Re: Khud Kalami
Tumeihn Tu naaz tha k Tum Ehsaas Ki Khushboo ko samjti ho...aur chahti b yehi ho k ..Doosray bhi ehsass Ko samjh lein kehna ki zaroorat nahi ho...magar phir..a kia ho giya....Kis Dasht ka safar hai ...K na Aas hai na Yaas...Na aankh hein na ashk.....Na Dil hai na...Wajood...Huma Kia ho giya hai Tumhein.....
Announcement
Collapse
No announcement yet.
Unconfigured Ad Widget
Collapse
Khud Kalami
Collapse
X
-
Re: Khud Kalami
Originally posted by Khalil View PostKhalil tum apny aap ko kiun tez samjty....
aur yeh kiun samjty hu k tum sab kaam ker laity hu
aur ager tom her kaam kar sakty hu to kiun nahi kerty...?
aakher konsi waja hy jis sy tum chup hu?
:kr:
Leave a comment:
-
Re: Khud Kalami
Khalil tum apny aap ko kiun tez samjty....
aur yeh kiun samjty hu k tum sab kaam ker laity hu
aur ager tom her kaam kar sakty hu to kiun nahi kerty...?
aakher konsi waja hy jis sy tum chup hu?
:kr:
Leave a comment:
-
Re: Khud Kalami
Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Postkabhi sochna, kabhi ghoor karna is baat par tumhaiN zaroor mehsoos hoga kay yeh baat saheh hai aur maiN yeh kehnay maiN haq'ba'janib hooN kay yeh thread gupshup maiN hona chaheay :hehe: wahaN ziada maza aaiy ga :blush:
Lagta hai Rullz samajdaar hotey ja rahey hein :khi:
Leave a comment:
-
Re: Khud Kalami
Originally posted by Masood View Post:mm: kitna mushkil hota hai? 1 lakh? 2 lakh? 10 lakh? ya is sey ziyada? Kya aaj kal key dor mein har shay ki qeemat nahin lagaii jaa sakti? Main bhi kehta hoon keh nahin - har shaye ki qeemat nahin lagaii jaa sakti - lekin is mein kitney feesad sachaii hai?
leykin sky hamein ye baat kaisey pata chalti hai key Zameer Haq per hai?
Leave a comment:
-
Re: Khud Kalami
Originally posted by yellowsky View Posthmmmmmmmm @ boring :P
phir agar zaban khamosh ho gai-----sochein khamosh ho gaien to Zameer chilla uthey ga aur zameer ko logon key muqaabley mey chup karana ziada mushkil hai

:mm: kitna mushkil hota hai? 1 lakh? 2 lakh? 10 lakh? ya is sey ziyada? Kya aaj kal key dor mein har shay ki qeemat nahin lagaii jaa sakti? Main bhi kehta hoon keh nahin - har shaye ki qeemat nahin lagaii jaa sakti - lekin is mein kitney feesad sachaii hai?
Leave a comment:
-
Re: Khud Kalami
Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
kuch na kaho, kuch na suno, kuch na dekho.....!! phir sab theek hai, dekho gaiy to bura lagay ga hee, aur jab bura lagay ga to lab khulaiN gaiy aur jab tumharay lab khulaiN gaiy to dosroN ki bhi sun'ni he paRay gee....!! behtar hai khud ko badal Dalo
phir agar zaban khamosh ho gai-----sochein khamosh ho gaien to Zameer chilla uthey ga aur zameer ko logon key muqaabley mey chup karana ziada mushkil hai
Leave a comment:
-
Re: Khud Kalami
Originally posted by yellowsky View PostAsalam alaikum Fungama Friends :salam:
Aap log key liye aik aur game ---jo game sey ziada aap ki sochon aap aur ki creativity bahar laye gi :hehe:
To kerna ye hai key aap ney Khud kalami kerni hai aur wo yun key jo bhi post aap key uper waley member ki hai --ussey perh ker aap key zeyhan mey jo pehli baat aye gi wo likhni hai
starting with Pata hai....
Mey shuru kerti hun
Pata hai Xenya---Pegham key saarey members bas Fun gama hi kheltey rehtey hein
kuch na kaho, kuch na suno, kuch na dekho.....!! phir sab theek hai, dekho gaiy to bura lagay ga hee, aur jab bura lagay ga to lab khulaiN gaiy aur jab tumharay lab khulaiN gaiy to dosroN ki bhi sun'ni he paRay gee....!! behtar hai khud ko badal Dalo
Leave a comment:
-
Re: Khud Kalami
Originally posted by yellowsky View Postdoosron key liye ehsaas rakhna waqai bohot mushkil hota ja raha hai
iss liye xain kabhi kabhi mey sochti hun key ya to mey pagal hun ya dunya waley pagal hein :hehe:
Leave a comment:
-
Re: Khud Kalami
udaasiyan bay sabab nahi.....udaasiyoon say kya nhi seekha hum nay
Leave a comment:
-
Re: Khud Kalami
doosron key liye ehsaas rakhna waqai bohot mushkil hota ja raha hai
iss liye xain kabhi kabhi mey sochti hun key ya to mey pagal hun ya dunya waley pagal hein :hehe:
Leave a comment:
-
Re: Khud Kalami
sochney key liye ehsaas ki zaroorat hai - ehsaas sab key paas hai magar aisa jis mein apni zaat ki fiker ziyada hai - doosron key liye ehsaas rakhna bohat mushkil hota jaa raha hai
Leave a comment:
-
Re: Khud Kalami
aaj ke khudgharzi ke zamane mein har koi dusre insaan ke liye fikarmandi se kaha sochta hai?
Leave a comment:
Leave a comment: