Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Serious Replyz Please

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #61
    Re: Serisue Replyz Please

    Originally posted by LoVeR~PrInCe View Post
    wasay jaisa k 5 ungalyan brabar nahi hoti waisay hi har ak ka mzaaq ak jaisa nahi hota ya to insan insan pe depand karta hai


    kuch ka mzaaq dil ko acha lagta hai aur kuch ka bura

    YEH 5 fingers barabar nahi hoti.......haa kabhi kabhi kisi ka maaq acha bhi lagta hai but kabhi kabhi ...:)

    Comment


    • #62
      Re: Serisue Replyz Please

      Originally posted by aquari View Post
      Har waqt seriuos rehney waley weak hoteyhain..........but i think her wqaqt joke kerney waleyy weak hotey ..hum baat yeh kerrahey hai Sir k her waqt mazaq kerna sahi haii ?............i know acha sense of humour app ki personality main ek nikahr lata hai but the point si little and nice joke ,..,...not all the time and cheap jokes
      cheap jokes ki baat nahi ker raha...aap ke jokes bhi aap ki personality ko represent kerte hein...lekin aik baat pe mein aur emphasize kerna chahon ga...ke aap kisi bhi department mein hoon, insaanon ko insaan he samjiye...unhein hawa na banaein...her waqt ka mazak acha nahi yeh to her koi jaanta he
      :thmbup:

      Comment


      • #63
        Re: Serisue Replyz Please

        Originally posted by munda_sialkoty View Post
        another thing...if you got a good sense of humour or confidence...you will dominate on others in no time.

        last week mein Bank mein gaya check cash kerwanay...wo bank bohat bara he aur wahan pe at a time 4 cashiers hotay hein...wahan pe rush dekha to bohat ghusa aaya...khair merta kia na kerta...wahan pe khara ho gaya...aur wait kerne laga...kuch der baad aik cashier ne mere token ki aawaz lagai...jaldi se mujay paisay pakra diye...mujay kuch chootay note chahiye thay, mein ne usay chootay notes ke liye kaha to mujay kehnay laga "SORRY MAN" lekin mein bhi aik musalsal shareef aur lagataar masoom insaan tha...aisay kese janay wala tha...me forun boola aap jaldi se apni ainak lagaein...pehlay meri taraf ghoor se dekha aur phir boola...kyoon janab...mein phir boola aap apni ainak lagein...sabi loog dekhnay lagay meri taraf...mere peechay khara aik aadmi boola kyoon unhoon ne notes galat de diye...mein ne kaha nahi...inhoon ne mujay "Sorry MAM" kaha he...i knew ke us ne mujay sorry Man kaha tha Sorry Mam nahi...lekin badla to laina tha na :lol cashier confuse ho gaya kehnay laga yeh hamaray dermeyaan jo mootay sheeshay ki dewar he is liye aap ko aisa laga...mein ne aankh mein ke to teen gawah bana liye, sabi kehnay lagay haan cashier bhaiya aap ne MAM kaha he...mein ne kaha ke lagta he aap canada se perh ke aaye hein...is mazak mein baki do cashier bhi uth ke apnay saathi ko mazak kerne lagay...wo bechara inthai confuse ho gaya :hehe: mujay kehta he aap note laiye mein aap ko chootay note de deta hoon :lol

        ap ne to us bechaare ki moft man hjaamat bana di sab k saamne :khi:

        Comment


        • #64
          Re: Serisue Replyz Please

          Originally posted by aquari View Post
          YEH 5 fingers barabar nahi hoti.......haa kabhi kabhi kisi ka maaq acha bhi lagta hai but kabhi kabhi ...:)
          mujay zyada tar swalon k jwab mil gaye sukarya

          Comment


          • #65
            Re: Serisue Replyz Please

            Originally posted by munda_sialkoty View Post
            cheap jokes ki baat nahi ker raha...aap ke jokes bhi aap ki personality ko represent kerte hein...lekin aik baat pe mein aur emphasize kerna chahon ga...ke aap kisi bhi department mein hoon, insaanon ko insaan he samjiye...unhein hawa na banaein...her waqt ka mazak acha nahi yeh to her koi jaanta he

            Yes bilkul insan insan ko smajhey ..mager yahan waqt kis k pass haii yahan loog apney gher waloo ko nahi smajh patey,apney zindagi bhar sath rehney waley humsafar ko nahi smajh patey or kabhi kabhi hum kisi ko bauht achi tarha smah letey hai k phir us k samney is cheez ki importance hi khatum hojati hai k woh humain samjheyy woh just sooch leta haii k yar yehtu mujehy samjh raha haii guzara ker raha hai kafi haii...

            Haa kisi ka hawa banana ghalat hai .....right k app k jokes ki quality app ki personality ko represent krti haii.
            Last edited by aquari; 9 February 2007, 08:31.

            Comment


            • #66
              Re: Serisue Replyz Please

              Originally posted by LoVeR~PrInCe View Post
              mujay zyada tar swalon k jwab mil gaye sukarya

              u r :welcome:

              Comment


              • #67
                Re: Serisue Replyz Please

                Originally posted by miss sng View Post
                gee right:lpop:
                isi liy to humery face per smile hoti hy...
                na k rooni shakal banai hoti hy:lpop:
                keep on wearing smile on ur face...you will always be happily welcomed by everyone :)
                :thmbup:

                Comment


                • #68
                  Re: Serisue Replyz Please

                  Originally posted by LoVeR~PrInCe View Post
                  maien to ak aam sa swaal pocha ... ab insan k sath bohat kuch hota hai aur insan ghir k hi sbalta hai waisay ya koe buri baat nai kyon k tokhre khaa k sbalna b zyada kuch sikha deta hai
                  main ne bhi i think general sa ans hi diya hia,or jo baar baar gir keh sanbhalta hai woh insaan kabhi kuchh nahi seekhta bulkeh hamesha loose hi kerta hia,haan yeh life hia ek baar ek hi maamle mian ager insaan ghalat ho to theek hai but ussi ghalti to baar baar kerna i don't think so keh woh insaan kuchh seekh raha hai,yeh bhi ek fact hai keh insaan keh sath jo kuchh guzerta hai uss se woh zaiada seekhta hai,but woh ek aadh baar hi hota hia,werna baar baar ager seekhne keh liya girna hai to phir woh insaan kuchh seekhna hi nahi chahta.

                  Comment


                  • #69
                    Re: Serisue Replyz Please

                    Originally posted by LoVeR~PrInCe View Post
                    ap ne to us bechaare ki moft man hjaamat bana di sab k saamne :khi:
                    Is se behtar yeh nahi tha ke wo mera mutalba time pe pura ker deta :blush:
                    :thmbup:

                    Comment


                    • #70
                      Re: Serisue Replyz Please

                      Originally posted by aquari View Post
                      Yes bilkul insan insan ko smajhey ..mager yahan waqt kis k pass haii yahan loog apney gher waloo ko nahi smajh patey,apney zindagi bhar sath rehney waley humsafar ko nahi smajh patey or kabhi kabhi hum kisi ko bauht achi tarha smah letey hai k phir us k samney is cheez ki importance hi khatum hojati hai k woh humain samjheyy woh just sooch leta haii k yar yehtu mujehy samjh raha haii guzara ker raha hai kafi haii...

                      Haa kisi ka hawa banana ghalat hai .....right k app k jokes ki quality app ki personality ko represent krti haii.
                      i think you get my point now :)

                      lekin yeh jo aap ne kaha ke loog apnay ghar walon ko nahi samaj patay, apne relatives ko nahi samaj paatay...to mere khyaal mein yeh un loogon ki kamzoori he jo samaj nahi paatay...aisay loog professionally fit to ho saktay hein lekin socially nahi...rishton ko samajna aur un ke mutabik apnay aap ko dhaalna ya chalna thoora mushkil he...lekin thoori se sense ziada use kerne se yeh masla masla nahi rehta...i always say...be clear in ur relations...aap ko pata hona chahiye ke samnay walay se aap ka rishta kia he aur is rishtay ke takazay kia hein...aap ko in takazon ko baherhaal pura kerna he hota he...ager aap apni jaan bachaein ge to aisi soorat-e-haal saamnay aai gi jo aap ne beyaan ki...
                      :thmbup:

                      Comment


                      • #71
                        Re: Serisue Replyz Please

                        Originally posted by musaddaq View Post
                        main ne bhi i think general sa ans hi diya hia,or jo baar baar gir keh sanbhalta hai woh insaan kabhi kuchh nahi seekhta bulkeh hamesha loose hi kerta hia,haan yeh life hia ek baar ek hi maamle mian ager insaan ghalat ho to theek hai but ussi ghalti to baar baar kerna i don't think so keh woh insaan kuchh seekh raha hai,yeh bhi ek fact hai keh insaan keh sath jo kuchh guzerta hai uss se woh zaiada seekhta hai,but woh ek aadh baar hi hota hia,werna baar baar ager seekhne keh liya girna hai to phir woh insaan kuchh seekhna hi nahi chahta.

                        ghirna aur sbalna ak aur baat hai

                        jaan k booj k ghirna ya to alag baat hai


                        ab koe ya to nahi chahay ga k wo jo kaaam kar raha hai us man wo nakaam ho

                        ya nkaami to u ski weeknes ki waja say hoti hai us say kahen na kaheen koe ghalti ho jati hai jis ki waja say wo nakaam ho jaata hai .... ab agli bar wo ahtyaat kartahai k wo us ghalti ko sahi kare ....


                        kabi kabi aysa hota hai k hum jo soochte hian hota us k olta hia ...


                        ab is ko agher hum ya kahe k jaan booj k humne olta kiya to ya b to sahi nai ho ga

                        Comment


                        • #72
                          Re: Serisue Replyz Please

                          Originally posted by munda_sialkoty View Post
                          Is se behtar yeh nahi tha ke wo mera mutalba time pe pura ker deta :blush:

                          us nay to jaan choranay k liye kaha ho ga

                          Comment


                          • #73
                            Re: Serisue Replyz Please

                            jaan itni aasani se thoori choot'ti he :blush:
                            :thmbup:

                            Comment


                            • #74
                              Re: Serisue Replyz Please

                              Originally posted by munda_sialkoty View Post
                              i think you get my point now :)

                              lekin yeh jo aap ne kaha ke loog apnay ghar walon ko nahi samaj patay, apne relatives ko nahi samaj paatay...to mere khyaal mein yeh un loogon ki kamzoori he jo samaj nahi paatay...aisay loog professionally fit to ho saktay hein lekin socially nahi...rishton ko samajna aur un ke mutabik apnay aap ko dhaalna ya chalna thoora mushkil he...lekin thoori se sense ziada use kerne se yeh masla masla nahi rehta...i always say...be clear in ur relations...aap ko pata hona chahiye ke samnay walay se aap ka rishta kia he aur is rishtay ke takazay kia hein...aap ko in takazon ko baherhaal pura kerna he hota he...ager aap apni jaan bachaein ge to aisi soorat-e-haal saamnay aai gi jo aap ne beyaan ki...

                              Haa wohi tu baat hai k samjhney wala bhi tu hoo yahan tadad samjhaney waloo ki zayda haii ....:)
                              Haa her rishtey k apney taqazey hai or in main balance kereny wala hi kamyab haii

                              Comment


                              • #75
                                Re: Serisue Replyz Please

                                and the wise person is who maintain a certain symetry in the relations
                                :thmbup:

                                Comment

                                Working...
                                X