Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

sufi'ism aur cricket

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: sufi'ism aur cricket

    Originally posted by aquari View Post
    rang sey kya hota haii...khoobsorti nazar main hoti haii :eye:
    tumhein hota kya jaa raha hai? tum din badin bohat zaheen tar hoti jaa rahi ho - aakhir meri sohbat ka asar to hona tha
    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

    Comment

    • #17
      Re: sufi'ism aur cricket

      Originally posted by Masood View Post

      Ji haa app ki sobat or kuch baroo sey seekhii hoi baatoo kaa asar haii :)

      Comment

      • #18
        Re: sufi'ism aur cricket

        Originally posted by aquari View Post
        Ji haa app ki sobat or kuch baroo sey seekhii hoi baatoo kaa asar haii :)
        tum jaisi bachiyaan hi kamyab hoti hain ja badon sey achhi achhi batein seekhti hain :masha
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment

        • #19
          Re: sufi'ism aur cricket

          Originally posted by Masood View Post
          tum jaisi bachiyaan hi kamyab hoti hain ja badon sey achhi achhi batein seekhti hain :masha
          ji haa yehi sun k tu seekhna start kya thaa..k shayed mujhey bhi koi moqam mil jayee

          Comment

          • #20
            Re: sufi'ism aur cricket

            Originally posted by aquari View Post
            ji haa yehi sun k tu seekhna start kya thaa..k shayed mujhey bhi koi moqam mil jayee

            Mil jaey ga inshaAllah mil jaey ga - but yeh to btao keh kaisa muqaam chahiye? :mm:
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment

            • #21
              Re: sufi'ism aur cricket

              Originally posted by Masood View Post
              Mil jaey ga inshaAllah mil jaey ga - but yeh to btao keh kaisa muqaam chahiye? :mm:

              bus duwaoo main yaad rakheya..rahi baat maqam ki tu allah ka karam hai office main hai mager yeh meri manzil nahi ...aurat ka maqam gher k 4 diwari haii mujhey bhi wohi chaheyaa ek asooda si gherleoo zindagi..i hope mainey zayda nahi manga apney RUB seyy bus woh sun lain ek bar :)

              Comment

              • #22
                Re: sufi'ism aur cricket

                Originally posted by aquari View Post
                bus duwaoo main yaad rakheya..rahi baat maqam ki tu allah ka karam hai office main hai mager yeh meri manzil nahi ...aurat ka maqam gher k 4 diwari haii mujhey bhi wohi chaheyaa ek asooda si gherleoo zindagi..i hope mainey zayda nahi manga apney RUB seyy bus woh sun lain ek bar :)

                :insha: woh zaroor suney ga - aur yeh to bohat hi pyari si tamana hai keh aap apney ghar mein aasoodgi talash karna chahti hain. Allah Tala aap ki yeh aarzu zaroor poori karein gey
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment

                • #23
                  Re: sufi'ism aur cricket

                  Originally posted by Masood View Post
                  :insha: woh zaroor suney ga - aur yeh to bohat hi pyari si tamana hai keh aap apney ghar mein aasoodgi talash karna chahti hain. Allah Tala aap ki yeh aarzu zaroor poori karein gey

                  shukriya bus duwaoo main yaad rakheyaa..kya pata kub kis ki duwa lag jayee :)

                  Comment

                  • #24
                    Re: sufi'ism aur cricket

                    Originally posted by aquari View Post
                    shukriya bus duwaoo main yaad rakheyaa..kya pata kub kis ki duwa lag jayee :)
                    Dua to har kisi ki suni jati hai - magar Allah deta jabhi hai jab ussey manzoor ho....
                    tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                    tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                    Comment

                    • #25

                      :tasali: :tasali: :tasali::comfort: :comfort: :mm: :mm: :mm:
                      KOI TO HO :dua

                      Comment

                      • #26
                        Re: sufi'ism aur cricket

                        Originally posted by moomo View Post
                        :tasali: :tasali: :tasali::comfort: :comfort: :mm: :mm: :mm:
                        Yeh aap ko kya ho jata hai - alfaaz nahin aap key paas :p
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment

                        • #27
                          Re: sufi'ism aur cricket

                          Originally posted by Masood View Post
                          Dua to har kisi ki suni jati hai - magar Allah deta jabhi hai jab ussey manzoor ho....
                          haa bilkul suni sub ki jati haii Yehi tu woh dar jahan magney per aabroo nahi jatii..mainney ek jaga parha thaa k koi Kafir mangtaa haii tu ussey Allah jald dey deta hai kunk us ka sawal kerna allah ko acha nahi lagtaa mager jub koi muslaman mangta haii tu farishta deney k liya yae bhi tu Allah rukta hai k mujhey is ka rooona or is ki faryad ki awaaz achi lag rahi haii thora tehr jaoo.....

                          Comment

                          • #28
                            Re: sufi'ism aur cricket

                            Originally posted by aquari View Post
                            haa bilkul suni sub ki jati haii Yehi tu woh dar jahan magney per aabroo nahi jatii..mainney ek jaga parha thaa k koi Kafir mangtaa haii tu ussey Allah jald dey deta hai kunk us ka sawal kerna allah ko acha nahi lagtaa mager jub koi muslaman mangta haii tu farishta deney k liya yae bhi tu Allah rukta hai k mujhey is ka rooona or is ki faryad ki awaaz achi lag rahi haii thora tehr jaoo.....
                            :mm: yeh to main ney kahin nahin parha - ho sakta hai aisa ho - magar Allah har insaan - regardless of religion - sab ki sunta hai aur sab ko deta hai. InshaAllah aap ko bohat jald khushkhabri mil jaey gi :) - keep the faith.
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment

                            • #29
                              Re: sufi'ism aur cricket

                              Originally posted by Masood View Post
                              :mm: yeh to main ney kahin nahin parha - ho sakta hai aisa ho - magar Allah har insaan - regardless of religion - sab ki sunta hai aur sab ko deta hai. InshaAllah aap ko bohat jald khushkhabri mil jaey gi :) - keep the faith.
                              hmm khair mainey parha hai jabhi share kyaa.....
                              Faith tu bauht ager na hotaa tu aab tak tu namaz quran sub choor chuki hoti...aas ka diyaa jala rakhaa haii ..kabhitu is ki roshni zindagi ko roshan karey gii..na bhi hoi roshni tu khair haii ,kunk i know Allah is ka ajar Qayamat k din dey gaa jo is duniya sey barh ker hogaa

                              Comment

                              • #30
                                Re: sufi'ism aur cricket

                                Originally posted by aquari View Post
                                hmm khair mainey parha hai jabhi share kyaa.....
                                Faith tu bauht ager na hotaa tu aab tak tu namaz quran sub choor chuki hoti...aas ka diyaa jala rakhaa haii ..kabhitu is ki roshni zindagi ko roshan karey gii..na bhi hoi roshni tu khair haii ,kunk i know Allah is ka ajar Qayamat k din dey gaa jo is duniya sey barh ker hogaa
                                Bilkul yeh last wali baat bilkul drust kahi hai tum ney .. roshini ki umeed siraf is duniya key liye mat rakho - yeh duniya jhooti hai fani hai tootney wali hai khatam honey wali hai - siraf aakhrat per yaqin rakho - magar is ka matlab hargiz yeh nahin keh duniya ko bhool jao - duniya mein apney aap ko bacha ker ley jao .. yehi tumhari ibadat hai...

                                Working...
                                X