Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

my Resolution

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: my Resolution

    Originally posted by ummid View Post
    lolzz... per hum bus aik saal aur parheinge...phir job kareinge... aur aaram se raheinge....
    good planning. Loads of Best Wishes. :rose ham ney tou socha hai k ab ham sirf Aaram karen gey :lol
    "All I have learned from Life is that I know nothing."

    Comment

    • #32
      Re: my Resolution

      Originally posted by Gul-e-Lala View Post
      yani aap ka haal bhi hamare siyasi leaders jesa hai. unn ka bhi BP high ho jata hai tabhi tou koi revolutionary change aa nahi paa raha Pak mein :lol

      haan sach kaha chain inn logon ko nahi perrta tha aur bhugtna perrta hai bay chare students ko. ab dekhen na k ager kisi ne kuch deryaft kiya tha tou apne pass rakhta. aik tou logon k pait mein koi baat nahi rehti sari dunya ko bata dete hain aur agley saal woh baat Syllabus mein aa jati hai :lol
      ham tou aaj ka Skinner, Fullan, Busher, Vygotsky,Stone, Piaget , Gardner aur pata nahi kis kis ki roohon ko rozana aisal e sawab pohnchate hain halanke in mein kuch abhi mazeed theories pesh kerne k liye es jahan mein mojood hain :khi:
      Mein kabi kabi mazaak mazaak mein serious ho ke soochta hoon ke ke hamaray syasat-daan revolutionary change mein Pakistan he change na ker dein :tauba Aaj tak pakistan kese bucha chala aaya, kuch loog kehtay hein ke yeh sara sar chemistry he, lekin meri nazar mein to yeh abi tak mystry he :taubaSyasat daan hajoor majooj ki koom ki tarah isay kub se kha rahay hein aur yeh abi tak salam he. Jis adaray ka ehtsaab karo wohi currupt nikalta he, mere to kabi kabi youn lagta he ke pakistan ka sub se bara currupt adara he NAB he :tauba Inhein baaton se aajiz aa ke mein aaj tak Pakistan ka president nahi bana In se achay to Pakistan ki cricket team ke players hein, jo kuch nahi kerte lekin apni kamaal aala zarfi ke bais baad mein yeh maan to jatay hein ke wo waqei kuch nahi kerte :khi:

      aur jahan tak aap ke science-daanon ki saza ka taaluq he to mein youn kahon ga ke aap apnay science daanon ko chun chun ker zinda keejiye phir hum usay saza dein ge Aakhir kaar kasoor sara sar un ka tha jis ka hameyaaza aaj tak aap ko bugatna per raha he :lpop:
      :thmbup:

      Comment

      • #33
        Re: my Resolution

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        Ehd e Rafta ko aap awaz zaroor dijiye, lekin apna kaam itna rafta rafta na keejiye ke subhu ho jaye :tauba

        Mein to soochta hoon loogon ko ini thoori si umer mein bhi kia kia roog lag jatay hein :khi:
        wah sialkoti teri urdu se waqfiat par mujhy bayikhtiar aur lagatar hansi arahi hy ..:kr:
        wo keh rahi hain k main sari raat musalsal kaam karti rahi ..
        aur jab k to keh raha k aap itna rafta rafta kaam na kia kijiye bally bally teri urdu dani..:slap:
        ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

        Comment

        • #34
          Re: my Resolution

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          Mein kabi kabi mazaak mazaak mein serious ho ke soochta hoon ke ke hamaray syasat-daan revolutionary change mein Pakistan he change na ker dein :tauba Aaj tak pakistan kese bucha chala aaya, kuch loog kehtay hein ke yeh sara sar chemistry he, lekin meri nazar mein to yeh abi tak mystry he :taubaSyasat daan hajoor majooj ki koom ki tarah isay kub se kha rahay hein aur yeh abi tak salam he. Jis adaray ka ehtsaab karo wohi currupt nikalta he, mere to kabi kabi youn lagta he ke pakistan ka sub se bara currupt adara he NAB he :tauba Inhein baaton se aajiz aa ke mein aaj tak Pakistan ka president nahi bana In se achay to Pakistan ki cricket team ke players hein, jo kuch nahi kerte lekin apni kamaal aala zarfi ke bais baad mein yeh maan to jatay hein ke wo waqei kuch nahi kerte :khi:

          aur jahan tak aap ke science-daanon ki saza ka taaluq he to mein youn kahon ga ke aap apnay science daanon ko chun chun ker zinda keejiye phir hum usay saza dein ge Aakhir kaar kasoor sara sar un ka tha jis ka hameyaaza aaj tak aap ko bugatna per raha he :lpop:
          ham tou unn ki LAMBI NEEND ki duaaen mangte hain aur aap phir UThney ki baat ker rahe hain
          Huwe tum dost jis k..dushman uss ka aasman kyun ho :lol
          "All I have learned from Life is that I know nothing."

          Comment

          • #35
            Re: my Resolution

            Originally posted by aabi2cool View Post
            wah sialkoti teri urdu se waqfiat par mujhy bayikhtiar aur lagatar hansi arahi hy ..:kr:
            wo keh rahi hain k main sari raat musalsal kaam karti rahi ..
            aur jab k to keh raha k aap itna rafta rafta kaam na kia kijiye bally bally teri urdu dani..:slap:
            :lol
            "All I have learned from Life is that I know nothing."

            Comment

            • #36

              Meri jaan murgi ke takreebun pichkay huay anday, aaj tujay aik raaz ki baat bataye deta hoon, kia yaad karay ga ke kis musalsal seyaanay aur lagataar akalmand insaan se tera pala para tha :lpop: tu besh-baha khoobiyoon ka maalik he, aur tere ander aik "exceptional quality" he jo kudrat ne tujay chapper phaar ke atta ki he...loogon ki 6 senses hoti hein, jub ke tere ander 7 hein...aur saatvein jo sense he usay goori chamri walay loog Non-Sense kehtay hein, jis ka tu yahan pe bherpoor muzahira bhi ker chuka he :tauba

              waise bhi jub do seyaanay loog aapis mein baat ker rahay hoon to halwa khanay wali koom ko sabar kerna chahiye, tu hamaray beech mein aisay aaya he jese hum baatein nahi ker rahay bulke wandi ki cheez wund rahay hein :slap:
              :thmbup:

              Comment

              • #37
                Re: my Resolution

                Originally posted by Gul-e-Lala View Post
                ham tou unn ki LAMBI NEEND ki duaaen mangte hain aur aap phir UThney ki baat ker rahe hain
                Huwe tum dost jis k..dushman uss ka aasman kyun ho :lol
                ager aap kehti hein to mein raat ke waqt chupkay chupkay un ki kabron mein behooshi ki dawa phaink aata hoon :blush:

                is tarah to me aap ka pakka doost bun jaon ga na
                :thmbup:

                Comment

                • #38
                  Re: my Resolution

                  Originally posted by Gul-e-Lala View Post
                  :lol
                  go ke aap hasti bohat pyaara hein :blush: lekin aap ki untimely hassi is ke liye bunder ke haath matchus wala kaam ker sakti he...aap samaj rahi hein na mein kia keh raha hoon :khi:
                  :thmbup:

                  Comment

                  • #39
                    Re: my Resolution

                    Originally posted by Gul-e-Lala View Post

                    :lol
                    :donno:
                    تیرے جیسی آنکھوں والے جب ساحل پے آتےہیں
                    تو لہریں شور مچاتی ہیں،
                    لو آج سمندر ڈوب گیا ۔

                    ~Mujay Vote Dain~
                    پاکستانی کا خواب

                    Comment

                    • #40
                      Re: my Resolution

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      go ke aap hasti bohat pyaara hein :blush: lekin aap ki untimely hassi is ke liye bunder ke haath matchus wala kaam ker sakti he...aap samaj rahi hein na mein kia keh raha hoon :khi:
                      my God :lol :lol :lol
                      "All I have learned from Life is that I know nothing."

                      Comment

                      • #41
                        Re: my Resolution

                        Originally posted by Abdul Qudoos View Post
                        :donno:
                        no worries plz :)
                        "All I have learned from Life is that I know nothing."

                        Comment

                        • #42
                          Re: my Resolution

                          Originally posted by munda_sialkoty View Post
                          ager aap kehti hein to mein raat ke waqt chupkay chupkay un ki kabron mein behooshi ki dawa phaink aata hoon :blush:

                          is tarah to me aap ka pakka doost bun jaon ga na
                          very good idea. I liked it :lol ab esa karen jo zinda hain abhi unn ka bhi kuch sochye :khi:
                          "All I have learned from Life is that I know nothing."

                          Comment

                          • #43
                            Re: my Resolution

                            Originally posted by Gul-e-Lala View Post
                            very good idea. I liked it :lol ab esa karen jo zinda hain abhi unn ka bhi kuch sochye :khi:
                            zinda loogon ka masla yeh he ke wo mujay apnay baray mein soochnay he nahi dete :blush: kehtay hein ke wo apnay baray mein behtar sooch saktay hein
                            :thmbup:

                            Comment

                            • #44
                              Re: my Resolution

                              Originally posted by Gul-e-Lala View Post
                              my God :lol :lol :lol
                              mein ne kuch ghalat kaha kia :embarasse
                              :thmbup:

                              Comment

                              • #45
                                Re: my Resolution

                                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                                zinda loogon ka masla yeh he ke wo mujay apnay baray mein soochnay he nahi dete :blush: kehtay hein ke wo apnay baray mein behtar sooch saktay hein
                                jin Zinda logon ki ham ne baat ki hai woh Apney ilwa Baqi Sab k bare mein sochte rehte hain :lol
                                "All I have learned from Life is that I know nothing."

                                Comment

                                Working...
                                X