Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Zindagi key Rules

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Zindagi key Rules

    Asalam alaikum Respected Members,

    Her Insaan apni Zindagi kuch asoolon pey guzarta hai, asool asool hotey hein ye chotey sey chota aur barhey sey barha bhi ho sakta hai zaroori nahi key kuch philosophical kisam key asool hi hon :) to Yahan pey aap ney wo asool hamarey sath share kerney hein jo aap ki Zindagi ka hissa hein aur wo bhi jo aap apni zindagi mey shamil kerna chahtey hein
    yaqeenan iss sey ham bohot sa kuch seekhein gey inshAllah aur sath mey aik doosrey ki madad is tarhan bhi karein gey key Asoolon ko zindagi ka hissa kaisey banaya jata hai inshAllah

    so shoot it:thmbup:

    Meyri Zindagi ka aik asool

    "doosron key liye hamesha available hona jab bhi unhein meyri zaroorat ho" doosrey lafzon mey im v flexible with my time

    Aik asool jo mey aaj kal apni zindagi mey shamil kerna chahti hun wo ye hai key

    "Apney kamrey mey sabhi cheezein nazam o zabt sey rakhna " lol :$
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

  • #2
    Re: Zindagi key Rules

    khud bhi khush rahna aur dosroon ko bhi khush rakhna
    geet ka husan ho tum ho janay gahzal
    shairoon ki haseen shairee tum say hai
    maira gham aur mairee har khushi tum say hai
    janay maan ya mairee zindagi tum say hai

    Comment

    • #3
      Re: Zindagi key Rules

      bohat khob watse yah Mind Therapy main hona chahiyah

      I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani

      Comment

      • #4
        Re: Zindagi key Rules

        Good thread sis ......... :thmbup:

        wese mere ghar mei hum 2 hi log ba-asool hain aur zada dushman bhi log humarey hi hain ... me & mum ....... manythings i have learned from her only ..... jo mere asoolon mei shamil ho chukery hain ... but these things have put me in real trouble .........many times :tauba ........
        she said once "Zindagi mei kabhi tumharey pass kisi madad ke liyeh aayeh aur wo tumharey bass mei ho to ous ki ummid matt torna kiu ke insan ousi ke pass aata hai jahan ousey ummid ho"
        is ke ilawa ......... kabhi kisi ko jhooti ummid pe na rakhna ...
        buhut straight forward hoon ......... is ke faidey bhi hain ke insan buhut sari tentions se bach jata hai magar nuqsan bhi hain ..... akser buhut kuch khona bhi perta hai ...
        Galat baat bardasht nahi kerti ........ chahey ous mei kitna bhi faida kiu na ho ........ halankey ke short cuts are always easy to go on ........ magar mei pagal hoon na mushkil rastey hi chunti hoon :lol ......... takey apney asoolon per beqarar reh sakoon

        baqi yaad aayein gai to phir btaa doon gi :p
        sigpic

        Comment

        • #5
          Re: Zindagi key Rules

          Originally posted by yellowsky View Post

          Meyri Zindagi ka aik asool

          "doosron key liye hamesha available hona jab bhi unhein meyri zaroorat ho" doosrey lafzon mey im v flexible with my time

          Aik asool jo mey aaj kal apni zindagi mey shamil kerna chahti hun wo ye hai key

          "Apney kamrey mey sabhi cheezein nazam o zabt sey rakhna " lol :$
          aap ka asool aur mera asool kafi similar type ke hein...i am very much active helping others or when someone is in trouble...dooston mein ub yeh he ke milna bohat kum ker diya he, shayad meri nature kuch aisi ho gai he...ke mein ub kuch kuch tanhai pasand hota ja raha hoon, dooston se phone pe he rabta rehta he, aur akser gilla bhi kerte hein, lekin as mentioned above...ager kisi ko koi masla ho to mein jese tese us ke liye time zaroor nikaalta hoon.

          doosra asool meri zindagi ka wo yeh he ke mein insaan ko baar baar jaanchnay pe yakeen rakhta hoon, in a sense kuch loog kisi insaan ke aik baar ke behave se us ke baray mein sub kuch conclude ker lete hein, lekin mein insaan ko us ki aakhri hud tak azmata hoon, usay mukhtalif tarah se parakhta hoon aur samajnay ki kooshish kerta hoon, lekin baar baar parakhnay se bhi ager wo banda teerhi kheer ki tarah ho to phir us se hameesha kinara kashi ker leta hoon :lpop:
          :thmbup:

          Comment

          • #6
            Re: Zindagi key Rules

            Originally posted by munda_sialkoty View Post

            yeh humein already pata hai .... wht's next :lpop:
            sigpic

            Comment

            • #7
              Re: Zindagi key Rules

              Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
              yeh humein already pata hai .... wht's next :lpop:
              chalo tumharay liye koi neya asool nikaal ke tumhein PM ker doon ga :kr:
              :thmbup:

              Comment

              • #8
                Re: Zindagi key Rules

                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                chalo tumharay liye koi neya asool nikaal ke tumhein PM ker doon ga :kr:

                ab tak kitno ke liyeh nayeh asool nikal chukey ho aur PM ker chukey ho :mm:
                sigpic

                Comment

                • #9
                  Re: Zindagi key Rules

                  Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
                  ab tak kitno ke liyeh nayeh asool nikal chukey ho aur PM ker chukey ho :mm:
                  straight forward hona tumharay liye acha he, lekin offensive hona acha nahi...khawa makhwa mein lalkaara na karo mein bohat shareef insaan hoon, hope you get me :zuban:
                  :thmbup:

                  Comment

                  • #10
                    Re: Zindagi key Rules

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    straight forward hona tumharay liye acha he, lekin offensive hona acha nahi...khawa makhwa mein lalkaara na karo mein bohat shareef insaan hoon, hope you get me :zuban:

                    tumhari sharafat tumhein mubarak :zuban:
                    sigpic

                    Comment

                    • #11
                      Re: Zindagi key Rules

                      Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
                      tumhari sharafat tumhein mubarak :zuban:
                      thank you

                      khair mubarik :blush:
                      :thmbup:

                      Comment

                      • #12
                        Re: Zindagi key Rules

                        Originally posted by yellowsky View Post
                        Asalam alaikum Respected Members,
                        w/salam still respected member :khi:

                        mery to 2 he rulzz hai sanu ki tay mitti pao
                        That's Enough...!!

                        Comment

                        • #13
                          Re: Zindagi key Rules

                          Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                          w/salam still respected member :khi:

                          mery to 2 he rulzz hai sanu ki tay mitti pao

                          ek muthi bhar mitti kafi hai bicho ek liyeh yaan aur laun
                          sigpic

                          Comment

                          • #14
                            Re: Zindagi key Rules

                            Meri life ka asool hai ke baat hamisha sach kahoo aor thookh ke kahoo :)

                            Comment

                            • #15
                              Re: Zindagi key Rules

                              Originally posted by snobbish View Post
                              Meri life ka asool hai ke baat hamisha sach kahoo aor thookh ke kahoo :)

                              chal jhootey :lpop:
                              sigpic

                              Comment

                              Working...
                              X