Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Zindagi key Rules

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Zindagi key Rules

    Originally posted by Khalil View Post
    میرے تو دو ہی اصول ہیں
    اچھا کھانا
    اور
    کسی کی طرف سے کھانا۔
    کیسا؟
    Yeh tu Fari aur saima ka asool tha tu nay bhi apna lia ?
    Last edited by sccorpion81; 29 March 2007, 08:49.
    sigpic

    Comment

    • #32
      Re: Zindagi key Rules

      Originally posted by yellowsky View Post
      Aap logon ko kaisey paraktey hein ? aur wo bhi baar baar ya akser

      mey ney aik cheez seekhi thi key rishton ko kabhi nahi parakhna chahiye

      to kya ye baat ghalt hai?

      Parakhna meni ne kisi aur sense mein kaha tha, well...parakhnay ke kai tareekay hein, jis mein sub se pehlay person ka attitude, wo kin mookon pe aa ke polite hota he aur kahan pe harsh, us ke nazdeek aap ki wukat kia he, us ke nazdeek aur loogon ki wukat kia he, aaya ke wo is kabil hay ke us se rishta rakha ja sakay...mein ziadti bardaasht ker jata hoon, aur phir mooka deta hoon, kai baar mooka deta hon, kuch loog insaan ki aik buri aadat se peechay hut jatay hein, lekin mein doosray mein khoobiyaan bhi dekhta hoon, aur moaazna kerta hoon ke kia is mein khoobiyaan is kadar hein ke is ki khaamiyon pe bhaari per sakein... baar baar us insaan ko parakhta hoon, khari khari sunanay mein bhi mujay zara jijak nahi, aur ager bardasht kerne pe aaon to bohat bardasth ker jata hon...yeh sub depend kerta he mere mood pe aur aglay bunday ke behaviour pe. kisi banday ko itni jaldi nahi chooorta, lekin jub usay parakhnay ke baad choorta hoon to phir mur ke us ki taraf dekhta bhi nahi hoon....hope u get me
      Last edited by Mr. Sialkoty; 29 March 2007, 09:06.
      :thmbup:

      Comment

      • #33
        Re: Zindagi key Rules

        Originally posted by yellowsky View Post
        kia howa :embarasse

        Originally posted by yellowsky View Post
        :khi:

        RUllz ye Rule kafi kaam ka hai ......sanu ki with those ppl jo key yunheen ird gird hein ...mitti pao tensions aur problems ke liye

        leykin jo log hamarey bohot kareeb hotey hein ......family aur friends ley lein ....un ko to ham nahi na keh saktey hein key Sanu ki???
        family ko sanu ki ya mitti pao nahee bool saktay to khud ko to keh saktay haiN na :lpop:, matlab agar koi ghussa karay to mitti pao (mat uljho) aur agar koi baat na suni jaiy to sanu ki (mano na mano :wk) wesay maiN family aur friends ko aik category maiN nahee rakhta :lpop:
        That's Enough...!!

        Comment

        • #34
          Re: Zindagi key Rules

          Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post

          Kisi din aapnay te na mitti pa daein :lpop:
          :thmbup:

          Comment

          • #35
            Re: Zindagi key Rules

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            Kisi din aapnay te na mitti pa daein :lpop:
            aik aur rule yaad aa gaya, tainoN ki
            That's Enough...!!

            Comment

            • #36
              Re: Zindagi key Rules

              Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
              aik aur rule yaad aa gaya, tainoN ki
              Mujay bhi aik aur rule yaad aa gaya

              tere jeson ko neechay lata ke ouper roola phair dena chahiye :kr:
              :thmbup:

              Comment

              • #37
                Re: Zindagi key Rules

                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                Mujay bhi aik aur rule yaad aa gaya

                tere jeson ko neechay lata ke ouper roola phair dena chahiye :kr:
                har aik baat pay kehtay ho tum kay to kia hai,,
                tum he kaho kay yeh andaz-e-guftgo kia hai :lpop:
                That's Enough...!!

                Comment

                • #38
                  Re: Zindagi key Rules

                  :cc: Meri zindagi ka bara asool ye hay k main ny kabi kisi ko gali nai di "

                  aik asool ki khahish hay k wo mujh men aa jay mgr kaisy ?

                  Comment

                  • #39
                    Re: Zindagi key Rules

                    Originally posted by yellowsky View Post
                    Asalam alaikum Respected Members,

                    Her Insaan apni Zindagi kuch asoolon pey guzarta hai, asool asool hotey hein ye chotey sey chota aur barhey sey barha bhi ho sakta hai zaroori nahi key kuch philosophical kisam key asool hi hon :) to Yahan pey aap ney wo asool hamarey sath share kerney hein jo aap ki Zindagi ka hissa hein aur wo bhi jo aap apni zindagi mey shamil kerna chahtey hein
                    yaqeenan iss sey ham bohot sa kuch seekhein gey inshAllah aur sath mey aik doosrey ki madad is tarhan bhi karein gey key Asoolon ko zindagi ka hissa kaisey banaya jata hai inshAllah

                    so shoot it:thmbup:

                    Meyri Zindagi ka aik asool

                    "doosron key liye hamesha available hona jab bhi unhein meyri zaroorat ho" doosrey lafzon mey im v flexible with my time

                    Aik asool jo mey aaj kal apni zindagi mey shamil kerna chahti hun wo ye hai key

                    "Apney kamrey mey sabhi cheezein nazam o zabt sey rakhna " lol :$

                    for frndzz... "always welcome.."

                    aur jo woh log jo hume tease karna chahte hain... "hum se uljho ge tu hum aap ko hi uljha deinge...":blush:

                    and for ma self.. "jahan baazo simat'te hain wahein sayad hota hai.." chalte raho.. chalte raho..chalte raho...:)
                    Last edited by ummid; 29 March 2007, 13:34.

                    Comment

                    • #40
                      Re: Zindagi key Rules

                      Originally posted by danicool82 View Post
                      Very good thread
                      Mere Zindgi ka aik asool ye hai ke "Khabi kisi ka dil mat dukhao"
                      Bravo!!

                      dil kabhi bhi nahi dukhana chahiye ..... aur meyrey khayal aap itni koshish honi chahiye key anjaaney mey bhi kisi ka dil na dukhey.....

                      gud rule:thmbup:
                      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                      Comment

                      • #41
                        Re: Zindagi key Rules

                        Originally posted by sccorpion81 View Post
                        Is main wazeh kernay wali kon see baat hai..bas jo kerna hai hatdharmi say kerna hai..laikin sahi kaam...

                        Balance kerna aata hota tu apnay liey mushkilain paida hi na honay daita
                        Wazeh kerney ki to abhi bhi baat hai :khi: ....sorry mujhey bohot mushkil sey kuch cheezein samaj aati ehin :D

                        leykin ab samaj aa gai hai ....jo kaam kerney ja rahey ho wo hamesha behtareen tareekey sey karo .....right?

                        Aap chahein gey key balance talash ker lein ?
                        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                        Comment

                        • #42
                          Re: Zindagi key Rules

                          Originally posted by Khalil View Post
                          میرے تو دو ہی اصول ہیں

                          اچھا کھانا
                          اور
                          کسی کی طرف سے کھانا۔

                          کیسا؟
                          bohot achey :khi:

                          waisey Acha khana aap kissey kehtey hein?
                          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                          Comment

                          • #43
                            Re: Zindagi key Rules

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            Parakhna meni ne kisi aur sense mein kaha tha, well...parakhnay ke kai tareekay hein, jis mein sub se pehlay person ka attitude, wo kin mookon pe aa ke polite hota he aur kahan pe harsh, us ke nazdeek aap ki wukat kia he, us ke nazdeek aur loogon ki wukat kia he, aaya ke wo is kabil hay ke us se rishta rakha ja sakay...mein ziadti bardaasht ker jata hoon, aur phir mooka deta hoon, kai baar mooka deta hon, kuch loog insaan ki aik buri aadat se peechay hut jatay hein, lekin mein doosray mein khoobiyaan bhi dekhta hoon, aur moaazna kerta hoon ke kia is mein khoobiyaan is kadar hein ke is ki khaamiyon pe bhaari per sakein... baar baar us insaan ko parakhta hoon, khari khari sunanay mein bhi mujay zara jijak nahi, aur ager bardasht kerne pe aaon to bohat bardasth ker jata hon...yeh sub depend kerta he mere mood pe aur aglay bunday ke behaviour pe. kisi banday ko itni jaldi nahi chooorta, lekin jub usay parakhnay ke baad choorta hoon to phir mur ke us ki taraf dekhta bhi nahi hoon....hope u get me
                            yep! okay.....barha gehra asool hai :D

                            aik cheez mey poochun gi

                            Aeysa bhi to hota hai key kabhi kisi insaan ki aik choti si baat bhi hamein itni buri lag jati hai key phir hum us sey dobara kabhi nahi miltey ? no matter wo kitna hi acha ho......ya phir ye baat issi category mey aati hai key us insaan ki ye baat us ki saari achi baaton per bhari hai .....:donno:

                            jahan pey aap keh rahey ho khari khari su n'na .....kabhi aap ko ye khayal nahi ata hai key aap to us samney waley bandey ko parakh rahey hon gey magar us ko to nahi maloom aur ho sakta hai key wo aap is attitude sey kabhi dobara aap sey miley hi na ....???
                            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                            Comment

                            • #44
                              Re: Zindagi key Rules

                              Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post

                              family ko sanu ki ya mitti pao nahee bool saktay to khud ko to keh saktay haiN na :lpop:, matlab agar koi ghussa karay to mitti pao (mat uljho) aur agar koi baat na suni jaiy to sanu ki (mano na mano :wk) wesay maiN family aur friends ko aik category maiN nahee rakhta :lpop:
                              Aap key nazdeeq logon ko kitni categories mey taqseem kiya ja sakta hai???
                              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                              Comment

                              • #45
                                Re: Zindagi key Rules

                                Originally posted by Naveedasifa View Post
                                :cc: Meri zindagi ka bara asool ye hay k main ny kabi kisi ko gali nai di "

                                aik asool ki khahish hay k wo mujh men aa jay mgr kaisy ?
                                aur ye kaun sa asool hai?
                                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                                Comment

                                Working...
                                X