Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

kehtey hein.....

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: kehtey hein.....

    Originally posted by yellowsky View Post
    Kehtey hein key

    A Question best asked is half solved

    aur ye bhi kehtey hein key

    Aal'im wo nahi hai jo jawab deyna jaanta hai balkey wo hai jo sawal kerna jaanta hai

    ab aap ye btayeiN key aap log kya kehtey hein ..... ??

    Aap bhi Aalim Hain?????????????
    sigpic

    Comment

    • #17
      Re: kehtey hein.....

      Originally posted by yellowsky View Post
      A Question best asked is half solved
      yaqinan aik mantaqi sawal mas'la hal kar sakta hai, matlab aik shaks yeh nahi janta kay woh kia kia janta hai laikin woh har aik ka jawab dena janta hai :blush: isleay behtar hai kay us say aisa mantaqi sawal kia jaiy jis ka jawab detay howay woh khud bhi mutmain na ho sakay aur iqrar kar lay kay maiN nahi janta...!! aur aik acha sawal soch ko wus'at dayta hai go kay humaray yahan aisa nahi hota :blush:

      Originally posted by yellowsky View Post
      Aal'im wo nahi hai jo jawab deyna jaanta hai balkey wo hai jo sawal kerna jaanta hai
      kehtay hain Aalim ko apni jahalat ka andaza hota hai...!! so jahan us ka elm khatam ho jata hai wahan sawal shoro ho jatay hain... aur yaqinan apni kam elmi ka iqrar karna aur sawal pochna baRi jur'at ka kaam hai, amoman agar dekha jaiy kay jis say hum sawal kartay haiN woh jawab deta he chala jata hai par haqiqatan us kay saath bhi i dont know but i have point of view wala mu'amla he hota hai :khi:, yeh wesay he hai jesay kisi ko chini zuban nahi aati us kay samnay koi kuch keh kar kahay maiN nay chini zuban maiN kia kaha hai bhala batao to sahi :kr:, hum jis daur say guzar rahay haiN us maiN shayed yeh wala quote ziada important hai, matlab daleel daynay say behtar hai mantaqi sawal he poch lia jaiy :mm:
      That's Enough...!!

      Comment

      • #18
        Re: kehtey hein.....

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        Aap ki quotation to perhi he mein ne.

        lekin red highlighted baat koon kehta he?

        I think we shouldn't bother over this issue...her aik ka apna point of view hota he...koi sawaal kerne mein mahir he aur koi jawaab dene mein :wk
        ye aik franssisi quote hai ....

        Originally posted by sccorpion81 View Post
        Aap bhi Aalim Hain?????????????
        Nahi...bilkul bhi nahi

        Originally posted by Khalil View Post
        bus k aur?
        aap kuch aur kehna chahtey hein to zaroor kahein
        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

        Comment

        • #19
          Re: kehtey hein.....

          Originally posted by champion_pakistani View Post
          :thmbup:

          :thmbup: :)

          Comment

          • #20
            Re: kehtey hein.....

            Originally posted by i see u View Post
            :thmbup: :)
            chalein aap sey hi pooch leyti hun

            ye quote aap logon ko itna diff. kyun laga hai???

            Aal'im wo nahi hai jo jawab deyna jaanta hai balkey wo hai jo sawal kerna jaanta hai
            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

            Comment

            • #21
              Re: kehtey hein.....

              Originally posted by yellowsky View Post
              Kehtey hein key

              A Question best asked is half solved

              aur ye bhi kehtey hein key

              Aal'im wo nahi hai jo jawab deyna jaanta hai balkey wo hai jo sawal kerna jaanta hai

              ab aap ye btayeiN key aap log kya kehtey hein ..... ??
              haan kaihte tu hai... balke yeh saare log jinho ne kuch na kuch kaha hai.. kaih ker chale bhi gaye ... bus hum peeche baithe in baaton ko bara'te rehte hain....

              Comment

              • #22

                :thmbup: Agreed :) bilkul sach baat hai ye.:)

                aur ham tou es k itne qaa'il hain k apne supervisor k her sawal k jawab mein aik niya sawal ker dete hain knowledge ka knowledge aur bachat bhi ho jati hai
                :khi:
                "All I have learned from Life is that I know nothing."

                Comment

                • #23
                  Re: kehtey hein.....

                  Originally posted by ummid View Post
                  haan kaihte tu hai... balke yeh saare log jinho ne kuch na kuch kaha hai.. kaih ker chale bhi gaye ... bus hum peeche baithe in baaton ko bara'te rehte hain....
                  :thmbup::rose
                  "All I have learned from Life is that I know nothing."

                  Comment

                  Working...
                  X