Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

school life!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #61
    Re: school life!

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    Aap ke baray mein jaan ke bohat khushi hui...aap ke baray mein jo shak tha aap waisi he niklein :kr:

    ye khushi wali baat to samjh aa gae per doosri baat mein kuch gherr berr lag rahi hai :cc: :lol
    "All I have learned from Life is that I know nothing."

    Comment

    • #62
      Re: school life!

      Originally posted by Gul-e-Lala View Post

      Jese mein akser kehta rehta hon "mein to aisa larka he nahi" bilkul aap ne sabit ker diya ke "aap to waisi he larki nikli" jesa mein ne soocha tha :khi: bari laiq faiq kuri niklein aap to, pehlay kyoon nahi bataya :kr:
      :thmbup:

      Comment

      • #63
        Re: school life!

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        Jese mein akser kehta rehta hon "mein to aisa larka he nahi" bilkul aap ne sabit ker diya ke "aap to waisi he larki nikli" jesa mein ne soocha tha :khi: bari laiq faiq kuri niklein aap to, pehlay kyoon nahi bataya :kr:
        believe me hamain aaj se pehley khud nahi pata tha k ham laiq faiq hain :lol aur sab se herat ki baat ye hai k I sound Laiq Faiq. wow zaberdast na :lol
        "All I have learned from Life is that I know nothing."

        Comment

        • #64
          Re: school life!

          Originally posted by Gul-e-Lala View Post
          goody good.nice to know about ur school life :rose ham nahin roye thay. ab yad nahi kyun:cc: hamara khyal hai k humain farewell k baad bhi classes attend kerni thein :( tou farewell k din woh feelings nahin aae thein jo last day of school k liye maksoos hoti hain.

          classes tu mujehy bhi attend krni thi..fare well bhi thi pr yeh tu maloom hogaya tha k bus woh last school day haii..us k bad waisa schedule school main nahi miley ga....isi liya sub kuh choortey howey roona araha thaa..:)

          Comment

          • #65
            Re: school life!

            Originally posted by aquari View Post

            yup I can understand. this is natural :) hamare sath aik prob ye bhi hai k jahan rona ho wahan nahi aata aur jahan strong rehne ki zaroorat hoti hai wahan foran aansoo nikal aatey hain :lol
            "All I have learned from Life is that I know nothing."

            Comment

            • #66
              Re: school life!

              Originally posted by Gul-e-Lala View Post
              believe me hamain aaj se pehley khud nahi pata tha k ham laiq faiq hain :lol aur sab se herat ki baat ye hai k I sound Laiq Faiq. wow zaberdast na :lol
              Aap jis tarah react ker rahi hein yeh bohat natural si baat he. you know jub mere teacher mujay kabi nalaik kehtay thay to mein bhi yahi kehta tha ke mujay aaj se pehlay is baat ka nahi pata tha :kr:
              :thmbup:

              Comment

              • #67
                Re: school life!

                Originally posted by aquari View Post
                :khi: ......larkiya itni hi sensitive hoti haii..:blush:
                app ko college ki azadi main charm nazar araha thaa ...pr kuch baatoo ka maza pabndi main howa krta haii.....
                waisey phr app ney thoori tension li k nahi ?
                such poocho us waqt to bilkul tension nahi li, mein ne piza, burger khaya pepsi pi, aur bilkul tension nahi li...haan matric ke papers dene ke baad jub mein farig hua gaya tub larkiyon ke roonay kay sabab ka pata chala :blush:
                :thmbup:

                Comment

                • #68
                  Re: school life!

                  Originally posted by Gul-e-Lala View Post
                  yup I can understand. this is natural :) hamare sath aik prob ye bhi hai k jahan rona ho wahan nahi aata aur jahan strong rehne ki zaroorat hoti hai wahan foran aansoo nikal aatey hain :lol
                  larkiyon ke aansu itni aasani se nikaltay hein jese darbay ko khoolnay se murgiyaan:kr: i always wonder, ke aisa kese ho sakta he, koi itni aasani se aur bila waja kese roo sakta he :tauba

                  you know meri class mein kuch larkiyaan bohat achi bhi thein lekin exams ke dooran paper saamnay rakh ke rooti hui nazar aati thein...you know ager aik question mein kahin mistake ho gai to roona shuru ker deti thein, aur mein papers se pehlay cricket kheelta tha subhu, papers dene ke baad cricket kheelta tha, lekin phir bhi class mein first aa jata tha :blush:
                  :thmbup:

                  Comment

                  • #69
                    Re: school life!

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    Aap jis tarah react ker rahi hein yeh bohat natural si baat he. you know jub mere teacher mujay kabi nalaik kehtay thay to mein bhi yahi kehta tha ke mujay aaj se pehlay is baat ka nahi pata tha :kr:
                    yani aap bhi HAQEEQAT ko hamari tarah he tasleem kerte hain. goody good :lol
                    "All I have learned from Life is that I know nothing."

                    Comment

                    • #70
                      Re: school life!

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      such poocho us waqt to bilkul tension nahi li, mein ne piza, burger khaya pepsi pi, aur bilkul tension nahi li...haan matric ke papers dene ke baad jub mein farig hua gaya tub larkiyon ke roonay kay sabab ka pata chala :blush:

                      jub sabab pata laga tu roona aya k nahi.....?

                      Comment

                      • #71
                        Re: school life!

                        Originally posted by Gul-e-Lala View Post
                        yup I can understand. this is natural :) hamare sath aik prob ye bhi hai k jahan rona ho wahan nahi aata aur jahan strong rehne ki zaroorat hoti hai wahan foran aansoo nikal aatey hain :lol
                        ha kabhi kabhi aisa bhi hota hai...yeh main bhi krti hoo k kabhi tu ek dum pathar or kabhi zara si baat pr rooney beth jati hoo

                        Comment

                        • #72
                          Re: school life!

                          Originally posted by munda_sialkoty View Post
                          larkiyon ke aansu itni aasani se nikaltay hein jese darbay ko khoolnay se murgiyaan:kr: i always wonder, ke aisa kese ho sakta he, koi itni aasani se aur bila waja kese roo sakta he :tauba

                          you know meri class mein kuch larkiyaan bohat achi bhi thein lekin exams ke dooran paper saamnay rakh ke rooti hui nazar aati thein...you know ager aik question mein kahin mistake ho gai to roona shuru ker deti thein, aur mein papers se pehlay cricket kheelta tha subhu, papers dene ke baad cricket kheelta tha, lekin phir bhi class mein first aa jata tha :blush:
                          wow aap tou larkiyun ki sensitivity per poori taqreer ker sakte hain. aur ye senstivity larrkiyun ki aik extra khubi hoti hai. aakhir Sentimental aur Emotional hona her kisi k bus ki baat tou nahi hoti na :lol
                          "All I have learned from Life is that I know nothing."

                          Comment

                          • #73
                            Re: school life!

                            School life meri life ki sub se aachi life thi ....

                            kiya ladies teachers thi .......mast look ....:blush:
                            :khi:

                            Comment

                            • #74
                              Re: school life!

                              Originally posted by Gul-e-Lala View Post
                              yani aap bhi HAQEEQAT ko hamari tarah he tasleem kerte hain. goody good :lol
                              ub mein ager khud se aisa kahon ga to mujay sharam bhi aa sakti he na :blush:
                              :thmbup:

                              Comment

                              • #75
                                Re: school life!

                                Originally posted by aquari View Post
                                jub sabab pata laga tu roona aya k nahi.....?
                                Ji roona to kabi nahi aaya, haan albata thoori tension zaroor le gaya :tauba
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X