Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

~@~ Family ~@~

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • ~@~ Family ~@~

    Assalaam-0-Alaikom:rose
    aik aasaan si baat pochni hai
    family maaN, baap, bhai aur behen say banti hai........
    ya B.V , shohar , aur bachooN say........
    For New Designers
    وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

  • #2
    Re: ~@~ Family ~@~

    sabhi say...waisay be aik hi baat hai...q k meray maa baap apus may hus/wife hue aur hum oon k bachay..hai naaaaaaaaaaa

    Comment

    • #3
      Re: ~@~ Family ~@~

      Originally posted by Rida View Post
      Assalaam-0-Alaikom:rose
      aik aasaan si baat pochni hai
      family maaN, baap, bhai aur behen say banti hai........
      ya B.V , shohar , aur bachooN say........
      Wa Alaikum Aslam :rose
      ---------------------------
      ---------------------------
      ---------------------------
      ---------------------------
      Allah Hafiz
      :thmbup:

      Comment

      • #4
        Re: ~@~ Family ~@~

        thnaks for ur reply.....replies from all members will be appriciated...:rose
        For New Designers
        وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

        Comment

        • #5
          Re: ~@~ Family ~@~

          Originally posted by munda_sialkoty View Post
          Wa Alaikum Aslam :rose
          ---------------------------
          ---------------------------
          ---------------------------
          ---------------------------
          Allah Hafiz

          .....................................
          ALLAH HAFIZ
          For New Designers
          وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

          Comment

          • #6
            Re: ~@~ Family ~@~

            Originally posted by Rida View Post
            Assalaam-0-Alaikom:rose
            aik aasaan si baat pochni hai
            family maaN, baap, bhai aur behen say banti hai........
            ya B.V , shohar , aur bachooN say........
            Wa Alikum Asslam:rose

            baat tou asaan nazer ati hai ...mager :)

            Family tou in sab se hi banti hai ...
            lekin
            ye married/unmarried life per bhi depend kerta hai ..

            family maaN, baap, bhai aur behen say banti hai........
            lerki k liye shadi se pahly yehi family hoti hai ....

            ya B.V , shohar , aur bachooN say........
            lerki k liye shadi k baad us ki apni family ye hai .....
            shadi se pahly woh apny parents ki family ka hissa thi ...badd mein bhi rahti hai

            aur leky k liye ....dono tarha se ye sab us ki family ka hi hissa hein :)

            Comment

            • #7
              Re: ~@~ Family ~@~

              Originally posted by ahsaas View Post

              kisi had tak main bhi yehi samajhti hoon..lakin sometimes aisa kiun hota hai keh bhai behen maan baap kay liye B.V bachooN ko avoide kia jata haiu...aur kabhi BV bachooN kay liye maan baap behen bhai ko .....:donno:
              For New Designers
              وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

              Comment

              • #8
                Re: ~@~ Family ~@~

                Originally posted by Rida View Post
                kisi had tak main bhi yehi samajhti hoon..lakin sometimes aisa kiun hota hai keh bhai behen maan baap kay liye B.V bachooN ko avoide kia jata haiu...aur kabhi BV bachooN kay liye maan baap behen bhai ko .....:donno:
                ager sab ko aik jesi tawajjah milye aur aisa buhat kam hota hai ...
                sab k apny haqooq hein ..................jo k poory kerny chahiye

                Comment

                • #9
                  Re: ~@~ Family ~@~

                  Originally posted by Rida View Post
                  .....................................
                  ALLAH HAFIZ
                  bura mut maaniye, lekin is thread ki koi khaas zarororat nahi thi, yeh baatein to common sense ki hein :)
                  :thmbup:

                  Comment

                  • #10
                    Re: ~@~ Family ~@~

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    bura mut maaniye, lekin is thread ki koi khaas zarororat nahi thi, yeh baatein to common sense ki hein :)
                    woh buraa kion manein gi ..jab-k ap ny kuch kaha hi nahin :)
                    sahee kaha ap ny ...
                    mager ap ny hi yeh bhi kaha tha k ...k soch mein ikhtilaf hony se variety ati hai ...mazeed option samny ati hein

                    baz-oqaat ye asaan aur common sense ki batein bhi samjhna mushkil ho jati hein

                    ap k liye shayad is thread ki zarorat nahin thi ..mager kisi k liye ho bhi sakti hai ..

                    Comment

                    • #11
                      Re: ~@~ Family ~@~

                      Originally posted by ahsaas View Post
                      woh buraa kion manein gi ..jab-k ap ny kuch kaha hi nahin :)
                      sahee kaha ap ny ...
                      mager ap ny hi yeh bhi kaha tha k ...k soch mein ikhtilaf hony se variety ati hai ...mazeed option samny ati hein

                      baz-oqaat ye asaan aur common sense ki batein bhi samjhna mushkil ho jati hein

                      ap k liye shayad is thread ki zarorat nahin thi ..mager kisi k liye ho bhi sakti hai ..
                      weldone...aap to muj se bhi ziada logical niklein :thmbup:
                      :thmbup:

                      Comment

                      • #12
                        Re: ~@~ Family ~@~

                        Originally posted by Rida View Post
                        kisi had tak main bhi yehi samajhti hoon..lakin sometimes aisa kiun hota hai keh bhai behen maan baap kay liye B.V bachooN ko avoide kia jata haiu...aur kabhi BV bachooN kay liye maan baap behen bhai ko .....:donno:
                        rida jee insaan khood aisa nahi karta lakin halat oos ko yeh sub karnay per majboor kartay hainnn...waisay mard tu is mamlay may hota hi mazloom hai...q k oosay donnooo taraf ka dehan karna parta hai ,,agar woh sirf maa baap ki side lay tu biwi jo hai oos ko tarah tarah k tanay marti hai...aur agar mard bechara bhool kar biwi ki baat maan lay tu maa baap oos ko kehtay hai k tujhay tu ab biwi hi sahi lagay ghii naaa ,, joru k ghulam.......lakin meray kahayal say agar shaadi k baad hus/wife alehda rahay tu behtar hota hai...q k is tarah kisi ki dakhal andaazi nahi hoti aur zindghi achi guzarti hai aur maa baap ki izat be dil may barkarar rehti hai...q k doorian mohabbat ko aur mazboot kar deti hain...waisay asal haqeeeqat kya hoti hai is ka jawab tu koi parah likha shaadi shuda 60 saala admi hi bata sakta hai ...q k hum yaha sirf apnay andazy lagayee gay lakin woh apnay tajarbay say aga karay gaaa..q k oos par yeh beet chuka hota hai...aur jis per beet ti hai yeh tu wohi jaan sakta hai koi aur nahi......

                        Comment

                        • #13
                          Re: ~@~ Family ~@~

                          Originally posted by munda_sialkoty View Post
                          weldone...aap to muj se bhi ziada logical niklein :thmbup:
                          mager yahan tou haqeeqat ki baat ho rahi hai:)

                          Comment

                          • #14
                            Re: ~@~ Family ~@~

                            Originally posted by Rida View Post
                            Assalaam-0-Alaikom:rose
                            aik aasaan si baat pochni hai
                            family maaN, baap, bhai aur behen say banti hai........
                            ya B.V , shohar , aur bachooN say........
                            wa alikum
                            salam

                            maaN, baap, bhai aur behen
                            yeh aik family hay
                            B.V , shohar , aur bachooN
                            yeh doseri family hay

                            es tarah 2 famil ban jati hian ..........lakin ager aaps main piyar huto aik hee rehti hay :phool:

                            Comment

                            • #15
                              Re: ~@~ Family ~@~

                              Originally posted by ahsaas View Post
                              ager sab ko aik jesi tawajjah milye aur aisa buhat kam hota hai ...
                              sab k apny haqooq hein ..................jo k poory kerny chahiye
                              Originally posted by ahsaas View Post
                              woh buraa kion manein gi ..jab-k ap ny kuch kaha hi nahin :)
                              sahee kaha ap ny ...
                              mager ap ny hi yeh bhi kaha tha k ...k soch mein ikhtilaf hony se variety ati hai ...mazeed option samny ati hein

                              baz-oqaat ye asaan aur common sense ki batein bhi samjhna mushkil ho jati hein

                              ap k liye shayad is thread ki zarorat nahin thi ..mager kisi k liye ho bhi sakti hai ..
                              Originally posted by BUS U HE View Post
                              rida jee insaan khood aisa nahi karta lakin halat oos ko yeh sub karnay per majboor kartay hainnn...waisay mard tu is mamlay may hota hi mazloom hai...q k oosay donnooo taraf ka dehan karna parta hai ,,agar woh sirf maa baap ki side lay tu biwi jo hai oos ko tarah tarah k tanay marti hai...aur agar mard bechara bhool kar biwi ki baat maan lay tu maa baap oos ko kehtay hai k tujhay tu ab biwi hi sahi lagay ghii naaa ,, joru k ghulam.......lakin meray kahayal say agar shaadi k baad hus/wife alehda rahay tu behtar hota hai...q k is tarah kisi ki dakhal andaazi nahi hoti aur zindghi achi guzarti hai aur maa baap ki izat be dil may barkarar rehti hai...q k doorian mohabbat ko aur mazboot kar deti hain...waisay asal haqeeeqat kya hoti hai is ka jawab tu koi parah likha shaadi shuda 60 saala admi hi bata sakta hai ...q k hum yaha sirf apnay andazy lagayee gay lakin woh apnay tajarbay say aga karay gaaa..q k oos par yeh beet chuka hota hai...aur jis per beet ti hai yeh tu wohi jaan sakta hai koi aur nahi......
                              Originally posted by Khalil View Post
                              wa alikum
                              salam

                              yeh aik family hay
                              yeh doseri family hay

                              es tarah 2 famil ban jati hian ..........lakin ager aaps main piyar huto aik hee rehti hay :phool:
                              thanks for replies.....:phool:
                              Khalil aap nay bhi buht achi baat kehi hai...
                              For New Designers
                              وَ بَارِکْ لِيْ فِيْمَا أَعْطَيْتَ

                              Comment

                              Working...
                              X