Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Arrange- or Love Marriage

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Arrange- or Love Marriage

    Originally posted by shy
    arrange marriage is best

    God bless you bacha :D .
    sigpic

    Comment

    • #17
      Re: Arrange- or Love Marriage

      yeah u all said it..meri nazriye se dekho ge to dono ki choiche honi cahiye,,,maa paap ki aur apni bhi,,,,,akhir kabhi kabaar mom and dad bhi ghalti kar sagte hai yaro......woh bhi insana hi hai....aksar suna hai ke arrange marriage hue lekin mom and dad se chot moti ghaltiyan ho jati hai....jin ki wajjah se bachoun ka aitbaar uth jata hai arrange marriages se.......har koi thora hi na perfect hota hai....aur offcourse parenents wohi karte hai jo unka tajarba kehta hai lkein agge jo allah ko manzoor ho.,,,,,, qismat mei kya likha hota hai u never know..... is liye allah ke uper faisla insaan chor dette hai....lekin akhir mei faisla to ya hum ya humare waldaan karte hai na.....

      aur yeh to sub ko hi maloom hai ke parents ka tajjarba sahi hota hai......lekin zaroori nahi ke unka tajjarba hamesha kaam aye..........mei eik ladki ki kahani sunati houn meri friend nahi lekin mei usko achi tarha janti houn......uski do bari bahne thi jin ki shadi arrange thi.......to ladki ho apne mom and dad ke tajjarboun bar aur unki pasand be 100 % yaqen tha......akhir kaar uski eik din mangni ho gay,,,,aur arrange thi....usko ladka theek hi laga yani she thought he was OK..... then uski shadi ke din nazdeeg a rahe the,,,woh ladka rozana fon karta ,,, flower bhejta aur hamesha ladki ke mom and dad ko apne decision mei fakhr mehsoos karwata

      akhir woh din a hi gaya ke ladki ke bhai ne usko ladke ko apni hi classfellow ke saath baklra dono college ke kone mei kya kaam kar rahe the hahaha u wont even imagine...nikamme loog.........akhir is mei insaan yeh bhi nahi keh sagta ke parents ki ghalti thi kjunke us ladke ne apni mom and dad ki baat rakhi lekin side be apni hi ayashiyan karta tha............aur ladki ko shurruh se mehsoos to yehi tha na ke he was only ok..... then koi na koi baat to thi hi.,,,,,

      i think allah ka shukkar tha ke ladki ke bhai ko maloom ho gaya.... warna us ladki ki zindegi arrange marriage se pehle hi khatam ho jati,. thats just one example......i actually got alot on arrange marriages aaand offcourse on love marriages,,,,,,is liye kehti houn ke dono ka hona cahiye..bahci ya bache ko bhi razamandi hona cahiye or parents ko bhi ,,, and most of all ALLAH ko bhi

      Comment

      • #18
        Re: Arrange- or Love Marriage

        Originally posted by SaPpHiRe
        yeah u all said it..meri nazriye se dekho ge to dono ki choiche honi cahiye,,,maa paap ki aur apni bhi,,,,,akhir kabhi kabaar mom and dad bhi ghalti kar sagte hai yaro......woh bhi insana hi hai....aksar suna hai ke arrange marriage hue lekin mom and dad se chot moti ghaltiyan ho jati hai....jin ki wajjah se bachoun ka aitbaar uth jata hai arrange marriages se.......har koi thora hi na perfect hota hai....aur offcourse parenents wohi karte hai jo unka tajarba kehta hai lkein agge jo allah ko manzoor ho.,,,,,, qismat mei kya likha hota hai u never know..... is liye allah ke uper faisla insaan chor dette hai....lekin akhir mei faisla to ya hum ya humare waldaan karte hai na.....

        Assalaam o alekum,

        ji sap aapki baat kuch hud tak durust hai lekin main to itnaa hi kahongaa ke kee bhi maan yaa baap jaan boojh ker apni aulaad ke liye dukh nahin khareedtaa aaj ke daur mien khaas taur per kisi ko pehchaanaa baraa mushkil kaam hai , hum teen bhai ek bahen hain lekin Allaah kaa karam hai hum sabki ki shaadiyaan waalidain ki merzi se huee aur Allaah ke karam se sab khush hain to yeh zaroori nahin ke arrange marriage mien hi aisa hoonien ke imqaanaat hote hain aise masaayil to love marriage mien bhi ho jaayaa kerte hain to aise haalaat mien qasoorwaar/ghalati kiss ki hoogi larkaa larki yaa unke maan baaap?? saari baatoon kaa labb o labaab yeh hai ke Allaah nien jo likh diyaa hai wo to hoonaa hi hai hum insaan usske faisle ke aage kuch nahin ker saktaa
        :tang: RISK IS MY BUSINESS

        DANGER IS MY GAME

        DONT PLAY WITH ME
        BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:

        Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe

        Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe

        Comment

        • #19
          Re: Arrange- or Love Marriage

          hey khurram .......remember one think meine love marriages ki tarafdari nahi ki...... not at all...i just said ke kafi logoun ko sirf arrange marriages be yaqeen hai aaj ke daur mei bhi.....offcourse arrange marriages is cool lekin ladki ladko ko bhi us opposit ke bare mei pata hona cahiye

          meri bahnoun ki bhi arrange marriages hui hai allah ka shukkar hai dono khoush hai....so its not like i dont belive in it..actually i think arrange marriages is cooler then love marriages....but the cooles is dono ka mix......thats what im saiyng thats all

          Comment

          • #20

            arey arey aap yeh naa samjhien ke humnien aapse yeh kahaa ke aap love marriages ki tarafdaari ker rahi hain humnien to sirf yeh kahaa ke maan baap jaan boojh ker apni aulaadoon ke liye dukh nahin khareedte samjhin aap her maan baap ke dil mien armaan hootaa hai ke unki aulaadien khush o khurram rahien
            :tang: RISK IS MY BUSINESS

            DANGER IS MY GAME

            DONT PLAY WITH ME
            BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:

            Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe

            Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe

            Comment

            • #21
              Re: Arrange- or Love Marriage

              ya mei samajh rahi houn....im not studpid yeah khurram jee lolzz i know what ur talking about...

              besides that i know every parents love their children....but like all of us parents are only human beens.....so i know they have a lot of experience buut with the modern world....they also need som help sometimes with understanding the modern way......i do belive that my parents will find the best for me.....but not last but at least ill make sure that my husband is my cup of tee........which i think everyone shud

              Comment

              • #22
                Re: Arrange- or Love Marriage

                Originally posted by SaPpHiRe
                love marriages arrange marriges or both mixed

                Bela bolti to tum ho is mein koi shak nahin aur mujh sey ziyada behtar kon janta hai keh tum kitni batooooooooooni ho :tang:

                Na arrange shadiyaan aaj kal kaamyabi ki zamanat rahi hain aur na love shadiyan. Pehley dor mein waldein ki kardah shadiyon ko har haal mein poora kiya jata tha, aaj bhi hota hai, magar aaj kal insaan ki apni apni sochein bhi hain. Agar arrange ya love ki shadi mein woh kuchh hasil na ho to log juda honey ko mayoob nahin samajtey, pehley talaaq ko sab sey bada daagh samjha jaata tha.

                Sab sey behtreen tareeqah merey nazdeek yeh hai keh waldein aulad sey poochh kar apney tajarbey ki bina per faesla karein. Aulad ki marzee ko kabhi neglet nahin karna chahiye. Aur isi tarha waldein ki narazgi ley kar bhi aulad kaamyab nahin hoti. (halankeh main ney yahan tak dekha hai keh apni marzi karney wali aulad khush bhi hai aur ujri hui bhi) so that depends alot on qimsat. Agar qismat achhi ho to zindagi achhi guzar jati hai. Aisa bhi hai keh love/arrange marriage mein zindagi to guzari jaa rahi hai magar insaan aik doosrey sey bohat hi door hai.

                Hmmm it's very difficult. Sab sey aham baat qismat ki hai, agar qismat saath hai to har shadi kaamyab hai!
                tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                Comment

                • #23
                  Re: Arrange- or Love Marriage

                  yeah masood i know ik batooni and i know u love me for it yeah

                  masood look qismat mei jo likha hota hai woh to hota hi hai....lekin kabhi kabar zindegi ki rah hum khud chunte hai.....aur jub do rraste samne houn to kis ko chunoge yeh to tum khud hi faisla karte ho....agge jage phir jo rasta ata hai us mei qismat to different khel khelti hai

                  yani if u preer arange marriages then u choose one qismat and if u pprefer love marriages then u choose another qismat........yani apni qismat ka akhir hote hote insaan khud hi banata hai rasta

                  Comment

                  • #24
                    Re: Arrange- or Love Marriage

                    Pehlay Arrange keroo phir us say love ker loo .. hahaha kaisa ;)

                    Comment

                    • #25
                      Re: Arrange- or Love Marriage

                      Originally posted by Masood
                      Sab sey aham baat qismat ki hai, agar qismat saath hai to har shadi kaamyab hai!

                      Dont agree......... sab insan ke apney amal per hota hai, wo wahi pata hai jis ka haqdar hota hai. Kismat ka is se kcuh amal dhakal nahi, yeh aur baat ke insan khudh apney pass mojood naimto'n ko jhultayeh aur kismat ko dosh dai.
                      sigpic

                      Comment

                      • #26
                        Re: Arrange- or Love Marriage

                        Arrange Marriage Ya Love Marriage...Dilemma...Confusion

                        Main ne kai logon ko dekha, ke jo log Love Marriage karte hain, shaadi ke baad "Love" mein kami aa jati hai, shaadi ke baad bahut ladte jhagadte hain, maar pit aur divorce ki bhi baat aa jaati hai.

                        Arrange marriage thik hai but aaj kal ke parents apni marzi aur apni fayede ke liye arrange karwate hain (I am talking groom side),

                        Arrange marriage ho but arrange se pehle (ladka-ladki) ek dusre ko jaan lena zaroori hai

                        Matlab ke 4 veto chahiye

                        Boy's
                        Girl's
                        Girl's parents
                        Boy's Parents

                        all of them OK...then it is OK.
                        Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                        Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                        Comment

                        • #27
                          Re: Arrange- or Love Marriage

                          After marriage "Understanding" bahut major point hai. Kam ya zyadah daily life ko balance kar ke chale, agar ek short temper hai to dusra normal ho jaaye, agar dusra short temper hai to pehla normal ho jaye. (in extreme condition,)

                          Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                          Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                          Comment

                          • #28
                            Re: Arrange- or Love Marriage

                            Originally posted by Saima Shaheen
                            Dont agree......... sab insan ke apney amal per hota hai, wo wahi pata hai jis ka haqdar hota hai. Kismat ka is se kcuh amal dhakal nahi, yeh aur baat ke insan khudh apney pass mojood naimto'n ko jhultayeh aur kismat ko dosh dai.

                            Assalaam o alekum,

                            saima mujhe aapki iss baat se bilkool ittefaaq nahin ke qismat kaa dakhal nahin hootaa maan lien biwi apnien miyaan se behud pyaar kerti hai usski her baat per labbaik kerti hai yaani ke her woh kaam jo ek neak dil biwi ko kernaa chaahiye woh kerti hai phir bhi miyaan usse khush nahin ab aap bataayien issmien biwi kaa kyaa qasoor hai lekin ab usski qismat mien jab yeh likhaa hai to koee kuch nahin ker saktaa Allaah nien jo likh diyaa hai aapki qismat mien wo hi hoonaa hai phir aap chaahe kuch bhi ker lien
                            :tang: RISK IS MY BUSINESS

                            DANGER IS MY GAME

                            DONT PLAY WITH ME
                            BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:

                            Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe

                            Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe

                            Comment

                            • #29
                              Re: Arrange- or Love Marriage

                              Originally posted by khurram_shaikh

                              I dont know Khurram, I feel ke kismat ka amal dhakal humari zindagi mei hota hai magar humari khushion yaan gham mei nahi, insan jab acha kaam karey to ousey khushi milti hai bura karey to ous ka anjam bhi pata hai to phir kismat ka amal dhakal is mei kaha se aa gaya. Jahan tak aap ne miyan biwi ki misal di to sahi hai k ek biwi husband ko her khushi dene k liyeh ous ki fermabardari kerti rahi, magar kya is mei yeh galati nahi ke husband ki khushi ke liyeh ous ki her jayez-o-najayez baat maan li jayeh, yeh bhi to galat hai. Akser aisa hi hota hai wifes obey their husbands blindly and husbands take them for granted. In such situations I think those wifes are mistaken. :donno:

                              sigpic

                              Comment

                              • #30

                                uuuufffffffffffffff main kahaan apna sir takraa rahaa :hathora :tauba saima ki bachchi miyan biwi ki mainien ek misaal di hai aur tum usse kahaan leg gayi suno abhi ager office mien hogi to plzzzzz office kaa kaam kaaro mera bheejaa mat khaaao :tang:
                                :tang: RISK IS MY BUSINESS

                                DANGER IS MY GAME

                                DONT PLAY WITH ME
                                BCOZ KHURRAM IS MY NAME :tang:

                                Kisi nien bhi to naa dekha nigaah bher ke Mujhe

                                Gaya phir aaj kaa din bhi udaas ker ke mujhe

                                Comment

                                Working...
                                X