Re: hunnnnnnnnnnnn Muhabbat
Mohabbat sub sey pehely apney RUB sey hai:dua ,phir parents seyy:ghug: ....us k bad ager ap ko mohabbat ho bhi jati hai tu is ka mutlab hergiz nahi k app us ek ki kahtir apney parents ko choor doo :mm: ,kabhi kabhi parents bhi ghalat hosakta hai after all woh bhi insan hain mager is ka mutlab hergiz yeh nahi un k ehsanoo ko bhool ker hum ek ki peechain chal perain:tauba ,ager kabhi choice kerni parey tu its better to choose ur family .....
Ager kabhi app ki mohabt app ko choor jaye ya naseb main na likhi hoo tu hergiz apni zindagi nahi rookni chhayeaa .......ek simple si cheez haii maut her ek ko ani hai ek waqt ata ahi jub humarey parents main sey koi chala:comfort: jata hai ..tu kya un k janey sey zindagi ruk jatii ,kya 3din k sog k bad hum wapis apni routine per nahi atey jub humarey sub sey pyarey parents k janey sey waqt nahi rukta tu kya koi doosra shaks is sey bhi zyada imp hojata hai k hum us k ghum main ya us ki kahtir duniya choor dain.....nahi bilkul nahi :na: ..........
Mohabbat hai:love: ,hum sub main kisi na kisi soorat kisi na kisi k liya majoud haii ,bauht khobsoorat or haseen jazaba hai :phool: ,Allah ney bhi yeh duniyaa kisi ki mohabat main banaii .....hum bhi mohabbat kertey hai mager practically ager dekha jayee tu us mohabbat ko humari family or baqi cheezoo per foqiat denaa bewaqoofi hai ...kunk aaj kal bauht kum koi aisa haii jo deseve karain k us per jan di jayee siwaye huamrey parents k

Comment