Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Serious Replyz Please

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: Serisue Replyz Please

    Originally posted by LoVeR~PrInCe View Post
    bohat hi sukarya ...

    mera ya hai k ak tak kisi nay tooka nahi ya agher tooka hia to maine soni nahi


    par ghalti mari apni hi thi kyon k mujay sooch smaj k chalna chahye

    par wo kahte hian na

    ghirte hian shahswar hi medaanoh man
    wo tifl'bel hi kiya ghire jo moh k bal chalay

    aysa hi tha i think agher ghalit hia to sahi kar do ap

    GIRTEY HAI SHEHSAWAR HI MAIDAN-JUNG MAIN ....:salam:

    Yehi tu baat hai yeh youth ki age hi aisi haii k hum suna nahi chahtey ...or jo sunta hai no doubt woh kamyab rehta haii hum apni youth main boltey zayda or suntey kum haii ...khair app ko ehsas horaha haii its better i don't know main app ko zayda janti nahi k kitni dair hogai haii ya kitni nahi .mager kehtey hai naa

    Subhaa ka bhoola sham ko gher ajye tu ussey bhoola nahi kehtey

    Comment


    • #47
      Re: Serisue Replyz Please

      Originally posted by miss sng View Post
      gee bilkul..aj kal loop pata nhi kasi kasi bate'in karty hain ..aur pata chalta hy k gee mazak kr rhy hain....:pagal:

      tankeed ka nishana bana her kisi ko........
      kisi ki koi weakness pakar kar..usy tang karna..ge hum mazak kar rhay hain..:budhu:

      mazaak to wo hy na k....us say kisi ko takleef bhee na hoo.....bohat light sa.....

      aj kal wasay kisi ko janna ho na to usky mazak say he andaza lagaya ja sakty hy k kis type ka banda hy:lpop:

      kabi kabi to aysa b hota hai k jo logh mzaaq karte hin kisi dosre say wo un k mzaaq man un ki hoosla afzae karta hai yan bura nahi maanta bilkol


      to wo yahi smaj laite hian shayad wo always right hai un ki batain kisi ko buty nahi lag sakti

      coz wo to siraf ak mzaaq hai

      aur phir wo har ak say aysay hi mzaaaq karna shoro kar daite hian jaisa k wo apni traf say sahi smajtay han

      Comment


      • #48
        Re: Serisue Replyz Please

        Originally posted by miss sng View Post
        gee bilkul..aj kal loop pata nhi kasi kasi bate'in karty hain ..aur pata chalta hy k gee mazak kr rhy hain....:pagal:

        tankeed ka nishana bana her kisi ko........
        kisi ki koi weakness pakar kar..usy tang karna..ge hum mazak kar rhay hain..:budhu:

        mazaak to wo hy na k....us say kisi ko takleef bhee na hoo.....bohat light sa.....

        aj kal wasay kisi ko janna ho na to usky mazak say he andaza lagaya ja sakty hy k kis type ka banda hy:lpop:
        Ager aap ki baat ko formula bana liya jaye to mein yeh kahon ga ke hum dooston ki company mein aik shareef aur seedha saadha bunda survive nahi ker sakta, bulke wo to complex ka shikaar ho ke he mer jaye ga :lpop:
        :thmbup:

        Comment


        • #49
          Re: Serisue Replyz Please

          Originally posted by aquari View Post
          Bilkul theek kaha dear .....ager mizah dekhna hai tu app early 80s k drama dekhoo kitna khoobsoorat mazaq hota hai lafz aam hai mager humrey faces per smile ley atey hai ya urdu adab parhoo kitni khoobsoorti sy baat kahi jati haii ...Bazouq logo ka mazaq bhi zouq wala hota haii ............like humrey gher k bareyy

          waisay ya b hota hai k kabi kabi to bare b mzaaq karne say baaz nai aatay

          Comment


          • #50
            Re: Serisue Replyz Please

            Originally posted by miss sng View Post
            mery khayal main mazak karny main koi harj nhi...but wohe na k..her time nhi..
            aur na he asa mazak karna chahiy k...bad main app ko sharmindgi hoo

            wo kahte hian na


            kmaan say nikla howa teer


            aur mohn say nikli hoe baat wapis nai aa sakti

            Comment


            • #51
              Re: Serisue Replyz Please

              Originally posted by LoVeR~PrInCe View Post
              waisay ya b hota hai k kabi kabi to bare b mzaaq karne say baaz nai aatay
              Ji bilkul yehbarey wohi hotey hai jo mujh or app jaisi ages main nahi samjh patey k hum apni personality bigar rahey hainn or phir wahi k dair hoajti haii or app wali baat k chhatey ya na cahtey howey bhi ..apni adat ko badal nahi pateyyy

              Comment


              • #52
                Re: Serisue Replyz Please

                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                Ager aap ki baat ko formula bana liya jaye to mein yeh kahon ga ke hum dooston ki company mein aik shareef aur seedha saadha bunda survive nahi ker sakta, bulke wo to complex ka shikaar ho ke he mer jaye ga :lpop:
                apni apni sooch ...apna apna andaaz..

                jo cheezain humain achi nhi lagte'in zarori nhi k dosaroon ko bhe achi na lagain.........

                app ka matlab hy k.........bongay..aur ulty seedhy..fazool mazak karny sy insan complex ka shikaar nhi hota..:mm: ..

                Comment


                • #53
                  Re: Serisue Replyz Please

                  Originally posted by aquari View Post
                  GIRTEY HAI SHEHSAWAR HI MAIDAN-JUNG MAIN ....:salam:

                  Yehi tu baat hai yeh youth ki age hi aisi haii k hum suna nahi chahtey ...or jo sunta hai no doubt woh kamyab rehta haii hum apni youth main boltey zayda or suntey kum haii ...khair app ko ehsas horaha haii its better i don't know main app ko zayda janti nahi k kitni dair hogai haii ya kitni nahi .mager kehtey hai naa

                  Subhaa ka bhoola sham ko gher ajye tu ussey bhoola nahi kehtey

                  mujay kaafi arsa ho gaya net use karte howe ... par jab waqat aaya to dooston nay mari sab baaton ko mzaaq man liya


                  kyon k mari apni hi ghalti thi main har waqat un say mzaq hi karta rahta tha ,...

                  chahay wo ghum chopnay k liye tha yan phir un ko hansane k liye .... par un ki nazar man to main joker hi ban gaya

                  aur ab mujay ahsaas howa k main ketna ghalti pe tha

                  Comment


                  • #54
                    Re: Serisue Replyz Please

                    Originally posted by munda_sialkoty View Post
                    Being all time serious shows that you are socially week person. Mein ne jitnay bhi confident loog dekhay hein especially professors...90 percent of them got amazing sense of humour. Regardless of whatever you tend or pretend to be...just see that casual way of conversation is always helpful boosting up ur confidence. You live in karachi..right. I have many friends from karachi some of them are so silly that sometimes even they don't recognize/understand a joke...if you tease or joke they remain as normal as they are deaf and dumb...it vividly reflects how much they lack the sense of humour and more to it the sense of understanding. to me the sense of humour and sense of understanding are directly proportional to each other. I don't believe in being passive and absent-mindedness...what i believe in is that the little jokes make you more social and competible with others
                    Har waqt seriuos rehney waley weak hoteyhain..........but i think her wqaqt joke kerney waleyy weak hotey ..hum baat yeh kerrahey hai Sir k her waqt mazaq kerna sahi haii ?............i know acha sense of humour app ki personality main ek nikahr lata hai but the point si little and nice joke ,..,...not all the time and cheap jokes

                    Comment


                    • #55
                      Re: Serisue Replyz Please

                      Originally posted by LoVeR~PrInCe View Post
                      wel said ...


                      kiya aap k sath kabi koe aysa waaqya howa hia ap ki apni life man
                      zaroori nahi keh aap keh saath ho hi to aap seekhain aap dossroon ko dekh keh bhi bohat kuchh seekh sakta hian,or offcourse her sensible banda jab iss dunia mian rehta hai or dealings kerta hia to sab seekhta hia,haan ager apni eyez close rakh keh khud ko hi hamesha right samjhian to zaroor aap khhata khate hian,

                      Comment


                      • #56
                        Re: Serisue Replyz Please

                        Originally posted by aquari View Post
                        Ji bilkul yehbarey wohi hotey hai jo mujh or app jaisi ages main nahi samjh patey k hum apni personality bigar rahey hainn or phir wahi k dair hoajti haii or app wali baat k chhatey ya na cahtey howey bhi ..apni adat ko badal nahi pateyyy

                        wasay jaisa k 5 ungalyan brabar nahi hoti waisay hi har ak ka mzaaq ak jaisa nahi hota ya to insan insan pe depand karta hai


                        kuch ka mzaaq dil ko acha lagta hai aur kuch ka bura

                        Comment


                        • #57
                          Re: Serisue Replyz Please

                          another thing...if you got a good sense of humour or confidence...you will dominate on others in no time.

                          last week mein Bank mein gaya check cash kerwanay...wo bank bohat bara he aur wahan pe at a time 4 cashiers hotay hein...wahan pe rush dekha to bohat ghusa aaya...khair merta kia na kerta...wahan pe khara ho gaya...aur wait kerne laga...kuch der baad aik cashier ne mere token ki aawaz lagai...jaldi se mujay paisay pakra diye...mujay kuch chootay note chahiye thay, mein ne usay chootay notes ke liye kaha to mujay kehnay laga "SORRY MAN" lekin mein bhi aik musalsal shareef aur lagataar masoom insaan tha...aisay kese janay wala tha...me forun boola aap jaldi se apni ainak lagaein...pehlay meri taraf ghoor se dekha aur phir boola...kyoon janab...mein phir boola aap apni ainak lagein...sabi loog dekhnay lagay meri taraf...mere peechay khara aik aadmi boola kyoon unhoon ne notes galat de diye...mein ne kaha nahi...inhoon ne mujay "Sorry MAM" kaha he...i knew ke us ne mujay sorry Man kaha tha Sorry Mam nahi...lekin badla to laina tha na :lol cashier confuse ho gaya kehnay laga yeh hamaray dermeyaan jo mootay sheeshay ki dewar he is liye aap ko aisa laga...mein ne aankh mein ke to teen gawah bana liye, sabi kehnay lagay haan cashier bhaiya aap ne MAM kaha he...mein ne kaha ke lagta he aap canada se perh ke aaye hein...is mazak mein baki do cashier bhi uth ke apnay saathi ko mazak kerne lagay...wo bechara inthai confuse ho gaya :hehe: mujay kehta he aap note laiye mein aap ko chootay note de deta hoon :lol
                          :thmbup:

                          Comment


                          • #58
                            Re: Serisue Replyz Please

                            Originally posted by miss sng View Post
                            apni apni sooch ...apna apna andaaz..

                            jo cheezain humain achi nhi lagte'in zarori nhi k dosaroon ko bhe achi na lagain.........

                            app ka matlab hy k.........bongay..aur ulty seedhy..fazool mazak karny sy insan complex ka shikaar nhi hota..:mm: ..
                            Aap ke chehray pe muskurahat honi chahiye...aik cherishing and happy happy person can get more benifit than the one who is serious...be logical...be sensible and be humourous...nothing bad with it
                            :thmbup:

                            Comment


                            • #59
                              Re: Serisue Replyz Please

                              Originally posted by musaddaq View Post
                              zaroori nahi keh aap keh saath ho hi to aap seekhain aap dossroon ko dekh keh bhi bohat kuchh seekh sakta hian,or offcourse her sensible banda jab iss dunia mian rehta hai or dealings kerta hia to sab seekhta hia,haan ager apni eyez close rakh keh khud ko hi hamesha right samjhian to zaroor aap khhata khate hian,

                              maien to ak aam sa swaal pocha ... ab insan k sath bohat kuch hota hai aur insan ghir k hi sbalta hai waisay ya koe buri baat nai kyon k tokhre khaa k sbalna b zyada kuch sikha deta hai

                              Comment


                              • #60
                                Re: Serisue Replyz Please

                                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                                Aap ke chehray pe muskurahat honi chahiye...aik cherishing and happy happy person can get more benifit than the one who is serious...be logical...be sensible and be humourous...nothing bad with it
                                gee right:lpop:
                                isi liy to humery face per smile hoti hy...
                                na k rooni shakal banai hoti hy:lpop:

                                Comment

                                Working...
                                X