Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mera College..!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Mera College..!!

    Asslmaolikum :rose
    Attached Files
    Allah

  • #2
    Re: Mera College..!!

    yaaram aap ke collg ka parh kar bohat acha laga :) bohat acha introduction likha he aap ne :thmbup:

    Comment


    • #3
      Re: Mera College..!!

      Shukrya shy aap bhiplzzzz apne colege ki yaad taaza karein yahan keunke mere aik dost hain wo kehte hain ke college life is golden life plzzz sab yahan apne apne college ka review pesh karein college ka naam beshak na show ho koi baat nahi :)
      Allah

      Comment


      • #4
        Re: Mera College..!!

        Originally posted by YAARAM
        Shukrya shy aap bhiplzzzz apne colege ki yaad taaza karein yahan keunke mere aik dost hain wo kehte hain ke college life is golden life plzzz sab yahan apne apne college ka review pesh karein college ka naam beshak na show ho koi baat nahi :)
        haan bilkul sahi baat he collg ke wo din wakai life ke khubsurat tareen din the,me zarur share karun gi :)

        Comment


        • #5
          Re: Mera College..!!

          jee shukrya wait rahe ga :)
          Allah

          Comment


          • #6
            Re: Mera College..!!

            hmm Waslam & Asslam O Alaikum,
            kasey ho Adnan ..!! Khoobsurat u have got all the history of ur college ..!! Apas di gal wey main college dey barey likh nahi sakda kyun kai main kadee college gya ee nahi :D dakhla hoya si par roz swimming karan tur jayee da si ..!! sade tey shaklan wee professor pul gaye san asee tanu ki dasna college ki si sada aes wastey parda ee raen dey avein bistiyan ho jandeyan nai :D jeeyunda rah khush rah

            Comment


            • #7
              Re: Mera College..!!

              Yaaram boht acha laga aap k college k baray mein jan kar, ab to wahan aa kar aap ki report bhi talab ki ja sakti hey..:D

              Aik bat nhi samajh aai...apnay mazmoonk aakhri peragraph ki aakhri satar ko ghaur se parho aur btao k yeh 50 tulba hein ya k asatzah hein jo k 1 principal ki qayadat mein taleemi taraqi k liye koshaan hein?

              Comment


              • #8
                Re: Mera College..!!

                Originally posted by Muskan
                Yaaram boht acha laga aap k college k baray mein jan kar, ab to wahan aa kar aap ki report bhi talab ki ja sakti hey..:D

                Aik bat nhi samajh aai...apnay mazmoonk aakhri peragraph ki aakhri satar ko ghaur se parho aur btao k yeh 50 tulba hein ya k asatzah hein jo k 1 principal ki qayadat mein taleemi taraqi k liye koshaan hein?
                Koi nahi ghalati ho hee jandi wey bandey kolon

                Comment


                • #9
                  Re: Mera College..!!

                  koi nai tussi dasso asi bardasht kar lawan ge yani ke tuwadi story vi kujh kujh sadey naal mildi aay
                  Allah

                  Comment


                  • #10
                    Re: Mera College..!!

                    hahah shukrya te Humari report to achi hi mile gi :D: aur han tum meri galtyaN pakrne se baaz nahi aana ......shavashe............main bhi jaan kar hi karta hoon galtyan :D:
                    Allah

                    Comment


                    • #11
                      Re: Mera College..!!

                      Originally posted by YAARAM
                      hahah shukrya te Humari report to achi hi mile gi :D: aur han tum meri galtyaN pakrne se baaz nahi aana ......shavashe............main bhi jaan kar hi karta hoon galtyan :D:
                      Yaaram sachiiii :blush: mein ne aap ki koi ghalti nhi nikaali mein ne to sirf yeh poocha k 50 assatzah hein ya k tulba?

                      Aaap jan boojh k ghaltiyan karen gay to zayada achay trreeeqay se seekhein gay:D.

                      Comment


                      • #12
                        Re: Mera College..!!

                        Originally posted by YAARAM
                        koi nai tussi dasso asi bardasht kar lawan ge yani ke tuwadi story vi kujh kujh sadey naal mildi aay
                        Jaan meri tanu tey fer pata college ki si tey kiwein si sanu tey college da rasta wee nahi si anda ik zamaney wich :D :D :D :D

                        Comment


                        • #13
                          Re: Mera College..!!

                          aho aay aksar honda aaye.......hahaha :D
                          Allah

                          Comment


                          • #14
                            Re: Mera College..!!

                            galti meri hi hay 50 ustaad hain .........:)
                            Allah

                            Comment


                            • #15
                              Re: Mera College..!!

                              Hmm........ acha to yeh hai tumhara college........

                              Ab hum apney college ke barey mei batayein to mei ne ek saal hi college mei parha tha ous ke baad private continue kiya tha ..... ous waqt college mei ek se ek boaring teacher tha kya kahein:tauba ...Haan bas Islamiyat ki humari teacher (indian muslim thi) buhut achi mehanti thi, ounhon ne sahi humeinsarey notes yaad kerwaye huwey they, revision kerwa kerwa ker nahi thakti theen, oun se kaho madam "we have already revised that" to oun ke mou per ek hi jawab hota tha " To phir se yaad kero itna paka rata hona chahiyeh ke koi neend mei bhi outha ker poochey to tum log far far suna do" :lol

                              Aur is ke ilawa ek homechonmics aur pak studies ki teacher thi wo yaan to khudh aa ker soyi rehti thi aur jis din wo nahi soti theen ous din hum last benches per baithey bags dest per samney rakh ker soyeh hotey they :D

                              Aur Ek udru ke boaring teacher they, wo pata nahi subject kya start kertey they aur pata nahi kis topic per pohanch jatey they ab aise mei oun se kya parhtey oun ke period mei akser hum library mei hotey they libraray Incharge se humari kafi achi soti thi ager koiteacher humein dhond'ta waha aa bhi jata to umein store mei chupne ki permission hoti aur ager hum paktey bhi jatey to wo keh detey " aaj mei ne in ki lib mei duty arrange ki thi"

                              Haan ek English ke teacher ke lectures interesting huwa kertey they, oun ka naam tha Sir. Joseph, oun ke perhaney ka tareeqa buhut acha aur interesting tha kabhi boriyat nahi hoti thi.

                              Is ke ilawa ab college ka naqsha aap ko kya bataoo, hum shuroo se hi ousi school college mei parhey they ous ke her koney se waqif they, akser jab chupeny ki kio jaga nahi milti thi to jo classes lock hoti thi oun ki khirkion se phalank ker ander chup ker khoob gapain mara kertey they ab jo class rooms already locked hain oun ki checking kon karey ga.

                              ab buhut ho gaya baqi phir kabhi batao gi :lol
                              sigpic

                              Comment

                              Working...
                              X