL ki awaz mien geet aache lagte hain :lol

                                Comment

                                Working...
                                X