Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

my Resolution

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Gul-e-Lala
    replied
    Re: my Resolution

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    kyon wo saaray zinda loog Allama Iqbal hein kia :lpop:
    Iqbal tou nahin lakin unn k naqsh e qadam per chalne ki koshish zaroor kerte hain

    Leave a comment:

  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: my Resolution

    Originally posted by Gul-e-Lala View Post
    jin Zinda logon ki ham ne baat ki hai woh Apney ilwa Baqi Sab k bare mein sochte rehte hain :lol
    kyon wo saaray zinda loog Allama Iqbal hein kia :lpop:

    Leave a comment:

  • Mujahid Khan
    replied
    Re: my Resolution

    Originally posted by Gul-e-Lala View Post
    kal ham ney socha k zara ehd e rafta ko awaz den aur aik he dafa kaam khatam ker k uthen. huwa ye k sari raat jag ker ham ney kaam tou kafi nimta liya lakin ab subah 4:00 se poori koshish ki k so jayen but neend nahi aa rahi:tauba. ye tou shuker hai aaj hamara off day hai.
    es sari story ka moral ye hai k

    "ainda ham ne kabhi itna kaam nahi kerna":khi:

    ehd-i-rafta tho bus ik khwaab nazar aata hai
    aagey na badrh sakun mujeh gardaab nazar aata hai
    Last edited by Mujahid Khan; 9 May 2007, 14:22.

    Leave a comment:

  • Gul-e-Lala
    replied
    Re: my Resolution

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    mein ne kuch ghalat kaha kia :embarasse
    nahin tou :khi::khi::khi:

    Leave a comment:

  • Gul-e-Lala
    replied
    Re: my Resolution

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    zinda loogon ka masla yeh he ke wo mujay apnay baray mein soochnay he nahi dete :blush: kehtay hein ke wo apnay baray mein behtar sooch saktay hein
    jin Zinda logon ki ham ne baat ki hai woh Apney ilwa Baqi Sab k bare mein sochte rehte hain :lol

    Leave a comment:

  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: my Resolution

    Originally posted by Gul-e-Lala View Post
    my God :lol :lol :lol
    mein ne kuch ghalat kaha kia :embarasse

    Leave a comment:

  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: my Resolution

    Originally posted by Gul-e-Lala View Post
    very good idea. I liked it :lol ab esa karen jo zinda hain abhi unn ka bhi kuch sochye :khi:
    zinda loogon ka masla yeh he ke wo mujay apnay baray mein soochnay he nahi dete :blush: kehtay hein ke wo apnay baray mein behtar sooch saktay hein

    Leave a comment:

  • Gul-e-Lala
    replied
    Re: my Resolution

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    ager aap kehti hein to mein raat ke waqt chupkay chupkay un ki kabron mein behooshi ki dawa phaink aata hoon :blush:

    is tarah to me aap ka pakka doost bun jaon ga na
    very good idea. I liked it :lol ab esa karen jo zinda hain abhi unn ka bhi kuch sochye :khi:

    Leave a comment:

  • Gul-e-Lala
    replied
    Re: my Resolution

    Originally posted by Abdul Qudoos View Post
    :donno:
    no worries plz :)

    Leave a comment:

  • Gul-e-Lala
    replied
    Re: my Resolution

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    go ke aap hasti bohat pyaara hein :blush: lekin aap ki untimely hassi is ke liye bunder ke haath matchus wala kaam ker sakti he...aap samaj rahi hein na mein kia keh raha hoon :khi:
    my God :lol :lol :lol

    Leave a comment:

  • Abdul Qudoos
    replied
    Re: my Resolution

    Originally posted by Gul-e-Lala View Post

    :lol

    ham tou unn ki LAMBI NEEND ki duaaen mangte hain aur aap phir UThney ki baat ker rahe hain
    Huwe tum dost jis k..dushman uss ka aasman kyun ho :lol
    ager aap kehti hein to mein raat ke waqt chupkay chupkay un ki kabron mein behooshi ki dawa phaink aata hoon :blush:

    is tarah to me aap ka pakka doost bun jaon ga na

    Leave a comment:

  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: my Resolution

    Originally posted by aabi2cool View Post
    wah sialkoti teri urdu se waqfiat par mujhy bayikhtiar aur lagatar hansi arahi hy ..:kr:
    wo keh rahi hain k main sari raat musalsal kaam karti rahi ..
    aur jab k to keh raha k aap itna rafta rafta kaam na kia kijiye bally bally teri urdu dani..:slap:
    Meri jaan murgi ke takreebun pichkay huay anday, aaj tujay aik raaz ki baat bataye deta hoon, kia yaad karay ga ke kis musalsal seyaanay aur lagataar akalmand insaan se tera pala para tha :lpop: tu besh-baha khoobiyoon ka maalik he, aur tere ander aik "exceptional quality" he jo kudrat ne tujay chapper phaar ke atta ki he...loogon ki 6 senses hoti hein, jub ke tere ander 7 hein...aur saatvein jo sense he usay goori chamri walay loog Non-Sense kehtay hein, jis ka tu yahan pe bherpoor muzahira bhi ker chuka he :tauba

    waise bhi jub do seyaanay loog aapis mein baat ker rahay hoon to halwa khanay wali koom ko sabar kerna chahiye, tu hamaray beech mein aisay aaya he jese hum baatein nahi ker rahay bulke wandi ki cheez wund rahay hein :slap:

Working...
X