Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

aap nay apni zindgai say kia seekha ?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: aap nay apni zindgai say kia seekha ?

    Originally posted by ummid View Post
    Waalikumasalam Aanchal de....

    yeh kaisa sawal hai:donno: .. aisi baatein tu borhape mein yaad aati hain...:blush:

    kahine aap such much mein burhe tu nahi hogaye.......:khi:



    Aanchal ka evergreen logon mey shumaar hota hai ;)
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

    Comment


    • #17
      Re: aap nay apni zindgai say kia seekha ?

      Originally posted by moomo View Post
      dear Anchal ap ny boht acha silsila stard kai hy:)

      meri life ka ab tak tajarba ye hy...k kisi pe bharoosa nahi kerna chahiy ajkal k dour main.......or kis sy omeedian wabista nahi kerni chahiannnnn thats allll
      good points:thmbup:
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment


      • #18
        Re: aap nay apni zindgai say kia seekha ?

        Originally posted by aquari View Post
        Zindagi sey tu har waqt bauht kuch sekhaa jata haii:salam: ...haa mager kuch cheezain haii jo mainey life sey seekhi bhi ahi or un per amal bhi kya haii sub sey pehley merey father ki nassehat k BA ADAB BA NASEEB,BEADAB BADNASEEB , jo USTAD ki izzat nahi kerta woh kabhi kamyab nahi hotaa or ek yeh ki juboffice sey gher aao tu gher ki dehleez per qadm rakhtey waqt office ki tensions ko wahi choor ker under aao is tarhaa apni personal or official life main balance rakh paoo gi.


        Or kuch baatain zindagi ney seekhaii k waqt kaisa bhi hoo guzar hi jata haii ,waqt sub sey bara marham haii ,apni masoomiyat apney under rakhoo nahi tu duniyaa app ki isi masoomiayt ka faida uthaati hai or etc etc......jo jo seekhti rahoo gi koshish karoogi k share kersakoo :)
        Bravo! Aquari :D
        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

        Comment


        • #19
          Re: aap nay apni zindgai say kia seekha ?

          Originally posted by yellowsky View Post
          aur mey jaanti hun key aap sirf lollypop khana seekha hai :D
          :khi:
          falsafa jhaRnay say behtar hai insaan lollypop khaiy :lpop:, ab zindgee say kia seekha kion seekha sanu ki
          That's Enough...!!

          Comment


          • #20
            Re: aap nay apni zindgai say kia seekha ?

            Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
            falsafa jhaRnay say behtar hai insaan lollypop khaiy :lpop:, ab zindgee say kia seekha kion seekha sanu ki
            hmm magar sanu ki :P

            kya pata aap key falsafey sey Aanchal kuch seekh jaye :lol

            isi liye kabhi kabhi do lafzon "sanu ki" ki jagey do lines likh leyney mey koi muzaiqa nahi hota hai :P
            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

            Comment


            • #21
              Re: aap nay apni zindgai say kia seekha ?

              Originally posted by yellowsky View Post
              hmm magar sanu ki :P

              kya pata aap key falsafey sey Aanchal kuch seekh jaye :lol

              isi liye kabhi kabhi do lafzon "sanu ki" ki jagey do lines likh leyney mey koi muzaiqa nahi hota hai :P
              maiN nay to seekha he yahe hai kay kisi kay samjhanay say yahaan koi nahee seekhta :kr:, ab jo seekha hai us par kioN mitti pa dooN :fuming:
              That's Enough...!!

              Comment


              • #22
                Re: aap nay apni zindgai say kia seekha ?

                Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                maiN nay to seekha he yahe hai kay kisi kay samjhanay say yahaan koi nahee seekhta :kr:, ab jo seekha hai us par kioN mitti pa dooN :fuming:
                mitti paaney ko kis ney kaha hai :donno:

                aur na kisi ko samjhaaney key liye kaha gaya hai :tauba

                koi haal nahi aap ka.....aap "sanu ki" aur "mitti pao" key sath khush bash rahein :P


                btw mey bata sakti hun Rullz ney zindagi sey kya seekha hai.....do sunehrey Asool

                Sanu ki

                Mitti pao

                :khi:
                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                Comment


                • #23
                  Re: aap nay apni zindgai say kia seekha ?

                  :hehe:

                  Comment


                  • #24
                    Re: aap nay apni zindgai say kia seekha ?

                    Originally posted by yellowsky View Post
                    btw mey bata sakti hun Rullz ney zindagi sey kya seekha hai.....do sunehrey Asool

                    Sanu ki

                    Mitti pao

                    :khi:

                    mujhay waqai kabhi kabhi xeni par herat hoti hai kay aik larki aur woh bhi pathan :blush:, phir bhi itni zaheen :embarasse
                    That's Enough...!!

                    Comment


                    • #25
                      Re: aap nay apni zindgai say kia seekha ?

                      Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post

                      mujhay waqai kabhi kabhi xeni par herat hoti hai kay aik larki aur woh bhi pathan :blush:, phir bhi itni zaheen :embarasse
                      :lol


                      khabar daar .... m a proud Pathan :P :khi:
                      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                      Comment


                      • #26
                        Re: aap nay apni zindgai say kia seekha ?

                        Originally posted by yellowsky View Post
                        :lol


                        khabar daar .... m a proud Pathan :P :khi:
                        :donno: :thmbup:
                        Last edited by RulzZ; 14 March 2007, 17:28.
                        That's Enough...!!

                        Comment


                        • #27
                          Re: aap nay apni zindgai say kia seekha ?

                          main nay seekha k kabhi kisi ghlt insaan per yaqeen na kro or koi aisi ghlti na kro jis per saari zindgi puchtana pary
                          Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

                          Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

                          Comment


                          • #28
                            Re: aap nay apni zindgai say kia seekha ?

                            mai nai zindgee mai ubb yeh sochaa hai k dunya mai koi b mukhlas dost mojoood nhee hotaaaa, sub time pass hotay hain.

                            Comment


                            • #29
                              Re: aap nay apni zindgai say kia seekha ?

                              hum nay yeh jaana hay k hamaysha apni aankhien aur kaan khulay rakhoo....aur yeh bhi dhayaan mien rakhoo k hamaysha aankhoon daykha aur kaanoo suna sachh ho aysa nhi hota.......baqi baad mien bataien gay:

                              Comment


                              • #30
                                Re: aap nay apni zindgai say kia seekha ?

                                koi kissi par bharoosa nhi karta aur nah hi kissi par bharoosa kiya ja sakta hay..

                                Comment

                                Working...
                                X