Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

aap nay apni zindgai say kia seekha ?

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • aap nay apni zindgai say kia seekha ?

    Assalamalikum
    har insaan apni zindagi main kuch na kuch seekhta hi rehta hai ...kabhi kahabar kisi kay seekhaanay say samajh ati hai kabhi kahabar khud hi kuch kamoun say experience hoo jata hai ....
    is thread main aap nay yeh batana hai kay zindagi main kia batain seekhi jo aap ki zindagi main aap kay buhat kaam aian :)
    ya koi naseehat apnay parents/teachers ki jo aap kay buhat kaam aian ...:rose
    اللھم صلی علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما صلیت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔
    اللھم بارک علٰی محمد وعلٰی آل محمد کما بارکت علٰی ابراھیم وعلٰی آل ابراھیم انک حمید مجید۔

  • #2
    Re: aap nay apni zindgai say kia seekha ?

    Zindagi sey tu har waqt bauht kuch sekhaa jata haii:salam: ...haa mager kuch cheezain haii jo mainey life sey seekhi bhi ahi or un per amal bhi kya haii sub sey pehley merey father ki nassehat k BA ADAB BA NASEEB,BEADAB BADNASEEB , jo USTAD ki izzat nahi kerta woh kabhi kamyab nahi hotaa or ek yeh ki juboffice sey gher aao tu gher ki dehleez per qadm rakhtey waqt office ki tensions ko wahi choor ker under aao is tarhaa apni personal or official life main balance rakh paoo gi.

    Or kuch baatain zindagi ney seekhaii k waqt kaisa bhi hoo guzar hi jata haii ,waqt sub sey bara marham haii ,apni masoomiyat apney under rakhoo nahi tu duniyaa app ki isi masoomiayt ka faida uthaati hai or etc etc......jo jo seekhti rahoo gi koshish karoogi k share kersakoo :)

    Comment

    • #3
      Re: aap nay apni zindgai say kia seekha ?

      Originally posted by Aanchal View Post
      Assalamalikum
      har insaan apni zindagi main kuch na kuch seekhta hi rehta hai ...kabhi kahabar kisi kay seekhaanay say samajh ati hai kabhi kahabar khud hi kuch kamoun say experience hoo jata hai ....
      is thread main aap nay yeh batana hai kay zindagi main kia batain seekhi jo aap ki zindagi main aap kay buhat kaam aian :)
      ya koi naseehat apnay parents/teachers ki jo aap kay buhat kaam aian ...:rose

      dear Anchal ap ny boht acha silsila stard kai hy:)

      meri life ka ab tak tajarba ye hy...k kisi pe bharoosa nahi kerna chahiy ajkal k dour main.......or kis sy omeedian wabista nahi kerni chahiannnnn thats allll
      KOI TO HO :dua

      Comment

      • #4
        Re: aap nay apni zindgai say kia seekha ?

        Originally posted by Aanchal View Post
        Assalamalikum
        har insaan apni zindagi main kuch na kuch seekhta hi rehta hai ...kabhi kahabar kisi kay seekhaanay say samajh ati hai kabhi kahabar khud hi kuch kamoun say experience hoo jata hai ....
        is thread main aap nay yeh batana hai kay zindagi main kia batain seekhi jo aap ki zindagi main aap kay buhat kaam aian :)
        ya koi naseehat apnay parents/teachers ki jo aap kay buhat kaam aian ...:rose
        Waalikumasalam Aanchal de....

        yeh kaisa sawal hai:donno: .. aisi baatein tu borhape mein yaad aati hain...:blush:

        kahine aap such much mein burhe tu nahi hogaye.......:khi:

        Comment

        • #5
          Re: aap nay apni zindgai say kia seekha ?

          Originally posted by Aanchal View Post
          Assalamalikum
          har insaan apni zindagi main kuch na kuch seekhta hi rehta hai ...kabhi kahabar kisi kay seekhaanay say samajh ati hai kabhi kahabar khud hi kuch kamoun say experience hoo jata hai ....
          is thread main aap nay yeh batana hai kay zindagi main kia batain seekhi jo aap ki zindagi main aap kay buhat kaam aian :)
          ya koi naseehat apnay parents/teachers ki jo aap kay buhat kaam aian ...:rose
          i learnt that be practical in ur life and dont try to live or get the dream world as there is nothing truth in dream, but the only dreams which are practical and u can try for them to be true according to ur abilities.

          Comment

          • #6
            Re: aap nay apni zindgai say kia seekha ?

            Originally posted by musaddaq View Post

            :clap: very nice lesson

            Comment

            • #7

              Originally posted by aquari View Post
              :clap: very nice lesson
              :)

              Comment

              • #8
                Re: aap nay apni zindgai say kia seekha ?

                main yeh janta hun k main kuch nahi janta............
                Arstotal

                Comment

                • #9

                  Originally posted by Khalil View Post
                  main yeh janta hun k main kuch nahi janta............
                  Arstotal
                  aur maiN yeh janta hoon kay tum yeh nahee mantay :lpop:
                  Last edited by RulzZ; 14 March 2007, 13:27.
                  That's Enough...!!

                  Comment

                  • #10
                    Re: aap nay apni zindgai say kia seekha ?

                    maine kuch seekha to nahi.........Mom ne sikhaya hai......her baat ko nazar andaaz kerna or chup rehna:)
                    per main zindagi se seekhna chahti hoon k halaaat ka samna kese kerte hain:).........per abhi to Alif Bey Pey bhi nahi seekhi:)

                    Dua karin main seekh jaon

                    Comment

                    • #11
                      Re: aap nay apni zindgai say kia seekha ?

                      mujhe to zindagi ki samjh hi nahi aei pata nahi kia seekha kia nahi:donno:

                      Comment

                      • #12
                        Re: aap nay apni zindgai say kia seekha ?

                        Originally posted by musaddaq View Post
                        i learnt that be practical in ur life and dont try to live or get the dream world as there is nothing truth in dream, but the only dreams which are practical and u can try for them to be true according to ur abilities.
                        :D yep!!!

                        aur is key ilawa.....Aanchal wo to tum janti ho sab :D
                        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                        Comment

                        • #13
                          Re: aap nay apni zindgai say kia seekha ?

                          Originally posted by Me Here View Post
                          maine kuch seekha to nahi.........Mom ne sikhaya hai......her baat ko nazar andaaz kerna or chup rehna:)
                          per main zindagi se seekhna chahti hoon k halaaat ka samna kese kerte hain:).........per abhi to Alif Bey Pey bhi nahi seekhi:)

                          Dua karin main seekh jaon
                          :insha: :rose
                          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                          Comment

                          • #14
                            Re: aap nay apni zindgai say kia seekha ?

                            Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                            aur maiN yeh janta hoon kay tum yeh nahee mantay :lpop:
                            aur mey jaanti hun key aap sirf lollypop khana seekha hai :D
                            :khi:
                            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                            Comment

                            • #15
                              Re: aap nay apni zindgai say kia seekha ?

                              Originally posted by hamzad View Post
                              mujhe to zindagi ki samjh hi nahi aei pata nahi kia seekha kia nahi:donno:
                              dont worry Zindagi samajney ki cheez nahi hai :D
                              :rose

                              Working...
                              X