Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Jo Hum Pay Beeti...!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Jo Hum Pay Beeti...!!

    Originally posted by Masood View Post
    Sara pakistan kar raha hai to ham bhi to pakistani hain na
    :SubhanAllhaa: :thmbup: kia naik khailat hain aap kay:blush:
    magar classes kab shuro horahi hain
    Finding truth - Finding love
    These diamonds sparkle from lights above

    Lorraine Venner

    Comment

    • #32
      Re: Jo Hum Pay Beeti...!!

      Originally posted by Khalil View Post
      salam....chalian main hee dare kerta hun
      aur apni hatt beeti sunata hun

      aap beeti sunata hun zra ghoor sy sunnoo

      Jaoo main nahi sunata kisi aur sy sunno

      :khi: :khi:
      agar tooN aiy baat na karta tay fair maino hairat honi thee :lpop:

      Originally posted by hamzad View Post
      yahan likhna na mumkin
      kioN

      Originally posted by chalakie View Post
      ya barso'n pehlay ki kahani hay:donno:
      thori thori purani hay:blush:
      , magar.......:shh:
      kia zaroori durhani hay?:tauba
      chalakie shetan ki nani hai :blush:

      Originally posted by Masood View Post
      Jo ham peh beeti....

      "bachpan mein ham kuchh larrkon ney aik larrkey ki woh hajamat bnaii keh bechara kaii ghantey behosh raha. Itna behosh key uska rang peela parr geya - kisi tor harkat nahin kar raha tha. Hamein (larrko ko) tashweesh honey lagi aur ham apney apney gharon mein jaa ker chhup gaey. Woh larki tapti hui dhoop mein kaii ghantey wahan parra raha. Phir kahan geya hamein nahin maloom. Magar yeh kisi ney kah diya keh parbat waley muhaley mein aik larka qatal huwa hai, ab police qatal larkon ko talash kar rahi hai. Hamara kaii kaii din tak khoon sookha raha. Un dino jo ham peh beet so beet - magar ham ney toba kar li keh aaindah kisi sey larraii nahin karni"

      laikin meri tumhari fight to tay hai :lpop:
      That's Enough...!!

      Comment

      • #33
        Re: Jo Hum Pay Beeti...!!

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        yaar murgi ke anday mein tujay kia kia bataon ke muj pe kia kia beeti, jo sunay ga wo khoon ke aansu bhi roo sakta he :blush:

        chal tu bata, ke tujay mein apni life ka koon sa waqeya sunaon...chal aik mazay ka yaad aaya wo sunata hon.

        mein 5th class mein tha, aur cricket kheelnay ground mein jata tha, mere paas BMX cycle hoti thi jo kisi aur ke paas nahi hoti thi :tauba ...khair mein cycle pe ground pohancha, cricket kheelney laga, aik larka aaya aur meri cycle choori ker ke baag khara hua, mein ne door lagai us ke peechay lekin wo gadha kahan haath mein aanay wala tha :fuming: mujay tashveesh lahaq honay lagi aik to mein bagair bataye ghar se cricket kheelnay aaya tha aur doosra meri cycle bhi gaib thi mein ne tension le li aur beth gaya ground mein, soochnay laga ghar ja ke kia bataon ga, ke mein ne cycle ko lock bhi nahi kia tha, to ammi kahein gi ke tu hay he La'perwah...khair sham hui mein ghar ki taraf chal para, ajeeb ajeeb baatein zehan mein thi...ghar pohancha aur dekha ke cycle ghar mein khari thi :tauba mere aik baray cousin ne usay kahin dekh liya tha, us ne do lagai cycle wapis le ke ghar aa gaya...phir ammi ne khoob sunaein ke teri cycle le ke baag gaya aur tu ne bataya tak nahi...aur ammi ne yeh bhi poocha bagair bataye itni der ghar se gaib kyoon raha...is dooran ammi ne mujay aik :slap:
        aap samaj rahah hein na mein kia khena chah raha hoon
        yaar tum loog aap beeti ki jagah qissay sunanay lagay, aap beeti bachpan say shoro hoti hai matlab bachpan say :blush:, khair yeh bhi chalay ga :wk, apni zindgee kay chotay chotay qissay share kartay haiN :ghug:
        That's Enough...!!

        Comment

        • #34
          Re: Jo Hum Pay Beeti...!!

          Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post

          :fuming: yeh kissa he tha, koi ghazal nahi sunai mein ne :fuming:
          :thmbup:

          Comment

          • #35
            Re: Jo Hum Pay Beeti...!!

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            :fuming: yeh kissa he tha, koi ghazal nahi sunai mein ne :fuming:
            :slap: to woh he to keh raha hoon chalay gaa :lpop:
            That's Enough...!!

            Comment

            • #36
              Re: Jo Hum Pay Beeti...!!

              once upon a time :blush: , aik family maiN baRay beTay kay yahaN mannatoN muradoN wala aik beta howa jis ka naam us kay dada jee nay Mazahir rakha... chonkay baRay baap ki baRi aulad honay ka sharf hasil hai is leay bharay ghar kay piyar ka nishana bhi banta tha :blush: , mujhay yaad hai kay meri phophoz jab aati theeN to mery gaal nocha karti theeN jis say mujhay baRi chiR hoti thee :embarasse bahar'haal har aik ka piyar karnay ka andaz alag hota hai :thmbup: , mery dada jee nay mery bachpan ki aik snap baRi si kara kar apnay ghar maiN bhi lagwai thee , mery dada jee baRay sakht aadmi thay laikin kehtay haiN na kay apnay bachoN say ziada piyar un kay bachoN par aata hai, is leay dada jee ka bohot piyar mila :lpop:

              dada dadi kay elawa nana jee bhi hayat thay jab kay nani ka inteqal hogaya tha, nana aksar beemar rehtay thay, jab hosh sambhala to unhaiN bister par he paya, maiN un kay room maiN ghus jata tha aur un ki cheezoN ko chaiRta rehta tha :khi: , aur woh aankhaiN moondh kar meri sari harkataiN note kartay rehtay thay, jab maiN tape record kay pass jata to aik awaz aati hmmmm aur phir meri daur shoro ho jati thee :khi: , nana jee apnay pass chaRi bhi rakha kartay thay par shukar hai kabhi istemal nahee ki :blush:

              baqi bataiN phir :wk
              Last edited by RulzZ; 7 April 2007, 15:02.
              That's Enough...!!

              Comment

              • #37
                Re: Jo Hum Pay Beeti...!!

                Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                :slap: to woh he to keh raha hoon chalay gaa :lpop:
                sirf chalay ga...ager meri cycle gawaach jati to :slap:
                :thmbup:

                Comment

                • #38
                  Re: Jo Hum Pay Beeti...!!

                  Originally posted by Khalil View Post
                  salam....chalian main hee dare kerta hun
                  aur apni hatt beeti sunata hun

                  aap beeti sunata hun zra ghoor sy sunnoo

                  Jaoo main nahi sunata kisi aur sy sunno

                  :khi: :khi:
                  very funny:khi: :khi: :khi:
                  Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

                  Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

                  Comment

                  • #39
                    Re: Jo Hum Pay Beeti...!!

                    ab koi apni aap beti sunaye ga b k nahi?
                    koi aap beti koi jag beti
                    Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

                    Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

                    Comment

                    • #40
                      Re: Jo Hum Pay Beeti...!!

                      Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post

                      chalakie shetan ki nani hai :blush:
                      nani nahi:na: dadi...potay g:blush:
                      Finding truth - Finding love
                      These diamonds sparkle from lights above

                      Lorraine Venner

                      Comment

                      • #41
                        Re: Jo Hum Pay Beeti...!!

                        Originally posted by chalakie View Post
                        nani nahi:na: dadi...potay g:blush:
                        dadi to meri ho na :lpop:, aur nani shaitan ki :wk, :tauba is rishtay say to shaitan mera czn howa :blush:
                        That's Enough...!!

                        Comment

                        • #42
                          Re: Jo Hum Pay Beeti...!!

                          Originally posted by Masood View Post
                          Jo ham peh beeti....

                          "bachpan mein ham kuchh larrkon ney aik larrkey ki woh hajamat bnaii keh bechara kaii ghantey behosh raha. Itna behosh key uska rang peela parr geya - kisi tor harkat nahin kar raha tha. Hamein (larrko ko) tashweesh honey lagi aur ham apney apney gharon mein jaa ker chhup gaey. Woh larki tapti hui dhoop mein kaii ghantey wahan parra raha. Phir kahan geya hamein nahin maloom. Magar yeh kisi ney kah diya keh parbat waley muhaley mein aik larka qatal huwa hai, ab police qatal larkon ko talash kar rahi hai. Hamara kaii kaii din tak khoon sookha raha. Un dino jo ham peh beet so beet - magar ham ney toba kar li keh aaindah kisi sey larraii nahin karni"
                          toba toba toba
                          itnai laraakai type
                          Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                          Comment

                          • #43
                            Re: Jo Hum Pay Beeti...!!

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            yaar murgi ke anday mein tujay kia kia bataon ke muj pe kia kia beeti, jo sunay ga wo khoon ke aansu bhi roo sakta he :blush:

                            chal tu bata, ke tujay mein apni life ka koon sa waqeya sunaon...chal aik mazay ka yaad aaya wo sunata hon.

                            mein 5th class mein tha, aur cricket kheelnay ground mein jata tha, mere paas BMX cycle hoti thi jo kisi aur ke paas nahi hoti thi :tauba ...khair mein cycle pe ground pohancha, cricket kheelney laga, aik larka aaya aur meri cycle choori ker ke baag khara hua, mein ne door lagai us ke peechay lekin wo gadha kahan haath mein aanay wala tha :fuming: mujay tashveesh lahaq honay lagi aik to mein bagair bataye ghar se cricket kheelnay aaya tha aur doosra meri cycle bhi gaib thi mein ne tension le li aur beth gaya ground mein, soochnay laga ghar ja ke kia bataon ga, ke mein ne cycle ko lock bhi nahi kia tha, to ammi kahein gi ke tu hay he La'perwah...khair sham hui mein ghar ki taraf chal para, ajeeb ajeeb baatein zehan mein thi...ghar pohancha aur dekha ke cycle ghar mein khari thi :tauba mere aik baray cousin ne usay kahin dekh liya tha, us ne do lagai cycle wapis le ke ghar aa gaya...phir ammi ne khoob sunaein ke teri cycle le ke baag gaya aur tu ne bataya tak nahi...aur ammi ne yeh bhi poocha bagair bataye itni der ghar se gaib kyoon raha...is dooran ammi ne mujay aik :slap:

                            aap samaj rahah hein na mein kia khena chah raha hoon
                            :kr: G ham samjh gaye aap kya kehna chah rahai hain
                            ammi nai aik say start lya hoga to aik soo pai ja kar ruki hoongi :kr:
                            Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                            Comment

                            • #44
                              Re: Jo Hum Pay Beeti...!!

                              Originally posted by lucky View Post
                              ab koi apni aap beti sunaye ga b k nahi?
                              koi aap beti koi jag beti
                              :tauba ho to gai hai apnay say opar wali post he paRh leteeN :embarasse
                              That's Enough...!!

                              Comment

                              • #45
                                Re: Jo Hum Pay Beeti...!!

                                Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                                once upon a time :blush: , aik family maiN baRay beTay kay yahaN mannatoN muradoN wala aik beta howa jis ka naam us kay dada jee nay Mazahir rakha... chonkay baRay baap ki baRi aulad honay ka sharf hasil hai is leay bharay ghar kay piyar ka nishana bhi banta tha :blush: , mujhay yaad hai kay meri phophoz jab aati theeN to mery gaal nocha karti theeN jis say mujhay baRi chiR hoti thee :embarasse bahar'haal har aik ka piyar karnay ka andaz alag hota hai :thmbup: , mery dada jee nay mery bachpan ki aik snap baRi si kara kar apnay ghar maiN bhi lagwai thee , mery dada jee baRay sakht aadmi thay laikin kehtay haiN na kay apnay bachoN say ziada piyar un kay bachoN par aata hai, is leay dada jee ka bohot piyar mila :lpop:

                                dada dadi kay elawa nana jee bhi hayat thay jab kay nani ka inteqal hogaya tha, nana aksar beemar rehtay thay, jab hosh sambhala to unhaiN bister par he paya, maiN un kay room maiN ghus jata tha aur un ki cheezoN ko chaiRta rehta tha :khi: , aur woh aankhaiN moondh kar meri sari harkataiN note kartay rehtay thay, jab maiN tape record kay pass jata to aik awaz aati hmmmm aur phir meri daur shoro ho jati thee :khi: , nana jee apnay pass chaRi bhi rakha kartay thay par shukar hai kabhi istemal nahee ki :blush:

                                baqi bataiN phir :wk
                                Once upon a time to aisey kaha jesai bohaaaaattttt puraani baat ho :soch:

                                hamen kya pata wo charri kitni baar isteemaal hoi :donno: aur kya pata ab tak istemaal hoti rehti ho
                                Aao uss ~*Ajnabi*~Ko Yaad Karen.!!

                                Comment

                                Working...
                                X