Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Khud Kalami

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Khud Kalami

    Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post




    kuch na kaho, kuch na suno, kuch na dekho.....!! phir sab theek hai, dekho gaiy to bura lagay ga hee, aur jab bura lagay ga to lab khulaiN gaiy aur jab tumharay lab khulaiN gaiy to dosroN ki bhi sun'ni he paRay gee....!! behtar hai khud ko badal Dalo
    hmmmmmmmm @ boring :P


    phir agar zaban khamosh ho gai-----sochein khamosh ho gaien to Zameer chilla uthey ga aur zameer ko logon key muqaabley mey chup karana ziada mushkil hai
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

    Comment


    • #17
      Re: Khud Kalami

      Originally posted by yellowsky View Post
      hmmmmmmmm @ boring :P


      phir agar zaban khamosh ho gai-----sochein khamosh ho gaien to Zameer chilla uthey ga aur zameer ko logon key muqaabley mey chup karana ziada mushkil hai

      :mm: kitna mushkil hota hai? 1 lakh? 2 lakh? 10 lakh? ya is sey ziyada? Kya aaj kal key dor mein har shay ki qeemat nahin lagaii jaa sakti? Main bhi kehta hoon keh nahin - har shaye ki qeemat nahin lagaii jaa sakti - lekin is mein kitney feesad sachaii hai?
      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

      Comment


      • #18
        Re: Khud Kalami

        Originally posted by yellowsky View Post
        hmmmmmmmm @ boring :P

        phir agar zaban khamosh ho gai-----sochein khamosh ho gaien to Zameer chilla uthey ga aur zameer ko logon key muqaabley mey chup karana ziada mushkil hai
        kabhi sochna, kabhi ghoor karna is baat par tumhaiN zaroor mehsoos hoga kay yeh baat saheh hai aur maiN yeh kehnay maiN haq'ba'janib hooN kay yeh thread gupshup maiN hona chaheay :hehe: wahaN ziada maza aaiy ga :blush:
        That's Enough...!!

        Comment


        • #19
          Re: Khud Kalami

          Originally posted by Masood View Post
          :mm: kitna mushkil hota hai? 1 lakh? 2 lakh? 10 lakh? ya is sey ziyada? Kya aaj kal key dor mein har shay ki qeemat nahin lagaii jaa sakti? Main bhi kehta hoon keh nahin - har shaye ki qeemat nahin lagaii jaa sakti - lekin is mein kitney feesad sachaii hai?
          Mushkilaaaaat.........aur uper sey un ki qeemat ......... hum her baat ko Qeemat mey kyun toltey hein? leykin yes kuch cheezon ki qeemat nahi hoti aur shayad ye aik sachai hai!

          leykin sky hamein ye baat kaisey pata chalti hai key Zameer Haq per hai?
          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

          Comment


          • #20
            Re: Khud Kalami

            Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
            kabhi sochna, kabhi ghoor karna is baat par tumhaiN zaroor mehsoos hoga kay yeh baat saheh hai aur maiN yeh kehnay maiN haq'ba'janib hooN kay yeh thread gupshup maiN hona chaheay :hehe: wahaN ziada maza aaiy ga :blush:

            Lagta hai Rullz samajdaar hotey ja rahey hein :khi:
            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

            Comment


            • #21
              Re: Khud Kalami

              Khalil tum apny aap ko kiun tez samjty....
              aur yeh kiun samjty hu k tum sab kaam ker laity hu
              aur ager tom her kaam kar sakty hu to kiun nahi kerty...?
              aakher konsi waja hy jis sy tum chup hu?
              :kr:

              Comment


              • #22
                Re: Khud Kalami

                Originally posted by Khalil View Post
                Khalil tum apny aap ko kiun tez samjty....
                aur yeh kiun samjty hu k tum sab kaam ker laity hu
                aur ager tom her kaam kar sakty hu to kiun nahi kerty...?
                aakher konsi waja hy jis sy tum chup hu?
                :kr:
                hum ummid ko her bar KHL bhai ke reply perh ke hansne se mana karte hain... :tauba per KHL bhai ke reply perh ke ummid ki hansi hi nahi rukti....:kr:

                Comment


                • #23
                  Re: Khud Kalami

                  Tumeihn Tu naaz tha k Tum Ehsaas Ki Khushboo ko samjti ho...aur chahti b yehi ho k ..Doosray bhi ehsass Ko samjh lein kehna ki zaroorat nahi ho...magar phir..a kia ho giya....Kis Dasht ka safar hai ...K na Aas hai na Yaas...Na aankh hein na ashk.....Na Dil hai na...Wajood...Huma Kia ho giya hai Tumhein.....

                  Comment


                  • #24
                    Re: Khud Kalami

                    Kabhi kabhi hum chahtey hein key sab kuch ya thora sa kuch hamari sochon jaisa ho jaye ---leykin akser aeysa hota nahi hai--ya aeysa kerna hamari dastar'ss mey nahi hota hai ---sochein to hamari apni phonch mey hoti hien ---issi liye shayad hum apni sochon ko badal leytey hein -------
                    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                    Comment


                    • #25
                      Re: Khud Kalami

                      ha khud kalami hamzad ka to aj kal bas khud se kalam rehta he pata nahi khud se kia kia baten karti rehti he

                      Comment


                      • #26
                        Re: Khud Kalami

                        Aamir miyaan, toon aithay betha aein...dunia te chun te pohanch gai aye :blush:
                        :thmbup:

                        Comment


                        • #27
                          Re: Khud Kalami

                          Originally posted by yellowsky View Post
                          Lagta hai Rullz samajdaar hotey ja rahey hein :khi:
                          ScorpioN to hotay he samajhdar haiN :wk
                          That's Enough...!!

                          Comment


                          • #28
                            Re: Khud Kalami

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            Aamir miyaan, toon aithay betha aein...dunia te chun te pohanch gai aye :blush:
                            ooy khuda ka wasta to chand par na jaeeN :blush:, warna loog chand dekhna choR daiN gaiy :(
                            That's Enough...!!

                            Comment


                            • #29
                              Re: Khud Kalami

                              Originally posted by ScorpioN_RulzZ View Post
                              ooy khuda ka wasta to chand par na jaeeN :blush:, warna loog chand dekhna choR daiN gaiy :(

                              Fari ya log chand kay pechay kiun par gay hain.........:tomato: :tomato: :tomato: :tomato:

                              Comment


                              • #30
                                Re: Khud Kalami

                                Originally posted by fari View Post
                                Fari ya log chand kay pechay kiun par gay hain.........:tomato: :tomato: :tomato: :tomato:
                                yahan sanjeedgi say khud kalami karo warna xeni khala dantaiN gee
                                That's Enough...!!

                                Comment

                                Working...
                                X