Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Women After marriage - Very True

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Women After marriage - Very True

    Click image for larger version

Name:	untitled.bmp
Views:	1
Size:	313.4 KB
ID:	2450351


    kia app bi meri iss bat se itifaq karty hai
    Last edited by sham-e-mehfil; 6 April 2007, 08:15.

  • #2
    Re: Women After marriage - Very True

    mein aap ki baat se zaroor itfaaq kerta ager aap ki attachment open ho jati :blush:
    :thmbup:

    Comment


    • #3
      Re: Women After marriage - Very True

      Originally posted by munda_sialkoty View Post
      mein aap ki baat se zaroor itfaaq kerta ager aap ki attachment open ho jati :blush:
      abb open ho gai hai

      u phir se delh loo orr me ko dasoo k

      i m right ???????/

      Comment


      • #4
        Re: Women After marriage - Very True

        jee bilkul shaam-e-mehfil
        hum aap ki baat se ittefaq kartey hai.
        bohat martaba issey bhi burra haal hota hai.
        Allah Bachaye aise future se.
        :rose Refreshing_breeze :rose

        Comment


        • #5
          Re: Women After marriage - Very True

          Originally posted by refreshing_breeze View Post
          jee bilkul shaam-e-mehfil
          hum aap ki baat se ittefaq kartey hai.
          bohat martaba issey bhi burra haal hota hai.
          Allah Bachaye aise future se.
          ji allah sab ko appni panah main rahy

          likin ye to ziyadtti hai na

          Comment


          • #6
            Re: Women After marriage - Very True

            Originally posted by sham-e-mehfil View Post
            abb open ho gai hai

            u phir se delh loo orr me ko dasoo k

            i m right ???????/
            is ka matlab he insaan ko shadi nahi kerni chahiye

            per yeh to koi baat na hui
            :thmbup:

            Comment


            • #7
              Re: Women After marriage - Very True

              Originally posted by munda_sialkoty View Post
              is ka matlab he insaan ko shadi nahi kerni chahiye

              per yeh to koi baat na hui

              hayu allah kiss jahil se pala para hai:tauba

              iss ka matlab ye nahi k shadi nahi karni chahyee:na: :na: :na:

              balkey iss ka matlab hai k female ko kin kin musebtoo se nibha karna partta hai :pagal: :pagal: :pagal:

              Comment


              • #8
                Re: Women After marriage - Very True

                Originally posted by sham-e-mehfil View Post
                hayu allah kiss jahil se pala para hai:tauba

                iss ka matlab ye nahi k shadi nahi karni chahyee:na: :na: :na:

                balkey iss ka matlab hai k female ko kin kin musebtoo se nibha karna partta hai :pagal: :pagal: :pagal:
                ziada museebatein to shadi ke baad he perti hein na, jub aik roo raha hota he aur doosra kapray ganday ker ke phir raha hota he, aur teera bhook se chala raha hota he
                :thmbup:

                Comment


                • #9
                  Re: Women After marriage - Very True

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  ziada museebatein to shadi ke baad he perti hein na, jub aik roo raha hota he aur doosra kapray ganday ker ke phir raha hota he, aur teera bhook se chala raha hota he
                  u shadi shuda hooo

                  jo inna tujurba hai

                  Comment


                  • #10
                    Re: Women After marriage - Very True

                    Originally posted by sham-e-mehfil View Post
                    u shadi shuda hooo

                    jo inna tujurba hai
                    ub aankhein bund ker ke bhi to nahi rehta na :embarasse
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #11
                      Re: Women After marriage - Very True

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      ub aankhein bund ker ke bhi to nahi rehta na :embarasse

                      to u ki ankhy shadi shuuda kawateen :tauba :tauba ki taraf bi utthi rehtti hai

                      Comment


                      • #12
                        Re: Women After marriage - Very True

                        Originally posted by sham-e-mehfil View Post
                        [ATTACH]34820[/ATTACH]




                        kia app bi meri iss bat se itifaq karty hai
                        well..I dont agree:na: ... ager her kaam ko us ke sahi waqt per ker liya jaye tu aisi noobat nahi aati...:lpop:

                        Comment


                        • #13
                          Re: Women After marriage - Very True

                          Originally posted by ummid View Post
                          well..I dont agree:na: ... ager her kaam ko us ke sahi waqt per ker liya jaye tu aisi noobat nahi aati...:lpop:
                          bat waqat be waqat kam karne ki nahi hai

                          balke aik farad par be tahasha kam ka bojh dalny ki hai

                          Comment


                          • #14
                            Re: Women After marriage - Very True

                            Originally posted by sham-e-mehfil View Post
                            bat waqat be waqat kam karne ki nahi hai

                            balke aik farad par be tahasha kam ka bojh dalny ki hai
                            aik aurat ki jo jo zimedaariyan hai woh tu usey nibhani hi hogi na.. apni zimedariyon se mounh tu nahi mora jaa sakta na... :na:

                            Comment


                            • #15
                              Re: Women After marriage - Very True

                              I Do Agree K EK woman Ko Yeh sab karna parta hai .....and sath mein kabhi kabhi Earning b karni parti hai ...Magar mera khiyal hai k 80% Women iss Life say Mutmaein hein ...Kion K Yeh Hosla aur himmat Allah Taalah nay SIrf ek aurat mein hee wadiyat kia hai...aur AURAT issay Bakhoobi nibahti howi achi bhi lagti hai.....:)

                              Comment

                              Working...
                              X