Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mere Doosto

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #61
    Re: Mere Doosto

    Originally posted by YAARAM
    han har koi kisi ki tarah bagair soche samjhe baat thori kar deta hay :khi:
    kia yeh baat aap sooch ker ker rahay hein :eek:
    :thmbup:

    Comment


    • #62
      Re: Mere Doosto

      Originally posted by Saima Shaheen
      Haan tum to dum ho meri :hathora

      her jaga phohanch jatey ho :D

      Yeh aap kia keh rahi hein...aap ne to aik hi saans mein apne aap ko bakri bana diya
      :thmbup:

      Comment


      • #63
        Re: Mere Doosto

        and what about meeeeeeee??
        If Allah brings you to it, He will bring you through it.

        Happy moments, praise Allah.
        Difficult moments, seek Allah.
        Quiet moments, worship Allah.
        Painful moments, trust Allah.
        Every moment, thank Allah.



        Comment


        • #64
          Re: Mere Doosto

          Originally posted by aas
          Assalamualaikum Dosto....

          Aas ki teref se sub ko Salaams....

          MUndey...yeh sub kaisey huwa..i dont know....magar kahir tujhe yahan dekh ker kuch tussalli si huwi hai,,,kuch feedback hota HG ke bare main to mujhe sukoon milta...k us website ko aakhir huwa kiya??

          khair khair....ab is nayi duniya main...aik naya aaghaaz....

          milte hain. break ke ba'd
          :)
          Welcome Aas meri jaan murgi ke anday :phool:

          Tujay dekh ke bohat khushi hui :wave yaar HG ke baray mein kia bataon, bus yeh jaan le wo site hameesha hameesha ke liye bund ho gai he, ub hamein kerna yeh he ke jo bhi doost akhbaab miltay hein unhein is site pe invite karna he...HG ke kai member is forum ko join ker chukay hein aur jinhein nahi pata unhein bhi inform kia ja raha he, umeed he ke tum yahan boriyat mehsoos nahi karo gay :hathora
          :thmbup:

          Comment


          • #65
            Re: Mere Doosto

            Originally posted by mr_bean
            ik hi baaat hai bay munday ... INtro english mai aur tareef Urdu main ... :kood:

            lagatar bawaqoof AURAT :lol
            Zamanay ke andaaz badalnay ke saath saath shayad zamanay ki dictionariyaan bhi badal gai hein

            Lagataar bewakoof aurat ka naam le ker kahein tu apne aap ko mashhoor kerne ki kooshish to nahi ker raha :D
            :thmbup:

            Comment


            • #66
              Re: Mere Doosto

              Originally posted by barg.e.gul
              aas Pegham per reh ker sirf Pegham key baarey mey baat karein theek hai.
              Cool down dear...zakham abi neya neya he, but i am sure, everything would be on the track within a couple of weeks :eye:
              :thmbup:

              Comment


              • #67
                Re: Mere Doosto

                Originally posted by greenmeadows
                and what about meeeeeeee??
                waao, aap bhi bakalam khud tashreef la chuki hein is ghareeb khanay mein :D aap ko dekh ker zaroorat se ziada khushki hui :cc: mera matlab he khushi hui :lol greeny umeed he aap bhi hamaray saath musalsal boongiyoon mein lagataar hisa leti rahein gein :lol
                :thmbup:

                Comment


                • #68
                  Re: Mere Doosto

                  Originally posted by munda_sialkoty
                  waao, aap bhi bakalam khud tashreef la chuki hein is ghareeb khanay mein :D aap ko dekh ker zaroorat se ziada khushki hui :cc: mera matlab he khushi hui :lol greeny umeed he aap bhi hamaray saath musalsal boongiyoon mein lagataar hisa leti rahein gein :lol


                  mein pehley hee tashreef lachukee thee ...tum ne dekha hee nahin wannh wannh:budhu:
                  If Allah brings you to it, He will bring you through it.

                  Happy moments, praise Allah.
                  Difficult moments, seek Allah.
                  Quiet moments, worship Allah.
                  Painful moments, trust Allah.
                  Every moment, thank Allah.



                  Comment


                  • #69
                    Re: Mere Doosto

                    Originally posted by greenmeadows
                    mein pehley hee tashreef lachukee thee ...tum ne dekha hee nahin wannh wannh:budhu:
                    Yeh kese ho sakta he, hamari mooti mooti aankhein dkhooka nahi kha saktein

                    waise dhooka kha bhi sakti hein :khi:
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #70
                      Re: Mere Doosto

                      Originally posted by munda_sialkoty
                      kia yeh baat aap sooch ker ker rahay hein :eek:
                      Aap ko kya lagta hay.......Wese main har baat soch samjh kar karta hoon wo kisi ne sahi kaha hay na
                      ke pehele baat ko tolo phir mooN se bolo ....:)
                      Allah

                      Comment


                      • #71
                        Re: Mere Doosto

                        Originally posted by munda_sialkoty
                        Yeh kese ho sakta he, hamari mooti mooti aankhein dkhooka nahi kha saktein

                        waise dhooka kha bhi sakti hein :khi:


                        hmm tumharee ankhein to khaas karke i know ke definately dokha kha saktee hein :lol :hathora
                        If Allah brings you to it, He will bring you through it.

                        Happy moments, praise Allah.
                        Difficult moments, seek Allah.
                        Quiet moments, worship Allah.
                        Painful moments, trust Allah.
                        Every moment, thank Allah.



                        Comment


                        • #72
                          Re: Mere Doosto

                          Originally posted by YAARAM
                          Aap ko kya lagta hay.......Wese main har baat soch samjh kar karta hoon wo kisi ne sahi kaha hay na
                          ke pehele baat ko tolo phir mooN se bolo ....:)

                          Mashallah aap to kawaay se bhi ziada seyaanay niklay :lol
                          :thmbup:

                          Comment


                          • #73
                            Re: Mere Doosto

                            Originally posted by greenmeadows
                            hmm tumharee ankhein to khaas karke i know ke definately dokha kha saktee hein :lol :hathora

                            Dhooka dena ghalat baat he

                            lekin dhooka khana to be-akhteyaar hota he

                            Dhooka khanay wala to mazloom hota he

                            aur aap ko aik mazloom per zulam kertay huay chamo nahi aati :hathora
                            :thmbup:

                            Comment


                            • #74
                              Re: Mere Doosto

                              Originally posted by munda_sialkoty
                              Yeh aap kia keh rahi hein...aap ne to aik hi saans mein apne aap ko bakri bana diya


                              Mei en muhawratan baat ki thi Aamir, U ki sense kaha hain aaj kal :tauba
                              sigpic

                              Comment


                              • #75
                                Re: Mere Doosto

                                Originally posted by Saima Shaheen
                                Mei en muhawratan baat ki thi Aamir, U ki sense kaha hain aaj kal :tauba
                                oh, mein samja shayad aap juzbaati ho ke yeh baat ker rahi hein :khi:

                                meri sense to nonstop se ub nonsense ho gai he meggi
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X