Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

my Resolution

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: my Resolution

    Originally posted by Khalil View Post
    to es main hamar kia kasoor hay?
    aagay yeh bhi keh ke

    mein to aisa larka he nahi hoon :blush:
    :thmbup:

    Comment

    • #17
      Re: my Resolution

      :khi:
      تیرے جیسی آنکھوں والے جب ساحل پے آتےہیں
      تو لہریں شور مچاتی ہیں،
      لو آج سمندر ڈوب گیا ۔

      ~Mujay Vote Dain~
      پاکستانی کا خواب

      Comment

      • #18
        Re: my Resolution

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        Ager aap ko punjaabi aati he to aik shair HUKAM kerta hoon :blush:

        Phus gai jaan shikanjay wich, jeevein vailan wich ganna (sugercane)
        Roo (Sugercan juice :khi: ) noon keh hun raway muhammad jay raway te munnan

        mein bhi akser Taali de thulay bay ke yeh soochta rehta hoon ke insaan ka koi kasoor bhi nahi hota phir bhi usay kaam kerne per jatay hein, jo ke heada head i mean mera mut-bul he sara sar na-insaafi aur musalsal ziadati he :tauba Ub kuch loogon ki mehnat ke saath ziada nahi bhi banti, koi zabardasti he kia :embarasse
        sach kaha. wese ham Punjabi, Ganna aur Roo se bakhubi waqif hai bulkey New Campus mein Baley ki Roo ka thaila chalta he hamari class k dam se tha :lol
        hamari bhi mehnat se kuch zayada nahi banti phir bhi hamara peecha nahi chhot'ta :(

        wese acha kerte hain k aap Taali de thalay bey k ye sab sochte hain. Saib k darakht k neeche bethte tou koi saib "Newton" ki tarah aap ko bhi 3 laws of motion k bare mein sochne per majboor ker deta aur 3 ki bijaye 6 Laws yaad ker k bacha logon ka kia banta :lol
        "All I have learned from Life is that I know nothing."

        Comment

        • #19
          Re: my Resolution

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          Yeh bilkul aisay he hay ke jese tumhein ager koi kaam ki samaj na aa rahi ho to koi tujay kaanon ke neechay zoor daar dhar de
          OMG :hehe:
          "All I have learned from Life is that I know nothing."

          Comment

          • #20
            Re: my Resolution

            Originally posted by Abdul Qudoos View Post
            :khi:

            :lol
            "All I have learned from Life is that I know nothing."

            Comment

            • #21
              Re: my Resolution

              Originally posted by Gul-e-Lala View Post
              wow aap tou bhot kaam ki tips dete hain. waquii es Simple hal ka tou ham ne socha he nahi tha:khi:
              That's Enough...!!

              Comment

              • #22
                Re: my Resolution

                Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                khush rahye
                "All I have learned from Life is that I know nothing."

                Comment

                • #23
                  Re: my Resolution

                  Originally posted by Gul-e-Lala View Post
                  khush rahye
                  ziadah khushi khushfehmi maiN mubtila kar dayti hai :khi:
                  That's Enough...!!

                  Comment

                  • #24
                    Re: my Resolution

                    Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                    ziadah khushi khushfehmi maiN mubtila kar dayti hai :khi:
                    debateable baat hai. kher ham ney ZAYAD khus rehne ka nahi kaha sirf Khush rehne ka kaha hai :lol
                    "All I have learned from Life is that I know nothing."

                    Comment

                    • #25
                      Re: my Resolution

                      Originally posted by Gul-e-Lala View Post
                      sach kaha. wese ham Punjabi, Ganna aur Roo se bakhubi waqif hai bulkey New Campus mein Baley ki Roo ka thaila chalta he hamari class k dam se tha :lol
                      hamari bhi mehnat se kuch zayada nahi banti phir bhi hamara peecha nahi chhot'ta :(

                      wese acha kerte hain k aap Taali de thalay bey k ye sab sochte hain. Saib k darakht k neeche bethte tou koi saib "Newton" ki tarah aap ko bhi 3 laws of motion k bare mein sochne per majboor ker deta aur 3 ki bijaye 6 Laws yaad ker k bacha logon ka kia banta :lol
                      New campus aur Balaey ki roo, aap ne bhi wo zamana yaad kerwa diya jis se hum kabi guzray he nahi :lol

                      aur saib ka darakht se girna to gravitational force se related tha na ke newton ke kawaneen se...waise mein ghalat bhi ho sakta hoon, haafza itna kamzoor ho gaya he ke 100 saal se ziada puraani baatein sahi se yaad bhi to nahi rehtein :tauba tareekh pe nazar doorai jaye to do loogon ne waqe bucha loogon ko bohat tang kia he, aik newton ne 3 kanon paish ker ke, aur doosra quaid-e-azam ne 14 nakaat pesh ker ke :tauba In dono ko itna ghazab dhanay ke juram mein adalat mein pesh kia jana chahiye tha :tauba
                      :thmbup:

                      Comment

                      • #26

                        :khi:kitna achha lagta hai na WOH zamana yaad kerna jis se insan kabhi guzra he na ho :lol

                        aap ne sahi kahan Saib ne Gravitational Force ko highlight kiya tha. lakin Newton ki reflective aur creative nature ne es ko bhi interweave ker diya mazeed three Kanoons of Harkat. ham ne shayed indirect refrence de diya. asal mein hamare zehan mein yehi tha na k aap bhi kahin Newton Uncle ki tarah koi Revolution na le ayen Physics mein aur bay-charey mazloom Student tabqe per mazeed zulm na ho jaye:lol

                        ager Adalat lagani he hai tou please uss mein Mendel, Morgan,Hook, Darwin, Rutherford, Vygostsky, Bruner bhla bhla bhla k naam bhi samil ker len. sab per fard e jurm ayed honi chahye
                        "All I have learned from Life is that I know nothing."

                        Comment

                        • #27
                          Re: my Resolution

                          Originally posted by Gul-e-Lala View Post
                          kal ham ney socha k zara ehd e rafta ko awaz den aur aik he dafa kaam khatam ker k uthen. huwa ye k sari raat jag ker ham ney kaam tou kafi nimta liya lakin ab subah 4:00 se poori koshish ki k so jayen but neend nahi aa rahi:tauba. ye tou shuker hai aaj hamara off day hai.
                          es sari story ka moral ye hai k

                          "ainda ham ne kabhi itna kaam nahi kerna":khi:

                          :lol

                          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                          Comment

                          • #28
                            Re: my Resolution

                            Originally posted by Gul-e-Lala View Post
                            :khi:kitna achha lagta hai na WOH zamana yaad kerna jis se insan kabhi guzra he na ho :lol

                            aap ne sahi kahan Saib ne Gravitational Force ko highlight kiya tha. lakin Newton ki reflective aur creative nature ne es ko bhi interweave ker diya mazeed three Kanoons of Harkat. ham ne shayed indirect refrence de diya. asal mein hamare zehan mein yehi tha na k aap bhi kahin Newton Uncle ki tarah koi Revolution na le ayen Physics mein aur bay-charey mazloom Student tabqe per mazeed zulm na ho jaye:lol

                            ager Adalat lagani he hai tou please uss mein Mendel, Morgan,Hook, Darwin, Rutherford, Vygostsky, Bruner bhla bhla bhla k naam bhi samil ker len. sab per fard e jurm ayed honi chahye
                            Tareekh gawah he ke mein ne jub bhi kabi koi revolutionary change lanay ki kooshish ke mera blood pressure high ho gaya :kr:

                            bilkul yeh saaray loog saza ke mustahik hein, in ki list mazeed barhatay huay in mein Mandeleeve, Robert Hook, John Dalton, Feraday, aur classical physics ke sub se baray mujram Einstein ko bhi saza milni chahiye, buchay masoom aur be-kasoor hotay hein aur unhein in ka kia dhara perhna perta he :tauba
                            :thmbup:

                            Comment

                            • #29
                              Re: my Resolution

                              Originally posted by Gul-e-Lala View Post
                              lo ji aap ka aur hamara haal tou aik jesa ho gaya :) aa kisi roz kisi dukh pe ikathey royen wala hisab ho gaya. ham bhi kaam shru ker len tou khatam ker k uthte hain aur believe me Umeed ham kal raat bhi 3:00 soye thay aur aaj tou sone ki nobat he nahi aa rahi. :)
                              perrhae mein bhi hamara aap ka muamla same he hai. ham ne bhi her baar yehi socha k ab bus. lakin phir kuch niya start ker bethtey hain:blush:. lakin ab Bhot ho gaya ab ham ne apni es Resolution per amal kerna hai. Pakka :lol
                              lolzz... per hum bus aik saal aur parheinge...phir job kareinge... aur aaram se raheinge....

                              Comment

                              • #30
                                Re: my Resolution

                                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                                Tareekh gawah he ke mein ne jub bhi kabi koi revolutionary change lanay ki kooshish ke mera blood pressure high ho gaya :kr:

                                bilkul yeh saaray loog saza ke mustahik hein, in ki list mazeed barhatay huay in mein Mandeleeve, Robert Hook, John Dalton, Feraday, aur classical physics ke sub se baray mujram Einstein ko bhi saza milni chahiye, buchay masoom aur be-kasoor hotay hein aur unhein in ka kia dhara perhna perta he :tauba
                                yani aap ka haal bhi hamare siyasi leaders jesa hai. unn ka bhi BP high ho jata hai tabhi tou koi revolutionary change aa nahi paa raha Pak mein :lol

                                haan sach kaha chain inn logon ko nahi perrta tha aur bhugtna perrta hai bay chare students ko. ab dekhen na k ager kisi ne kuch deryaft kiya tha tou apne pass rakhta. aik tou logon k pait mein koi baat nahi rehti sari dunya ko bata dete hain aur agley saal woh baat Syllabus mein aa jati hai :lol
                                ham tou aaj ka Skinner, Fullan, Busher, Vygotsky,Stone, Piaget , Gardner aur pata nahi kis kis ki roohon ko rozana aisal e sawab pohnchate hain halanke in mein kuch abhi mazeed theories pesh kerne k liye es jahan mein mojood hain :khi:
                                "All I have learned from Life is that I know nothing."

                                Comment

                                Working...
                                X