Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Ghoor Talab Baat....

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #31
    Re: Ghoor Talab Baat....

    BTW ...... aap se kis ne kaha meri wakalat kero
    sigpic

    Comment


    • #32
      Re: Ghoor Talab Baat....

      Assalam-o-Aluikum,
      Bohat Bohat shukriya..........ap tamam members ki bohat bohat meharbani kay apnay meray is thrd ko perha or reply.........
      sub say pehlay to main sub say pehlay un mohtarama ko jawab deena chahta hoon jinhoon nay yay kaha hay k ap to aus main hain ap ko kiya pata ap GTG main giye thay kiya.......?????? bari ajeeb baat ki hay ap nay........mujhay ap ki baat samajh hi nahi aye is liye ap ko jawab deenay say qasir hoon main.

      2:)munda__sialkoty..........ap ko sub say pehlay to ik naseehat karooon ga jo kay mohsin naqwi kay ik shair main hay
      Her Waqt ka hansana tujhay barbaad na ker day
      Tanahi kay lamhoon main kabhi roo bhi liya ker
      or dosri baat bhi yahi karoon ga jo oper ker chuka hoon.
      New Signatures Uploading.........

      Comment


      • #33
        Re: Ghoor Talab Baat....

        Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
        Very welcome to PG and GS :welcome:

        well it was PG's first GTG aur venue to buhut se suggest kiyeh gayeh they magar host ke liyeh jo sab se zada convenient tha ounhon ne wo decide ker liya aur sab attendees ko waha aaney mei koi digat nahi thi.

        Thanks for your comments and hope u have fun here :)
        first of all congrates on first GTG of Pg........madam ager ik muqarer taqreer kerta rahay orr us ko sunanay wala koi na hoo to kiya faida........may nay isi liye yay sugestion di hay k ik aisi jaga GTG kerien jahan her koi bila-jhijhak asakay.......
        New Signatures Uploading.........

        Comment


        • #34
          Re: Ghoor Talab Baat....

          Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
          BTW ...... aap se kis ne kaha meri wakalat kero
          haan mein haan milana wakalat hoti he kia
          :thmbup:

          Comment


          • #35
            Re: Ghoor Talab Baat....

            Originally posted by Ibraheem Saleem View Post
            2:)munda__sialkoty..........ap ko sub say pehlay to ik naseehat karooon ga jo kay mohsin naqwi kay ik shair main hay
            Her Waqt ka hansana tujhay barbaad na ker day
            Tanahi kay lamhoon main kabhi roo bhi liya ker

            or dosri baat bhi yahi karoon ga jo oper ker chuka hoon.
            Ibraheem miyaan,

            lagta he ke aap ne sirf similies he dekhay, wo nahi dekha jo meni ne likha. Janaab aap bakhushi rooya karein, aur khoob rooya karein, mein aap ko bilkul bilkul aur hergiz nahi rookon ga :comfort: mein ne to aap ko brotheraana si baat ki, lekin aap to musalsal complex ka shikaar lagtay hein...thunda paani peejiye aur moojein keejiye :)
            :thmbup:

            Comment


            • #36
              Re: Ghoor Talab Baat....

              Originally posted by munda_sialkoty View Post
              haan mein haan milana wakalat hoti he kia

              tum aru tumhara haan kehney ka andaz ....

              sab janti hoon mein :zuban:
              sigpic

              Comment


              • #37
                Re: Ghoor Talab Baat....

                Originally posted by Ibraheem Saleem View Post
                first of all congrates on first GTG of Pg........madam ager ik muqarer taqreer kerta rahay orr us ko sunanay wala koi na hoo to kiya faida........may nay isi liye yay sugestion di hay k ik aisi jaga GTG kerien jahan her koi bila-jhijhak asakay.......

                Janab aap bhi humari baat nahi samjhey ........... venues buhut se suggest kiyeh gayeh they .... as u said many public places .......... but no one could go and reserve anythign in advance ............. aur buhut zada open aur public area ke favor mei hum nahi htye kiu ke GTG mei lerkian bhi shamil thi jin ke liyeh aisa venue uncomfortable ho sakta tha.
                Khair Admin ko jo munasib laga ounhon ne select ker liya aur waha sab bejhijhak aa gayeh they .......... aisa kuch masla nahi tha.
                sigpic

                Comment


                • #38
                  Re: Ghoor Talab Baat....

                  Originally posted by Ibraheem Saleem View Post
                  Assalam-o-Aluikum,
                  Bohat Bohat shukriya..........ap tamam members ki bohat bohat meharbani kay apnay meray is thrd ko perha or reply.........
                  sub say pehlay to main sub say pehlay un mohtarama ko jawab deena chahta hoon jinhoon nay yay kaha hay k ap to aus main hain ap ko kiya pata ap GTG main giye thay kiya.......?????? bari ajeeb baat ki hay ap nay........mujhay ap ki baat samajh hi nahi aye is liye ap ko jawab deenay say qasir hoon main.

                  2:)munda__sialkoty..........ap ko sub say pehlay to ik naseehat karooon ga jo kay mohsin naqwi kay ik shair main hay
                  Her Waqt ka hansana tujhay barbaad na ker day
                  Tanahi kay lamhoon main kabhi roo bhi liya ker

                  or dosri baat bhi yahi karoon ga jo oper ker chuka hoon.

                  wese aap ne aamir ko adress kiya hai magar aap ne jo baat ki hai i dont agree with it kiu ke meri aadat kuch ous jesi hai aur mei bhi buhut hansti hoon .......... to aap ke is shair ka jawab dena chahoon gi ek shair se .........

                  Dil ke zakhmo se andaza kab hota hai chehre se
                  sahil se kya jaan sako gai samandar kitna gehra hai

                  Akser jo log tanyahi mei aansoo bahatey hain wahi haqeeqat mei hanstey aur dosro ko hansatey hain.

                  sigpic

                  Comment


                  • #39
                    Re: Ghoor Talab Baat....

                    Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
                    wese aap ne aamir ko adress kiya hai magar aap ne jo baat ki hai i dont agree with it kiu ke meri aadat kuch ous jesi hai aur mei bhi buhut hansti hoon .......... to aap ke is shair ka jawab dena chahoon gi ek shair se .........

                    Dil ke zakhmo se andaza kab hota hai chehre se
                    sahil se kya jaan sako gai samandar kitna gehra hai

                    Akser jo log tanyahi mei aansoo bahatey hain wahi haqeeqat mei hanstey aur dosro ko hansatey hain.
                    Main Bhi Aik Shair Sunata hoon

                    Yoon tu choti hai Zaat Bakri ki
                    Dil ko Lagti Hai Baat Bakri ki
                    sigpic

                    Comment


                    • #40
                      Re: Ghoor Talab Baat....

                      Originally posted by sccorpion81 View Post
                      Main Bhi Aik Shair Sunata hoon

                      Yoon tu choti hai Zaat Bakri ki
                      Dil ko Lagti Hai Baat Bakri ki

                      bakron ke dil ko bakri ki baat hi lagey gi insan ki thori na lagey gi :lol
                      sigpic

                      Comment


                      • #41
                        Re: Ghoor Talab Baat....

                        Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
                        wese aap ne aamir ko adress kiya hai magar aap ne jo baat ki hai i dont agree with it kiu ke meri aadat kuch ous jesi hai aur mei bhi buhut hansti hoon .......... to aap ke is shair ka jawab dena chahoon gi ek shair se .........

                        Dil ke zakhmo se andaza kab hota hai chehre se
                        sahil se kya jaan sako gai samandar kitna gehra hai

                        Akser jo log tanyahi mei aansoo bahatey hain wahi haqeeqat mei hanstey aur dosro ko hansatey hain.
                        aray waah...tum ne kia wakalat ki he meri :blush:
                        :thmbup:

                        Comment


                        • #42
                          Re: Ghoor Talab Baat....

                          Originally posted by sccorpion81 View Post
                          Main Bhi Aik Shair Sunata hoon

                          Yoon tu choti hai Zaat Bakri ki
                          Dil ko Lagti Hai Baat Bakri ki
                          Youn to lambi he laat gadhay ki
                          dil ko lagti he baat gadhay ki :bhago:
                          :thmbup:

                          Comment


                          • #43
                            Re: Ghoor Talab Baat....

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            Youn to lambi he laat gadhay ki
                            dil ko lagti he baat gadhay ki :bhago:
                            Yeh kis ki baat ker raha hai:mm:

                            hmmm Shayad snooobish ki
                            sigpic

                            Comment


                            • #44
                              Re: Ghoor Talab Baat....

                              Originally posted by munda_sialkoty View Post
                              tu to bohat seyaani baatein ker raha he aaj kul, kheriyat to hay, mujay aisa kyoon lag raha he ke jub se tu GTG mein mere saath 5, 6 hrs. raha tu tub se bohat seyaana ho gaya he :shh:
                              chal teri b ye wali baat maan leta hoon ke 5 , 6 hrs tere saath rene se mien seyana ho giya hoon ...kiya yaad kare ga :wk

                              Comment


                              • #45
                                Re: Ghoor Talab Baat....

                                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                                aray waah...tum ne kia wakalat ki he meri :blush:

                                Ibraheem ne tumhari jis aadat ko point kiya hai galati se wahi aadat meri bhi hai kuch kuch ... u know that ..... is liyeh mei ne reply kiya hai ........... wese mei en apni wakalat khudh ki hai tumhein laga tumhari ki to tum aisey hi khush ho jao :hehe:
                                Last edited by 'SamRazi'; 27 March 2007, 10:52.
                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X