Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Serious Replyz Please

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #76
    Re: Serisue Replyz Please

    Originally posted by LoVeR~PrInCe View Post
    ghirna aur sbalna ak aur baat hai

    jaan k booj k ghirna ya to alag baat hai

    ab koe ya to nahi chahay ga k wo jo kaaam kar raha hai us man wo nakaam ho

    ya nkaami to u ski weeknes ki waja say hoti hai us say kahen na kaheen koe ghalti ho jati hai jis ki waja say wo nakaam ho jaata hai .... ab agli bar wo ahtyaat kartahai k wo us ghalti ko sahi kare ....

    kabi kabi aysa hota hai k hum jo soochte hian hota us k olta hia ...

    ab is ko agher hum ya kahe k jaan booj k humne olta kiya to ya b to sahi nai ho ga
    u r absolutely right, no one wants failures in his/her life, but before doing something important u must judge ur abilities and the actual tasks as well, either u over or under estimate ur self in both cases most of times failure occurs, but to judge actual situation guarentees about the results, if failure in one act is due to one one reason and during reoccurance again some other cause is gonna generated then it means u r not judging the things as these are, thats my point of view.

    Comment

    • #77
      Re: Serisue Replyz Please

      Originally posted by munda_sialkoty View Post
      and the wise person is who maintain a certain symetry in the relations

      right :thmbup:

      Comment

      • #78
        Re: Serisue Replyz Please

        Originally posted by LoVeR~PrInCe View Post
        kiya ya sach hai k jo zyada mzaaq karta hai us ki zindgi b ak mzaaq ban k rah jaati hai :)

        ji yeh sahi hai......
        her cheez mein aitedal hona chahiye.... mayana rawi ke liye tu huamra deen bhi kaihta hai.... mazaq ho ya sanjeedgi ya koi aur baat.. her kaam limit mein karna chahiye... kisi bhi cheez ki zyadati nooqsan dah hoti hai.....
        i dont know ke aap ko kitabein perhne ka kitna shooq hai.... per kabhi mooqa mile tu "syaed Insha".... (ibn e insha) ki life story parhiyega..... aap ko aap ke sawal ka jawab mil jayega..... yeh wahi hai jin ki woh ghazal bauaht famous hoi thi... "kul chudhvi ki raat thi.. shub bhar raha charcha tera.."... kabhi waqt mila tu zaror parhiyega in ki kahani...
        khush rahiye....

        Comment

        • #79
          Re: Serisue Replyz Please

          Originally posted by ummid View Post

          ji zror jab main faragh howa to is ko zroor parhon ga ... waisay maine zyada kitabay nahi parhi matlib ya shiar o shaery wghara ki

          haan bas ak kitaab prhi thi MUKHTYAAR SHAH KI

          MUHABBAT KIYA HIA .....

          mujay kaafi psand aaye thi is liye apni khareed ...

          Comment

          • #80
            Re: Serisue Replyz Please

            Originally posted by LoVeR~PrInCe View Post
            ji zror jab main faragh howa to is ko zroor parhon ga ... waisay maine zyada kitabay nahi parhi matlib ya shiar o shaery wghara ki

            haan bas ak kitaab prhi thi MUKHTYAAR SHAH KI

            MUHABBAT KIYA HIA .....

            mujay kaafi psand aaye thi is liye apni khareed ...
            well yeh sahiry ki koi kitab nahi:na: ... yeh "swanh e hayat" hai...in english "biography"...
            humesha aisi kitaben parhni chahiye.... is se inspiration milti hai....
            aur phir yun hota hai ke sawal kisi aur se nahi.. khud se poochne per bhi jawab mil jaate hain...:)
            khush rahiye..

            Comment

            • #81
              Re: Serisue Replyz Please

              Originally posted by ummid View Post
              well yeh sahiry ki koi kitab nahi:na: ... yeh "swanh e hayat" hai...in english "biography"...
              humesha aisi kitaben parhni chahiye.... is se inspiration milti hai....
              aur phir yun hota hai ke sawal kisi aur se nahi.. khud se poochne per bhi jawab mil jaate hain...:)
              khush rahiye..
              hummm

              ab to zror parhon ga

              main bhai khalil say poochon ga un k paas hoti hian bohat saari ketabay i know ya b ho gi

              Comment

              • #82
                Re: Serisue Replyz Please

                Originally posted by LoVeR~PrInCe View Post
                hummm

                ab to zror parhon ga

                main bhai khalil say poochon ga un k paas hoti hian bohat saari ketabay i know ya b ho gi
                good..
                khush rahiye...

                Comment

                • #83
                  Re: Serious Replyz Please

                  Originally posted by LoVeR~PrInCe View Post
                  kiya ya sach hai k jo zyada mzaaq karta hai us ki zindgi b ak mzaaq ban k rah jaati hai :)
                  muje lagta hay zindagi aik diwar k tarah hay...jo iski taraf pehnko gay...wohi bounce hokar wapis aye ga...har dafa nahi...magar ziada tar:) ...to' agar aap ziada mazaq karain gay...to' chahay aap kisi din serious bhi ho'jain...log samjhay ga'in k aap mazaq kar rahay ha'in aur usay mazaq main tal da'ingay:embarasse

                  magar mairay experience k mutabiq...jo ziada mazaq karta hay...uski soach ki log kam respect kartay hain...:donno:

                  isiliye mazaq acha hota hay, magar har cheez ki ziada'dati buri hoti hay na:salam:
                  Finding truth - Finding love
                  These diamonds sparkle from lights above

                  Lorraine Venner

                  Comment

                  • #84
                    Re: Serious Replyz Please

                    Originally posted by LoVeR~PrInCe View Post
                    kiya ya sach hai k jo zyada mzaaq karta hai us ki zindgi b ak mzaaq ban k rah jaati hai :)
                    aeysa ho bhi sakta hai
                    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                    Comment

                    • #85
                      Re: Serious Replyz Please

                      Originally posted by chalakie View Post
                      muje lagta hay zindagi aik diwar k tarah hay...jo iski taraf pehnko gay...wohi bounce hokar wapis aye ga...har dafa nahi...magar ziada tar:) ...to' agar aap ziada mazaq karain gay...to' chahay aap kisi din serious bhi ho'jain...log samjhay ga'in k aap mazaq kar rahay ha'in aur usay mazaq main tal da'ingay:embarasse

                      magar mairay experience k mutabiq...jo ziada mazaq karta hay...uski soach ki log kam respect kartay hain...:donno:

                      isiliye mazaq acha hota hay, magar har cheez ki ziada'dati buri hoti hay na:salam:
                      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                      Comment

                      • #86
                        Re: Serisue Replyz Please

                        Originally posted by ummid View Post
                        well yeh sahiry ki koi kitab nahi:na: ... yeh "swanh e hayat" hai...in english "biography"...
                        humesha aisi kitaben parhni chahiye.... is se inspiration milti hai....
                        aur phir yun hota hai ke sawal kisi aur se nahi.. khud se poochne per bhi jawab mil jaate hain...:)
                        khush rahiye..
                        :thmbup:
                        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                        Comment

                        • #87
                          Re: Serious Replyz Please

                          Originally posted by chalakie View Post
                          muje lagta hay zindagi aik diwar k tarah hay...jo iski taraf pehnko gay...wohi bounce hokar wapis aye ga...har dafa nahi...magar ziada tar:) ...to' agar aap ziada mazaq karain gay...to' chahay aap kisi din serious bhi ho'jain...log samjhay ga'in k aap mazaq kar rahay ha'in aur usay mazaq main tal da'ingay:embarasse

                          magar mairay experience k mutabiq...jo ziada mazaq karta hay...uski soach ki log kam respect kartay hain...:donno:

                          isiliye mazaq acha hota hay, magar har cheez ki ziada'dati buri hoti hay na:salam:

                          ap k jwab son k acha laga ...

                          bzurgh kahte hain pahle toolo phir bolo

                          par smaj man abi aaya ya sab

                          Comment

                          • #88
                            Re: Serious Replyz Please

                            Originally posted by yellowsky View Post
                            aeysa ho bhi sakta hai

                            aysa hona nai chahye

                            Comment

                            • #89
                              Re: Serious Replyz Please

                              yaar yeh batain to jo ker AMAN UL ALLAH MASTANA NASEEM VICKY ZULFE SY poch ..........wo bee sumra Paa k

                              Comment

                              • #90
                                Re: Serious Replyz Please

                                Originally posted by Khalil View Post
                                yaar yeh batain to jo ker AMAN UL ALLAH MASTANA NASEEM VICKY ZULFE SY poch ..........wo bee sumra Paa k

                                un say mil nai saktato kaisay pochon

                                Comment

                                Working...
                                X