Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

kon sa Safar aasan hai?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • kon sa Safar aasan hai?

    kya khayal ke safer se ,jism ka safer aasan hai?
    Jase wasif sahib kehte hai: koe wajood hamasha ek jaga moojod nahe reh sakta.safer ka agaz safer hai aur iska anjaam ek aur safer hai. sab ke sab gardish ma hai,sanss safer ma hai,ragoo ma khoon gardish ma hai....
    kehne ko dooo kadmo ka fasla hai,leekin umeer kat jate hai,fasla nahe kat-ta, hum cchal rehe hai muselsal,subha ko chalte hai,shaam ko chalte hai,khaboo ma sefar kerte hai,....hum he kya? raste bhe safar ma hai..
    munzil mile to ,munzil safer ma hooote hai...ya kienatt bhe safer ma hai,har cheees Rahee hai,ba-khabar musafir,na-ashna minzale...parande urte he chale jate hai,fazaye khatam nahe hoote..machle tarte he chale jate hai sminder khatum nahe hoota...jab sab kuch safer ma hai to pher kon safer ma nahe,jab har chees ka oppposite hai to is ka bhe to ho ga na ?


  • #2
    Re: kon sa Safar aasan hai?

    haan sahi kaha zindagi to he hi safer dar safer,aik k baad aik or safer.phir insan safer-e-akhrat par chal parta he shaed us ke baad safer khatam ho jate hon

    Comment


    • #3
      Re: kon sa Safar aasan hai?

      Allama Muhammad Iqbal farmatey hain keh

      Sakoon muhaal hai qudrat key karkhaaney mein
      sabaat aik taghayyur ko hai zamaney mein!

      zamaney mein koi cheez aisi nahin jissey sakoon hasil ho. Har pal aik chal so chal hai. Aaftab ubhertey hain, doob jatey hain, mehtaab jalwa-afroz hotey hain be-ronaq ho jatey hain, phal-phool nikaltey hain khatam ho jatey, phir naey nikal aatey hain, insaan aatey hain insaan jatey hain....

      Khaliq-e-haqeeqi ney apni kainaat ko aik musalsal safar mein rakha hai, har cheez kaheen na kaheen kisi na kisi muqaam per safar mein hai aur yeh safar jaari rahi ga. Ham na hongey magar safar jaari rahey ga.

      Ayesha, main ney Wasif sahib ko nahin parha, magar unka likha achha laga hai. Aap sey guzarish hai keh un ki batein share kartey rehney - :)

      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • #4
        Re: kon sa Safar aasan hai?

        Originally posted by Masood
        Allama Muhammad Iqbal farmatey hain keh

        Sakoon muhaal hai qudrat key karkhaaney mein
        sabaat aik taghayyur ko hai zamaney mein!

        zamaney mein koi cheez aisi nahin jissey sakoon hasil ho. Har pal aik chal so chal hai. Aaftab ubhertey hain, doob jatey hain, mehtaab jalwa-afroz hotey hain be-ronaq ho jatey hain, phal-phool nikaltey hain khatam ho jatey, phir naey nikal aatey hain, insaan aatey hain insaan jatey hain....

        Khaliq-e-haqeeqi ney apni kainaat ko aik musalsal safar mein rakha hai, har cheez kaheen na kaheen kisi na kisi muqaam per safar mein hai aur yeh safar jaari rahi ga. Ham na hongey magar safar jaari rahey ga.

        Ayesha, main ney Wasif sahib ko nahin parha, magar unka likha achha laga hai. Aap sey guzarish hai keh un ki batein share kartey rehney - :)

        Thank u so much Masood ,magar appp ne meere question ka jawab nahe dea? ....ma bhe app sab se share kerna chaho ge Wasif Ali Wasif ke batoo ko ,wo atna acha leekhte hai ke bass pher app ko koe aur acha nahe lagta ,actuallly wo Sooofeyana leekhte hai aur khood bhe wo kafe tableeg kerte the okay jee next time zarooor,ma app se share karo ge Allah hafiz:wave :kood:


        Comment


        • #5
          Re: kon sa Safar aasan hai?

          Originally posted by shy
          haan sahi kaha zindagi to he hi safer dar safer,aik k baad aik or safer.phir insan safer-e-akhrat par chal parta he shaed us ke baad safer khatam ho jate hon
          Shy app ne theek kaha :) , leekin ho sakta hai ke pher bhe safer khatum na hoota ho ?aap ko kya lagta hai?


          Hum bhe darya hai,humye apna hunar maloom hai
          Jaha jaye gee,waha rasta ho ga.

          Comment


          • #6
            Re: kon sa Safar aasan hai?

            Originally posted by ayesha
            kya khayal ke safer se ,jism ka safer aasan hai?
            Jase wasif sahib kehte hai: koe wajood hamasha ek jaga moojod nahe reh sakta.safer ka agaz safer hai aur iska anjaam ek aur safer hai. sab ke sab gardish ma hai,sanss safer ma hai,ragoo ma khoon gardish ma hai....
            kehne ko dooo kadmo ka fasla hai,leekin umeer kat jate hai,fasla nahe kat-ta, hum cchal rehe hai muselsal,subha ko chalte hai,shaam ko chalte hai,khaboo ma sefar kerte hai,....hum he kya? raste bhe safar ma hai..
            munzil mile to ,munzil safer ma hooote hai...ya kienatt bhe safer ma hai,har cheees Rahee hai,ba-khabar musafir,na-ashna minzale...parande urte he chale jate hai,fazaye khatam nahe hoote..machle tarte he chale jate hai sminder khatum nahe hoota...jab sab kuch safer ma hai to pher kon safer ma nahe,jab har chees ka oppposite hai to is ka bhe to ho ga na ?
            wow wasif sahib is great
            i have no time yet...
            me kuch apny comments donga inshaALLAH

            Comment


            • #7
              Re: kon sa Safar aasan hai?

              Originally posted by khl
              wow wasif sahib is great
              i have no time yet...
              me kuch apny comments donga inshaALLAH
              Khl ,intazar rahe ga app ke answer ka,Allah Hafiz.:salam:

              Comment


              • #8
                Re: kon sa Safar aasan hai?

                :)
                اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
                اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

                Comment


                • #9
                  Re: kon sa Safar aasan hai?

                  Originally posted by Aanchal View Post
                  :)
                  :D
                  " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                  Comment


                  • #10
                    Re: kon sa Safar aasan hai?

                    Originally posted by Aanchal View Post
                    :)
                    Originally posted by yellowsky View Post
                    :D
                    :budhu:
                    That's Enough...!!

                    Comment


                    • #11
                      Re: kon sa Safar aasan hai?

                      mary khial main is thred ka naam emotion ka jawab emotion se rakh diya jay kion...?:wk
                      Last edited by aabi2cool; 12 March 2007, 16:48.
                      ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                      Comment


                      • #12
                        Re: kon sa Safar aasan hai?

                        Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                        :budhu:
                        :tauba
                        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                        Comment


                        • #13
                          Re: kon sa Safar aasan hai?

                          Originally posted by aabi2cool View Post
                          mary khial main is thred ka naam emotion ka jawab emotion se rakh diya jay kion...?:wk
                          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                          Comment


                          • #14
                            Re: kon sa Safar aasan hai?

                            filhal to ghar sey town tak ka safar...
                            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                            Comment


                            • #15
                              Re: kon sa Safar aasan hai?

                              bohat acha tha nice sharing

                              wel sfar man to har koe hai to zindgi b ho gi


                              is dunya k baad us dunya ki zindgi safar dar safar

                              Comment

                              Working...
                              X