Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Thinking!!!!!!!!!!!!!!!!!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Thinking!!!!!!!!!!!!!!!!!!

    Originally posted by miss sng View Post
    hum khud jo hain...kisi aur ki zarorat he nhi hamein..
    app ky pass ko hal hy to bataein..:mm:
    ager bara nahi hona chahti to aisi herkatein karo ke loogon ki nazron mein chooti ho jao :kr: :kr: :kr:
    :thmbup:

    Comment

    • #17
      Re: Thinking!!!!!!!!!!!!!!!!!!

      Originally posted by munda_sialkoty View Post
      ager bara nahi hona chahti to aisi herkatein karo ke loogon ki nazron mein chooti ho jao :kr: :kr: :kr:
      bhai app ko apni behn ka pata he nhi...:khi:
      hum already asi harkatein karty hain...:D

      Comment

      • #18
        Re: Thinking!!!!!!!!!!!!!!!!!!

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        acha sawaal he Arman

        ager soochein na hotein to insaan insaan nahi bulke Fooji hota :lpop:
        :kr: :kr: :kr: :kr: :kr: :kr: :kr: :kr: :kr: :kr:
        sigpic

        Comment

        • #19
          Re: Thinking!!!!!!!!!!!!!!!!!!

          Originally posted by ummid View Post
          zaroor aap tv todrney key baarey may soch rahi hongi
          Last edited by Mujahid Khan; 10 May 2007, 12:51.

          Comment

          • #20
            Re: Thinking!!!!!!!!!!!!!!!!!!

            Originally posted by arman007 View Post
            :phool:
            bahut khoob..... wese mein sochta kam hoon..... :) jo hasil kara hota hai sufarish se hasil kar leita hoon..... wese bhi hum soch kay bhi kon se einstine bana hai......:lpop:

            Comment

            • #21
              Re: Thinking!!!!!!!!!!!!!!!!!!

              Originally posted by sensible View Post
              so aap aayaatulkursi padrh kar so jaaya karen aap neend may nahi socha karengi:khi:
              parh kar hi soti hun:)

              Comment

              • #22
                Re: Thinking!!!!!!!!!!!!!!!!!!

                Originally posted by miss sng View Post

                ohhh..app ka to lagta hy wo hal hoo rha hy,'ab to ghabra ke kehty hain k mar jain gay...mar ky bhe chain na paya to kidher jain gay...":comfort:

                to app sochoon say chotkary k liay kya karti hoo???:cc:
                aur

                ye bhe batein zara app itna kasay sochti hain...:mm:
                nahi mar kar to umeed he inshallah zarur chein pa jaun gi bas is dunia me hi chein nahi ata or sochon se me chutkara pana chahun gi to paun gi na zinda or murda insan me soch ka hi to farq he or me abhi zinda hun:) so jab tak zinda hun sochti rahun gi,or rahi bat kese sochti hun to insan khud se nahi sochta bas sochen ati jati hen i lost my dear dad recently to me un ke bare me na sochun esa kese ho sakta he

                Comment

                • #23
                  Re: Thinking!!!!!!!!!!!!!!!!!!

                  Originally posted by hamzad View Post
                  parh kar hi soti hun:)
                  lagta hai keh aap pichhley aik dho saalon sey bilkul bhi beemar nahi huin hain,iss liye bhi aap ko neend nahi aati hai

                  Comment

                  • #24
                    Re: Thinking!!!!!!!!!!!!!!!!!!

                    Originally posted by sensible View Post
                    lagta hai keh aap pichhley aik dho saalon sey bilkul bhi beemar nahi huin hain,iss liye bhi aap ko neend nahi aati hai
                    :mm:
                    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                    Comment

                    • #25
                      Re: Thinking!!!!!!!!!!!!!!!!!!

                      Originally posted by yellowsky View Post
                      :mm:
                      beemari kumzori ki aik alamut hoti hai aur neend bhi kamzori ki aik alamat hoti hai kiun keh khuda ko kabhi neend nahi aati hai,kiunkeh woh kamzor nahi hai,insaan ko saal may aik baar laazmi beemar hona chaahiye taakeh ussey khuda ki yaad aaye,aur jub woh beemar padrh jaata hai tho woh kumzor padrh jaata hai aur ussey neend bhi thheek aati hai.jo log sihut ka bohot khayal rakhtey hain woh beemar nahi hotey hain lekin woh neend ki goli khhaa kar sotey hain:wk

                      Comment

                      • #26

                        ap ki ye bat me ne 1st time hi suni he k jo log bimar nahi hote wo neend ki goli khate hen,ya sal me aik bar lazmi bemar hona chaey,mere father aik bohat sehet mand insan the har tarah se fit abhi recently he gone to janah me ne unhen kabhi koi goli khate nahi dekha or un ki neend bhi bohat achi thi or wo bina beemar huey achanak chaley gaey or me rat ko ayat-ul-kursi parhti hun or apne dad ke bare me sochti rehti hun k aik sehet mand insan kese yun achanak mar sakta he or itne bare dukh ko uthane ke bad bhi kia mujhe Khuda ki yad nahi aei ho gi?me to ye sochti rehti hun k me kab apne dad ke pas ja paun gi is aarzi dunia ko chor kar....pata nahi kab..apne Allah ke pas

                        Comment

                        • #27
                          Re: Thinking!!!!!!!!!!!!!!!!!!

                          Khuda ny insaan ko siraf sochny k liy hee to paida kia hay
                          ager yakeen nahi ata to yeh baat soch ker dekhain.

                          Comment

                          • #28
                            Re: Thinking!!!!!!!!!!!!!!!!!!

                            Originally posted by hamzad View Post
                            ap ki ye bat me ne 1st time hi suni he k jo log bimar nahi hote wo neend ki goli khate hen,ya sal me aik bar lazmi bemar hona chaey,mere father aik bohat sehet mand insan the har tarah se fit abhi recently he gone to janah me ne unhen kabhi koi goli khate nahi dekha or un ki neend bhi bohat achi thi or wo bina beemar huey achanak chaley gaey or me rat ko ayat-ul-kursi parhti hun or apne dad ke bare me sochti rehti hun k aik sehet mand insan kese yun achanak mar sakta he or itne bare dukh ko uthane ke bad bhi kia mujhe Khuda ki yad nahi aei ho gi?me to ye sochti rehti hun k me kab apne dad ke pas ja paun gi is aarzi dunia ko chor kar....pata nahi kab..apne Allah ke pas
                            aapkey waalid saab ko khuda jannat-ul-fidos ataa farmaaye aur aap ko sabr-i-jamil!aamin!summaamin!
                            humzaad saahiba zindagi aur moth khuda key haath may hoti hai,aur jo zindah hotey hain unhain apni zindagi zindah dili sey guzaarni chaahiye,naa keh maayusi sey,kiunkeh maayusi bohoth sakht aur badri gunaah hai.
                            her insaan ki zindagi may koi kumi yaa khaami zaroor hoti hai.
                            zindagi guzaarney kaa ik dustoor hai keh,humeshah dusron ki khaamiun aur apni khubiun per nazar rakkho,tho maayusi kabhi nahi aayegi.
                            jo insaan apni khaamiun aur duron ki khubiun per nazar rakhhta hai woh dunya sey maayus hota jaata hai:)

                            Comment

                            • #29
                              Re: Thinking!!!!!!!!!!!!!!!!!!

                              Originally posted by sensible View Post
                              aapkey waalid saab ko khuda jannat-ul-fidos ataa farmaaye aur aap ko sabr-i-jamil!aamin!summaamin!
                              humzaad saahiba zindagi aur moth khuda key haath may hoti hai,aur jo zindah hotey hain unhain apni zindagi zindah dili sey guzaarni chaahiye,naa keh maayusi sey,kiunkeh maayusi bohoth sakht aur badri gunaah hai.
                              her insaan ki zindagi may koi kumi yaa khaami zaroor hoti hai.
                              zindagi guzaarney kaa ik dustoor hai keh,humeshah dusron ki khaamiun aur apni khubiun per nazar rakkho,tho maayusi kabhi nahi aayegi.
                              jo insaan apni khaamiun aur duron ki khubiun per nazar rakhhta hai woh dunya sey maayus hota jaata hai:)
                              ameen sumameen
                              han me janti hun mayusi buri cheez he or shaed me mayus hun bhi nahi me janti hun aj nahi to kal inshallah me bhi Allah ke pas apne father ke pas chali jaon gi or wahan hamesha ka sath ho ga lekin abhi un ke yun achnak chale jane se aik bohat bara space agya he meri life me pata nahi unhon ne mujhe kin kin baton se logon se protect kar rakha tha or abhi mujhe sab kuch face karna bohat mushkil lag raha he

                              Comment

                              • #30
                                Re: Thinking!!!!!!!!!!!!!!!!!!

                                han per kabhi kabhi dil ki bhi sun layni chaheay dil ki sunay kay leay sochna nahi perta.

                                Comment

                                Working...
                                X