Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

dosti

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • dosti

    assalamu aliekum sub bhai bheno ko ap dosti k bari mei kuch batana pasand karengei k kya hoti hai yeh dosti:tasali:e
    KHAN

  • #2
    Re: dosti

    salam janab ager ap ko dosti ka pochna hay to kisi k dukh aur dard main shareek huna pary ga aur khushian os k sath bantni parhin gee.

    Comment


    • #3
      Re: dosti

      Dosti karni hay tu pehlay khud Dosti ke Qabil banu :)

      Comment


      • #4
        Re: dosti

        darasal dosti kay rishtey ko humaishah bunaawati aur mutajussus andaaz may bayan kia jaata hai,jub dosti say banawati aur mutajussasana..................................... qurbaani,mudad,khuloos,shareek-i-ghum,ghumkhwar,taabedaar,shaakhain khutum kar di jaaen tho dosti phir bhi reh jaati hai jissey naam dia jaata hai zarurat ka,tho iss say yeh saabit hota hai keh inn sub formalities main jo cheezain pinhaan hai woh hai zarurat,chaahey mujeh sub log ghulat sumjhen lekin her dil ki gehraai may yahi baat dufun hoti hai:)
        Last edited by Mujahid Khan; 10 May 2007, 13:14.

        Comment


        • #5
          Re: dosti

          hmmmmm dosti wo rishta hai jiss k jesa koi ornah hai maa'n baap se ho to anmol ho jaati hai..........

          sis se ho to kiya hi baat hai ....................

          haan ager iss k ilava bhi kissi se ho ............to bhi nazuk sa rishta hai dosti to wo hai tum kehna chaho or dost samjh jae...................

          Comment


          • #6
            Re: dosti

            dosti 1 aysa rishta hay jis main jitna jama tafreq ker lo hasil dhayyyyyyyr sara payar hota hayjo aap us say kertay ho bina batay bina jatay.us kay her dukh ka madawa kertay ho.us ki ankh say anso grnay say pahlay hi us kay face pay muskan lay atay ho.us ko kisi bhi galat kam kernay say roktay ho baray man say

            Comment


            • #7
              Re: dosti

              accha topic hai..:thmbup: per hume kuch nahi kaihna is topic per...:lpop:

              Comment


              • #8
                Re: dosti

                haan han g q nahi
                Dosti 5 elfaz ka magmoaa hai D+O+S+T+I

                I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani


                Comment


                • #9
                  Re: dosti

                  dost wo jo musibat main kaam aye.

                  Comment


                  • #10
                    Re: dosti

                    Bahi Sona hay aur Dost Hera
                    تیرے جیسی آنکھوں والے جب ساحل پے آتےہیں
                    تو لہریں شور مچاتی ہیں،
                    لو آج سمندر ڈوب گیا ۔


                    ~Mujay Vote Dain~
                    پاکستانی کا خواب

                    Comment


                    • #11
                      Re: dosti

                      Originally posted by ummid View Post
                      accha topic hai..:thmbup: per hume kuch nahi kaihna is topic per...:lpop:
                      aap log hum logon sey waisey bhi dosti nahi karna chahtey hum tho aagey badrh kar haath milaaney waaley log hain,chaahey log issey kuch bhi sumjhen,bus hum tho kehtey hain keh dosti aur dushmani may koi bhi badra ya chhota nahi hota:thmbup: :wk

                      Comment


                      • #12
                        Re: dosti

                        dosti mein agar mafadparasti ka element shamil na ho tu yeh eik azeem rishta hai

                        Comment


                        • #13
                          Re: dosti

                          Originally posted by afroz View Post
                          assalamu aliekum sub bhai bheno ko ap dosti k bari mei kuch batana pasand karengei k kya hoti hai yeh dosti:tasali:e


                          :tauba:tauba

                          dosti dosti dosti .......kitni baar bataoo ke dosti dosti hoti hai :khi:

                          Comment


                          • #14
                            Re: dosti

                            Originally posted by sensible View Post
                            aap log hum logon sey waisey bhi dosti nahi karna chahtey hum tho aagey badrh kar haath milaaney waaley log hain,chaahey log issey kuch bhi sumjhen,bus hum tho kehtey hain keh dosti aur dushmani may koi bhi badra ya chhota nahi hota:thmbup: :wk

                            bari gal keti ey :lpop:

                            Comment


                            • #15
                              Re: dosti

                              Dosti sab kuch hai janab

                              Comment

                              Working...
                              X