Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Khud Kalami

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Gul-e-Lala
    replied
    Re: Khud Kalami

    her morr per zindagi aik niya sawal kyun samney ley aati hai bhala? aur hamain akser inn sawalon k jawab kyun nahin aatey aakhir :(

    Leave a comment:

  • *Rida*
    replied
    Re: Khud Kalami

    shukriya...

    waisay mairay us swal ka jawab dai saktay hain aap ...jo main nay ummid aur sam say kia hai.....
    aisa kiun hota hai aur phir humain kia karna chahiye....

    Leave a comment:

  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: Khud Kalami

    aap ne to bohat bahaduri wala jawaab diya :blush:

    Leave a comment:

  • *Rida*
    replied
    Re: Khud Kalami

    Originally posted by ummid View Post
    Allah khair .... kya howa rida ji?????:(
    Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
    kya huwa ..........:comfort:
    ab problem thori change ho gai hai.....aap loagooN nay woh shair tu suna hi hoga...
    ajeeb halqa-eahbaab hai muqaddar mein
    qadam qadam peh maira maan toot jata hai
    aisa kiun hota hai

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    Aap ko doctor ne soochnay se mana kia tha kia :D
    nahin...

    Leave a comment:

  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: Khud Kalami

    kidney mein stone ho to itna dukh kyoon hota he...lolz

    Leave a comment:

  • *Duaa*
    replied
    Re: Khud Kalami

    apnay nazar andaaz karien to itna dukh kiyun hota hay...?

    Leave a comment:

  • Z.
    replied
    Re: Khud Kalami

    Originally posted by Me Here View Post
    well aj to shaid buhat kuch kehne ka dil ker raha hai:)
    rough c zindagi mai smoothness lana sumtimes hamare buss se bahir hoota hai or shaid qismat ka ziada hath hoota hai is main........chalte chalte jab insaan door kahin pohanch jae to parao ki zaroorat bhi mehsoos hooti hai......per parao dalna buss mai na ho or halaat hi aise na hoon to shaid sab jheel jana chahye khaamoshi se.............
    well shaid tum bhi ik Fur k jesi ho.......urti ho,,,thak jati ho per koi tehni nahi milti parao k lye:)
    :rose

    Leave a comment:

  • ummid

    kahein rukna ya parao dalna bewaqoofi hoti hai me here.... "jahan baazu simat'te hain wahein sayaad hota hai...." hume chalna hai... bus chalna... humara nizam waisa hi banaya gaya hai... hume chalte hi rehna hai... humare samne do hi option hai zindagi aur maut.... zindagi chalne ka naam hai.. aur maut parao ka.. daymi parao... humare samne koi teesri raah nahi rakhi gai.... hume yeh sumjh lena chahiye... :)
    khush raho..aur haan thakna nahi....
    best wishes for you chanda...

    Leave a comment:

  • Shaim
    replied
    Re: Khud Kalami

    well aj to shaid buhat kuch kehne ka dil ker raha hai:)
    rough c zindagi mai smoothness lana sumtimes hamare buss se bahir hoota hai or shaid qismat ka ziada hath hoota hai is main........chalte chalte jab insaan door kahin pohanch jae to parao ki zaroorat bhi mehsoos hooti hai......per parao dalna buss mai na ho or halaat hi aise na hoon to shaid sab jheel jana chahye khaamoshi se.............
    well shaid tum bhi ik Fur k jesi ho.......urti ho,,,thak jati ho per koi tehni nahi milti parao k lye:)

    Leave a comment:

  • *Duaa*
    replied
    Re: Khud Kalami

    larki....tumhari mujhay kuchh samajh nhi aati......matt maari gai hay tumhaari:tauba

    Leave a comment:

  • *Duaa*
    replied
    Re: Khud Kalami

    har cheez ko khud peh sawaaar mat kiya karo larki....

    Leave a comment:

  • snobbish
    replied
    Re: Khud Kalami

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    khoon saaf bhi hota he
    ye mien khaan darculaoon ki basti mien aah giya ....

    Leave a comment:

  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: Khud Kalami

    Originally posted by Rida View Post
    main na socha bhi nahin tha keh aisa ho ga
    Aap ko doctor ne soochnay se mana kia tha kia :D

    Leave a comment:

  • Mr. Sialkoty
    replied
    Re: Khud Kalami

    Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
    jin ka dil saaf ho oun ka khhon bhi saaf hota hai ........ u ki tarah nahi :zuban:
    Originally posted by ummid View Post
    Aap kis khushi mein huss rahi hein, Saima ne to JIN ke dil ki baat ki he :tauba

    Leave a comment:

  • 'SamRazi'
    replied
    Re: Khud Kalami

    Originally posted by Rida View Post
    main na socha bhi nahin tha keh aisa ho ga

    kya huwa ..........:comfort:

    Leave a comment:

Working...
X