Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

school life!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: school life!

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    Lagta he kisi ne kuch likha he...kul ki ainak tooti hui he is liye sahi se lub he nahi raha :tauba
    :cc: haain is ka kya matlab hy gee.....?????

    Comment

    • #47
      Re: school life!

      Originally posted by fari View Post
      meray pas dimag ha ..........mai app ka sabaq yaad rakhti hon:blush: :masha Abb is ka matlaab ya nahi:na: kah ma ap ki tarhan dimag bhi na rakhon:zuban:
      Kahin tum yeh to nahi keh rahi ke tum aik bagair-dimaag walay ustaad ki shagird ho, kahin aisi baatein ker ke tum apnay aap ko pagal sabit kerne ki kaamiyaab kooshish to nahi ker rahi :blush:
      :thmbup:

      Comment

      • #48
        Re: school life!

        Originally posted by miss sng View Post
        :cc:
        yeh aap apni juwon ko disturb kyoon ker rahi hein ji :blush:

        mere kehnay ka matlab yeh tha ke aap ka font colour bohat light he...isay dark keejiye :blush:
        :thmbup:

        Comment

        • #49
          Re: school life!

          nhi gee .....

          ok main kar dyti hoon...

          Comment

          • #50
            Re: school life!

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            Kahin tum yeh to nahi keh rahi ke tum aik bagair-dimaag walay ustaad ki shagird ho, kahin aisi baatein ker ke tum apnay aap ko pagal sabit kerne ki kaamiyaab kooshish to nahi ker rahi :blush:

            :lpop: Nahi tu .......Mai tu ap ko bagir dimaag kay ustaad:tasali: aur khud ko Genius sabit karnay ki kamyaab kosish kar rahi hon

            Comment

            • #51
              Re: school life!

              school life is best life n lovely life.main studies main bohat achi thi lakin ab utni achi nahi rahi.school main fighting bohat kam hoti thi.zyada ter lerkiaan mujh say friendship kerna pasand kerti theen bal k ab b bohat lerkiaan dosti kerti hain.isi liye main khud ko bohat lucky kehti hoon.
              Gham To Likha So Likha Taqdeer ny Meri Zindagi Main

              Ye Raton Ko Der Tk Neend Na Ana Kis Gunaah Ki Saza Hai

              Comment

              • #52
                Re: school life!

                wah school life ki baat hi kuch oor hai!

                I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani

                Comment

                • #53
                  Re: school life!

                  hamari school life tou bhot khubsurat thi. jab ham KG mein gaye tou hamare barrey bhyya 5th mein thay and he was the Headboy of the school tou sab buchon per hamara Tehka hota tha:lol phir jese jese ham barre hote gaye tou teachers ko pata nahi kiya ghalti lagney lagi k hamain examz mein marks bhi zayada deney lag gaye aur her kaam mein aagey laney lag gaye :blush:. ham ney bhi khub faida uthaya:lol I hv enjoyed every bit of my school life. curricular aur co-curricular sab activities mein hamain aagey ker diya jata tha.academics mein tou kabhi masla nahi raha k Abba ki rozana ki class ne hamin hamesha class mein agey rakha. sirf games mein nahi participate kerte thay baqi debates declamations mein ham ney 5 years apney school ka apney region mein record nahi torreney diya. es k ilawa house president, school prefect, stage secretary etc esey kaamon mein khub rahey.
                  9th mein aney k baad being the president of my house hamain alternative months per Library ka charge lena hota tha aur 10th k end tak ham ney sari library chaat dali thi. uss waqt jab literature ki itni samjh nahi thi ham ney Reader's Digest se le ker Shafiq ur Rehman ki Lehren tak bhot sari books perrh dali thein. it was fun

                  kiya yad kara diya . hamain school life mein jis tarah teachers ney encourage aur polish kiya baad ki saari life mein kamyabiyan sirf ussi confidence ki waja se hain. jitna exposure hamain tab mila tha utna phir kabhi nahi mila.
                  "All I have learned from Life is that I know nothing."

                  Comment

                  • #54
                    Re: school life!

                    Originally posted by fari View Post
                    :lpop: Nahi tu .......Mai tu ap ko bagir dimaag kay ustaad:tasali: aur khud ko Genius sabit karnay ki kamyaab kosish kar rahi hon
                    yaani ustaad se budtameezi ker rahi ho :lpop:
                    :thmbup:

                    Comment

                    • #55
                      Re: school life!

                      Originally posted by lucky View Post
                      school life is best life n lovely life.main studies main bohat achi thi lakin ab utni achi nahi rahi.school main fighting bohat kam hoti thi.zyada ter lerkiaan mujh say friendship kerna pasand kerti theen bal k ab b bohat lerkiaan dosti kerti hain.isi liye main khud ko bohat lucky kehti hoon.
                      aray waah aap to waqee lucky hein :blush:
                      :thmbup:

                      Comment

                      • #56
                        Re: school life!

                        Originally posted by Gul-e-Lala View Post
                        hamari school life tou bhot khubsurat thi. jab ham KG mein gaye tou hamare barrey bhyya 5th mein thay and he was the Headboy of the school tou sab buchon per hamara Tehka hota tha:lol phir jese jese ham barre hote gaye tou teachers ko pata nahi kiya ghalti lagney lagi k hamain examz mein marks bhi zayada deney lag gaye aur her kaam mein aagey laney lag gaye :blush:. ham ney bhi khub faida uthaya:lol I hv enjoyed every bit of my school life. curricular aur co-curricular sab activities mein hamain aagey ker diya jata tha.academics mein tou kabhi masla nahi raha k Abba ki rozana ki class ne hamin hamesha class mein agey rakha. sirf games mein nahi participate kerte thay baqi debates declamations mein ham ney 5 years apney school ka apney region mein record nahi torreney diya. es k ilawa house president, school prefect, stage secretary etc esey kaamon mein khub rahey.
                        9th mein aney k baad being the president of my house hamain alternative months per Library ka charge lena hota tha aur 10th k end tak ham ney sari library chaat dali thi. uss waqt jab literature ki itni samjh nahi thi ham ney Reader's Digest se le ker Shafiq ur Rehman ki Lehren tak bhot sari books perrh dali thein. it was fun

                        kiya yad kara diya . hamain school life mein jis tarah teachers ney encourage aur polish kiya baad ki saari life mein kamyabiyan sirf ussi confidence ki waja se hain. jitna exposure hamain tab mila tha utna phir kabhi nahi mila.
                        Aap ke baray mein jaan ke bohat khushi hui...aap ke baray mein jo shak tha aap waisi he niklein :kr:
                        :thmbup:

                        Comment

                        • #57
                          Re: school life!

                          Meri school life Allah ka shukar hai start sey hi bauht achi rahi..:alhamd:

                          teachers ko kabhi tang nahi krti thi ...or hamesha class k achey bachoo main mera naam ata thaa

                          pr sahi ka poorey school main fame mila jub main 7th class main aai..phir aisa koi event nahi hota jis main participate na krtii..koi aisi cheez nahi jahan mera naam nahi diya jata tha...
                          Events main hamesha back stage kaam krti thi..main 8th class sey leker matric tak hr event ki organizer rahi..or khhob pazeerai mili...parhai main bhi merey notes poori class main copy kya jatey theyy..specialy urdu or islamiat...jub k science or maths ki teaches ki bhi favourite thi..

                          bauht achi ..or befikri ki zindagi thi....jub school ka last day tha tu sub sey pehley mainey roona start kya thaa phir sub mujhey chup krwatey krwatey roo parey they....bus matric k bad sey phr kabhi zindagi main sukkon nahi mil saka ek dum life chanfe hogai..isi liya mujhey merey school days bauhtt anmoool lagtey hain:)

                          Comment

                          • #58
                            Re: school life!

                            Originally posted by aquari View Post

                            aap ke baray mein jaan ker bohat acha laga.

                            aap ki baat ne mujay bhi matric ka last day remind kerwaya, jub mein bohat excited tha ke chalo school se jaan chooti :kr: ub college ki aazadi...to hamari class ki aik larki ne roona start ker diya, phir kia tha ke saari larkiyaan roonay lag gaein :khi: aur mein confuse ho gaya aur soochnay laga mein khawa makhwa mein khush ho raha hoon halanke yeh waqt to tension lene ka he :khi:
                            :thmbup:

                            Comment

                            • #59

                              :khi: ......larkiya itni hi sensitive hoti haii..:blush:
                              app ko college ki azadi main charm nazar araha thaa ...pr kuch baatoo ka maza pabndi main howa krta haii.....
                              waisey phr app ney thoori tension li k nahi ?

                              Comment

                              • #60
                                Re: school life!

                                Originally posted by aquari View Post
                                Meri school life Allah ka shukar hai start sey hi bauht achi rahi..:alhamd:

                                teachers ko kabhi tang nahi krti thi ...or hamesha class k achey bachoo main mera naam ata thaa

                                pr sahi ka poorey school main fame mila jub main 7th class main aai..phir aisa koi event nahi hota jis main participate na krtii..koi aisi cheez nahi jahan mera naam nahi diya jata tha...
                                Events main hamesha back stage kaam krti thi..main 8th class sey leker matric tak hr event ki organizer rahi..or khhob pazeerai mili...parhai main bhi merey notes poori class main copy kya jatey theyy..specialy urdu or islamiat...jub k science or maths ki teaches ki bhi favourite thi..

                                bauht achi ..or befikri ki zindagi thi....jub school ka last day tha tu sub sey pehley mainey roona start kya thaa phir sub mujhey chup krwatey krwatey roo parey they....bus matric k bad sey phr kabhi zindagi main sukkon nahi mil saka ek dum life chanfe hogai..isi liya mujhey merey school days bauhtt anmoool lagtey hain:)
                                goody good.nice to know about ur school life :rose ham nahin roye thay. ab yad nahi kyun:cc: hamara khyal hai k humain farewell k baad bhi classes attend kerni thein :( tou farewell k din woh feelings nahin aae thein jo last day of school k liye maksoos hoti hain.

                                Working...
                                X