Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

dosti

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: dosti

    Originally posted by neha_ahmad View Post
    kutch galat kah dia kia.ya mayri baat oper say guzer gai
    nahi jee shaayad apni kisi ghalti ka ehsaas dila dia aap ney:khi:.hum dosti ko bura tho nahi samjhtey shaayad dosti per likhhtey waqt type writer pey unglian pihsal gain thin:budhu:

    Comment


    • #32
      Re: dosti

      Keyborad Ka Masla Nahi Hay Damagh Ka Hay Unglian Wi Hi Kerti Hain Jo Damagh Kahta Hay.mujhay Zindagi Main Itnay Achay Dost Milay Hain Kay Jub Kisi Ko Dosti Per Na Yaqeen Kertay Daykhti Hon To Hayran Rah Jati Hon Aysa Bhi Hota Hay Kia

      Comment


      • #33
        Re: dosti

        Originally posted by neha_ahmad View Post
        Keyborad Ka Masla Nahi Hay Damagh Ka Hay Unglian Wi Hi Kerti Hain Jo Damagh Kahta Hay.mujhay Zindagi Main Itnay Achay Dost Milay Hain Kay Jub Kisi Ko Dosti Per Na Yaqeen Kertay Daykhti Hon To Hayran Rah Jati Hon Aysa Bhi Hota Hay Kia
        jee bilkul bhi nahi,dosti tho khudaa ki taraf sey aik unmol tohfa hota hai,aur dost keliye aik beygharaz dost:)

        Comment


        • #34
          Re: dosti

          Achi Baat Hay Chalain Hum Bhi Daykhtay Hain Aap Dosti Kahan Tak Nibahatay Hain(zaberdasti Ki Dosti)

          Comment


          • #35
            Re: dosti

            Originally posted by neha_ahmad View Post
            Achi Baat Hay Chalain Hum Bhi Daykhtay Hain Aap Dosti Kahan Tak Nibahatay Hain(zaberdasti Ki Dosti)
            janaab hum dosti aur dushmani ko mutawaazan rakhtey hain aur 2non may intihaa tuk jaaney ki koshish kartey hain:thmbup:

            Comment

            Working...
            X