Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mery MutabiQ....................1

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Mery MutabiQ....................1

    Originally posted by hamzad View Post
    shadi me rasmo riwaj nahi hone chaey kio k jo rasmen hoti hen wo sab hindus se ham me aei hen
    Exactly :thmbup:
    :thmbup:

    Comment

    • #17
      Re: Mery MutabiQ....................1

      meray mutabiq ....mien bhi wohi kahoon gi jo baqi sab keh rahay hien magar zehn mien ik sawaal uth raha hay k
      sab loog saadgi par zoor day rahay hien aur rasm-o-riwaaj k khilaaf hien magar aap miensay kitnay hien jo saheh maano mien is par amal bhi karoo gay
      jab amal hee nhi to phir yeh sab kehnay ka faida

      Comment

      • #18
        Re: Mery MutabiQ....................1

        Originally posted by sumera View Post

        fiker na karein mein jitni bhi shadiyaan karon ga, sadgi se karon ga :blush:
        :thmbup:

        Comment

        • #19
          Re: Mery MutabiQ....................1

          Sadgi ka alag maza hai

          Comment

          • #20
            Re: Mery MutabiQ....................1

            Originally posted by شاھین View Post
            Sadgi ka alag maza hai
            yani vanilla flavour ki baat ker rahay ho :lpop:
            :thmbup:

            Comment

            • #21
              Re: Mery MutabiQ....................1

              Originally posted by sumera View Post
              meray mutabiq ....mien bhi wohi kahoon gi jo baqi sab keh rahay hien magar zehn mien ik sawaal uth raha hay k
              sab loog saadgi par zoor day rahay hien aur rasm-o-riwaaj k khilaaf hien magar aap miensay kitnay hien jo saheh maano mien is par amal bhi karoo gay
              jab amal hee nhi to phir yeh sab kehnay ka faida
              :thmbup: koi bee nahi
              waisy main karonga ammal inshaALLAH:khi:

              Comment

              • #22
                Re: Mery MutabiQ....................1

                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                fiker na karein mein jitni bhi shadiyaan karon ga, sadgi se karon ga :blush:
                han sialkot main yeh waba phaili hui hay k kukar aur kukrian buhat ziyada shadi kerty hian:khi:

                Comment

                • #23
                  Re: Mery MutabiQ....................1

                  Originally posted by Khalil View Post
                  han sialkot main yeh waba phaili hui hay k kukar aur kukrian buhat ziyada shadi kerty hian:khi:
                  aur kabootaron ke baray mein kia khyaal he :lpop:
                  :thmbup:

                  Comment

                  • #24
                    Re: Mery MutabiQ....................1

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    aur kabootaron ke baray mein kia khyaal he :lpop:

                    ary app bi kis kabotar se kabooron ka poch rahy hai :khi:

                    in se to .......ka pochyeee:khi: :khi: :khi:

                    Comment

                    • #25
                      Re: Mery MutabiQ....................1

                      Originally posted by Khalil View Post
                      Salam members.
                      Yehan main aik topic shoro ker raha hun Jehan ap ny siraf apni Positive thinking k sath jawab daina hay . aur yehan main koi aik Topic rakhonga ap ny apny Mutabiq wohan reply kerna hay. i m sure k yeh silsila acha chalyga ...

                      aur aaj ka Topic hay
                      Shadi main rasm o rawaj.
                      :khi:

                      mery mutabiq shadi main rasm o rawaj kaisy huny chayee aur konsy nahi huny chayee?
                      ofcourse not:donno:
                      buss zaruri zaruri kaam hona chahiye:lpop:
                      Finding truth - Finding love
                      These diamonds sparkle from lights above

                      Lorraine Venner

                      Comment

                      • #26
                        Re: Mery MutabiQ....................1

                        Originally posted by sumera View Post
                        meray mutabiq ....mien bhi wohi kahoon gi jo baqi sab keh rahay hien magar zehn mien ik sawaal uth raha hay k
                        sab loog saadgi par zoor day rahay hien aur rasm-o-riwaaj k khilaaf hien magar aap miensay kitnay hien jo saheh maano mien is par amal bhi karoo gay
                        jab amal hee nhi to phir yeh sab kehnay ka faida
                        :thmbup: :SubhanAllhaa:
                        couldnt agree more:salam:
                        Last edited by Almas; 8 May 2007, 08:04.
                        Finding truth - Finding love
                        These diamonds sparkle from lights above

                        Lorraine Venner

                        Comment

                        • #27
                          Re: Mery MutabiQ....................1

                          Originally posted by شاھین View Post
                          Sadgi ka alag maza hai
                          Yaar Shadi ka bhi apna hi aik Maza hai:khi:
                          sigpic

                          Comment

                          • #28
                            Re: Mery MutabiQ....................1

                            Originally posted by sham-e-mehfil View Post
                            ary app bi kis kabotar se kabooron ka poch rahy hai :khi:

                            in se to .......ka pochyeee:khi: :khi: :khi:
                            Khali jaga pur karein :lpop:
                            :thmbup:

                            Comment

                            • #29
                              Re: Mery MutabiQ....................1

                              Shariyat k aitebar sey or merey mutabiq bhi shadi prkoi fuzool kharchi nahi honi chahyeaa bulk jobaat saadgi ki hai woh namood-o-numaish main nahi.
                              App kitna bhi $ laga loo ,kitna bhi acha arrangement krwaloo kahi nahi kahi koi na koi kerey nikal hi leta haii k is cheez ki kami thi tu yeh cheez achi nahi thi etc etc....
                              Kuch jaghoo pr dekha jata hai k sadgi ka dhindoora peet'tey peet'tey bhi loog theek thaak rasmain kr letey hai or kaha yeh jata haii k humrey bhi tu aramn hain or woh saadgi ka naam un logo k liya use kya jata hai jihain woh invite nahi krna chahatey kisi bhi zaati ikhtelaf ki bina pr.
                              Kabhi ek fareeq tu saadgi chahta hai tu doosra k humari pehli khushi hai ya akhri khushi haii etc etc is qism ki dallelain dekr zabedasti subkuch kr waya jata hai .or ba'az auqat tu isi ikhtelafki waja sey rishtey bhi toot jatey hain
                              Yeh jo saadgi sey ki janey wali shadiya aj kal horahia hia app is main jaker dekhey atleast sub kuch majoud hota hai bus high level k $ nahi kya jateyy,rasmain bhi hoti hian,photographer bhi ata hai,jaheez k naam prhr cheez bhi di jati hai or us pr yeh bhi hota hai k humney kuch nah manga tha jo laii hia apney naseeb ka laii hai or ager app kabhi un cheezoo ki ginti start karain tu hr cheez majoud hoti hain....Sadgi sahi maiynoo main aaj kal bauht kum hi loog apna patey hain ,bara hosla chahyeaaa ,k app shariyat k mutabiq sirf saadgi sey nikkah karoo or ager app ais akrna chahtey bhi hoo tu yeh gher waley areyy ajatey hian jin k aramnoo ki listlambi hoti hain
                              Over all beshak yeh rasmain nahi honi chahyeaa kunk yeh humarey culture ka hissa nahi pr jub amal ki baat atai hai tu so called saadgi sey ki gai shadi main bhi app ko sub kuch miley gaa

                              Comment

                              • #30
                                Re: Mery MutabiQ....................1

                                Originally posted by aquari View Post

                                yes dear u r absolutly rite:thmbup: :thmbup:
                                amal krny ki baat pr to koi bhi nahi ay ga agr hum logon main say bhi koi kahy k hum ammal kr lain gay to doubt he rahy ga k pta nahi ammal ho ga yaan nahi..
                                lakin is aish prasti nay hi hum logon ko islam say door kr rkha hay otherwise pehly bhi to log shadian krty thay or sadgi say krty thay or shadiyan ho bhi jati theen
                                wohi log hain wohi duniya hay wohi sab kuch hay to phir waisy hi riwaj kion nahi hain kion k hum log islam ko peechay chodty jaa rahy hain or duniyavi kaammom main mharat hasil krty jaa rahy hain

                                Comment

                                Working...
                                X