Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

A Request

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • A Request

    Bismillah-ur-Rahmaan-ur-Raheem
    Aasallam-o-Aallikum,
    Yeh meri pehli post hai aap sab se eik request kerna chahti hoon eik aise insaan ke liye jo sache dil se eik larki se bay inteha mohubaat kerta hai aus ke liye apne sab kuch chor choka hai larki bhi aus se bay inteha mohubaat kerti hai dono ke dil eik dosre ke liye dharkaty hai dono eik dosre ke liye jetay hai woh dono shadi kerna chahte hai likin jaise her kahani mein kuch problem hoti hai is tarha larki ke father ayna kani ker rahe hai woh larka aus larki ke liye kuch bhi kerne tayar hai aur aun ke mohubaat koi aam mohubaat nahi bus aap sab pegham users se ilteja hai ke aun dono ke liye duwa karein ke aun dono ke shadhi ho gai
    Her aahat pay woh mujhe mahsoos kerti hai
    Her soo mujhe taswoor woh kerti hai
    Mujhe salamat rekhna aya parwardigaar
    Mere liye nahi aus ki duwaoun mein meri zindagi rehti hai
    حنا طاہر



  • #2
    Re: A Request

    :mm: Ya Allah Khair:comfort:
    KOI TO HO :dua

    Comment


    • #3
      Re: A Request

      lol , madam , kiss duniya ki bat kar rahi hayien aap , ek banda jo ishq may apnay parents , sab ko choor sakta hay kia gurantee hay , kay uss larki sya wafa kary ga , jahan tak shadi ka sawal hay , tu duva tu ki ja sakti hay , per agar kismat may hi nahee tu koi kia karay...
      Or in the last , jo kam family ko naraz kar kay kia jay uska nateeja amoomn acha nahee dekha gia...
      Kher bhoot ishq ka hay , tu samjhany ka koi fyda nahee na uss larkay ko , na larki ko , kiu hum dushmani mol layien :p awien muft ki...

      Dua ki ja sakti hay hidayat ki , and behtari ki..

      Fe Aman Allah


      Comment


      • #4
        Re: A Request

        Allah Kare

        Comment


        • #5
          Re: A Request

          Bismillah-ur-Rahmaan-ur-Raheem
          Aasallam-o-Aallikum,
          Thanks every one jinho ne bhi parha aur jinho ne reply kiya buht buht shukriya aur Ajnabee ji thanks for the sugestion mein aapki baat se pori tarha sehmat hoon likin chorne se mera matlab woh nahi tha jo aapne samjha aaj bhi woh apne maan baap ki taraf apni zimadari buht aachi tarha nibha raha hai I personaly know him aus ke parents aus se buht kush hai kher waise meri bhi aapko eik advise hai humein kisi ke jazbaat ka masak nahi aurhna chahiye kiya pata kal humein bhi aus door se guzrna par gai mein manti hoon yeh woh waqt nahi woh zamana nahi jaha loog mohubaat per yaqeen rekhtay hoon per aaj bhi mohubaat mein wohi taqat hai aur aaj bhi kuch loog hai jo sachi mohubaat kertay hain wafa kertay hain aur ta qaymat nhibhatay bhi hain koi many na many yeh sach hai
          Zamane badal gai, insaan badal gai
          Waqt badal gaya
          Per muhubaat gaha thi aaj bhi wahi hai
          حنا طاہر


          Comment


          • #6
            Re: A Request

            Originally posted by danicool82 View Post
            Allah Kare
            Thanks Danicool :jazak:
            حنا طاہر


            Comment


            • #7
              Re: A Request

              Originally posted by moomo View Post
              :mm: Ya Allah Khair:comfort:
              Thanks Moomo :jazak:
              حنا طاہر


              Comment


              • #8
                Re: A Request

                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                Comment


                • #9
                  Re: A Request

                  Originally posted by yellowsky View Post
                  Thanks Yellow sky :jazak:
                  حنا طاہر


                  Comment


                  • #10
                    Re: A Request

                    :dua
                    INSHA ALLAH:dua

                    I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani


                    Comment


                    • #11
                      Re: A Request

                      Originally posted by champion_pakistani View Post
                      :dua
                      INSHA ALLAH:dua
                      Sukriya :jazak:
                      حنا طاہر


                      Comment


                      • #12
                        Re: A Request

                        Originally posted by heenathair View Post
                        Bismillah-ur-Rahmaan-ur-Raheem
                        Aasallam-o-Aallikum,
                        Thanks every one jinho ne bhi parha aur jinho ne reply kiya buht buht shukriya aur Ajnabee ji thanks for the sugestion mein aapki baat se pori tarha sehmat hoon likin chorne se mera matlab woh nahi tha jo aapne samjha aaj bhi woh apne maan baap ki taraf apni zimadari buht aachi tarha nibha raha hai I personaly know him aus ke parents aus se buht kush hai kher waise meri bhi aapko eik advise hai humein kisi ke jazbaat ka masak nahi aurhna chahiye kiya pata kal humein bhi aus door se guzrna par gai mein manti hoon yeh woh waqt nahi woh zamana nahi jaha loog mohubaat per yaqeen rekhtay hoon per aaj bhi mohubaat mein wohi taqat hai aur aaj bhi kuch loog hai jo sachi mohubaat kertay hain wafa kertay hain aur ta qaymat nhibhatay bhi hain koi many na many yeh sach hai
                        Zamane badal gai, insaan badal gai
                        Waqt badal gaya
                        Per muhubaat gaha thi aaj bhi wahi hai

                        First of all thnx Heena Tahir gee , mere bat ko samjhny ka , No 2 , yakeen karien mera maksad apka mazak urana nahee tha , na hi may nay koi aysi wasi harkat karnay ki kosish ki hay , uski reason yehi hay kay mujhy bhee nazar aa raha hay , kay mamla serious hay LAKINNNNNNNNN...

                        jiss trah aap nay pehlay situation describe ki , and jiss trah aap ab bata rahi hayien , there is difference , khood hi dekh lijiay...


                        iss liay , Unlilke others , i will pray what will best for ur sake , yani may apki behtari ki dua karon ga... mean agar shadi may apki behtari hui tu inshallah my prayers are with u like others but... :lpop:


                        Comment


                        • #13
                          Re: A Request

                          ALLAH...un kay haq main behtar kary...un ki sab mushkilaat door karay ..aur unhain sabar dy...AMEEN:dua

                          Comment


                          • #14
                            Re: A Request

                            our best wishes are with them...Allah un doono ke haq mein behtar karay
                            :thmbup:

                            Comment


                            • #15
                              Re: A Request

                              Allah un don ko khush rakhe un ki problems hal Kare(Ameen)
                              sigpic

                              Comment

                              Working...
                              X