Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

kutch pal khoshi kay or kutch gum kay

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • kutch pal khoshi kay or kutch gum kay

    aysa kyuon hota hay kay humari zindagion main khushi kay pal itnay mahdod or gumon ka bojh bohat zayda hotay hain.or hum khushi kay wo pal bhi enjoy kernay say dertay hain.aysa kuon?:mm:

  • #2
    Re: kutch pal khoshi kay or kutch gum kay

    hmmm..... neha ji .. khushi or gum donoo nibor jisy hai... aik ata hai or dosra chala jata hai ....
    U know ""we cant appreciate light if we havn't known darkness, nor can we appreciate warmth if we have nt suffered cold""
    or hum usualy khoshi ko nazar andaaz karti rehti hai .....jab be aik chuta sy gum zindagi mein ajyee to oskoo har waqat yaad rakti hai or kehti hai ka ya kon humari sath isa howa..........jab ka zindagi mein khoshiii be'intehaa hai ....stil we forgt them..... Khushi tu yahi hai ka :alhamd: hum musalmaan hai , islaam ki da'ery mein rehti hai ......parentz ka Sayaa hai humari sar per....
    :alhamd: ALLAH tala' ni har ne'maat sy nawaza hai....ankhein, haaat, peer , demagh...sab nawaza hai .... per hum on logoo ko dekhi jab aik ne'maat onki pass nahi hai....per humein pata chalegaa..ka hum kitna khsuh qesmat hai ........ (talking 4rm my personal experince during my carreer of job...mujy khood in khushioo ki bari mein pata nahi ta....but jab mein on countries ki loog ko dekti hoo ka apna country Fight ki waja sy chorti hai ..onka bhai, bhen , Dad , Mom family ki koi be person lost karti hai..kitna mushkil hota hai ....... hum onki dukhoo ka andazaa nahi laga sakti.... ... per hum kehti hai ka hum sab sy khush hai... or ALLAH ka shukar adaa karti hai)
    agar khushi ko gum ki sat compare kari......to khushi buht zayada hogi nesbat gum ki .............

    be happy :rose
    u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

    :pr:

    Comment


    • #3
      Re: kutch pal khoshi kay or kutch gum kay

      such kaha hala ji aap nain janti ho mujhay aalh ji say kutch bhi mangnay lagti hon na to dil main ata hay hum to abhi un chezon ka shuker ada nahi ker pay jo allah ji nain humain din hain.phir bhi hum un say or mangnatay hain or na milnay per shikwa.main bohat khosh hon khshi kay sath gim milay ga to hi allah ji ka ahsas humaray dilon main rahay ga kyuon aam tor per allah ji gumon kay dino main bohat yad atay hain or yad atay hi chaly jatay hain.main chahti hon gum ka mosem hona chaheay per yar bohat lambay arsay kay leay nahi kay khoshon main dherka lga rahay kay ey bhi kum na hon

      Comment


      • #4
        Re: kutch pal khoshi kay or kutch gum kay

        yes dear .... hum khushi mein ALLAH PAK ko itnaa yaad nahi rakti jitna ki gum mein....... per sawal be karti hai...ka gum humari sat kyon ....jab ka khushi mein nahi kehti
        meri khayal sy ..jab hum khushi ko har waqt smile ki sat welcome karti hai....tu per kyon na gum ko be welcome kari ...or sabar sy good bye be kari.........gum ka mosaam lamaba nahi hota... jitna ka hum onkoo lamba karti hai....... :tauba woo tu agyaa or guzar be gayaa....magar hum still faramosh nahi karti...... :tasali:...jo humari haat mein :)

        u can't gain RESPECT by choice nor by requesting it... it is earned through your words & actions."

        :pr:

        Comment


        • #5
          Re: kutch pal khoshi kay or kutch gum kay

          i think ass akuch nahi hai

          khusi ke pal hameen kam iss leye lagtty hai kyun k wo cheez hamari marzi k mutabiq hotti hai

          orr dukh k pal limby iss ley lagtty hai k wo zuzrty howe khud ko mehsoos kara detty hai

          Comment

          Working...
          X