Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Takhleeq...........serious Thread !!!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Takhleeq...........serious Thread !!!

    :salam:
    Attached Files

  • #2
    Re: Takhleeq...........serious Thread !!!

    hume school mein Adison ke baare mein perha gaya tha....jo kaihte the ke "laakhon karo'don logo ki do aankhe.. do kaan.. aik naak.... aik munh hai lakeen is mein se koi bhi aap se mushabehat nahi rakhta... apni inferadiyat ko nikharein.. aur usey zayah na hone dein.... yahi kashish aur dilkashi ka raaz hai..."
    aur apni inferadiyat ko nikahrne ka aik hi zariya hai aur woh hai "KHUD SHANASI" aur khud shanasi... khud aihtesaabi se milti hai.... aur yahi aik hul bhi hai......
    Last edited by ummid; 6 February 2007, 07:51.

    Comment


    • #3
      Re: Takhleeq...........serious Thread !!!

      1. buchay ko confidence diya jaye
      2. buchay mein shaoor paida kia jaye
      3. buchay ko inspiration di jaein
      4. buchay ke ander mehnat kerne ka jazba paida kia jaye
      5. buchay ko moaafak mahool faraham kia jaye...usay exposure diya jaye

      to buchay ke ander ki salahiyatein nikharti hein aur wo bara ho ke aik acha derzi ya electrician bun sakta he :blush:
      :thmbup:

      Comment


      • #4
        Re: Takhleeq...........serious Thread !!!

        Originally posted by ummid View Post
        hume school mein Adison ke baare mein perha gaya tha....jo kaihte the ke "laakhon karo'don logo ki do aankhe.. do kaan.. aik naak.... aik munh hai lakeen is mein se koi bhi aap se mushabehat nahi rakhta... apni inferadiyat ko nikharein.. aur usey zayah na hone dein.... yahi kashish aur dilkashi ka raaz hai..."
        aur apni inferadiyat ko nikahrne ka aik hi zariya hai aur woh hai "KHUD SHANASI" aur khud shanasi... khud aihtesaabi se milti hai.... aur yahi aik hul bhi hai......

        nice points aap sy yehi ummid thee:comfort:

        Comment


        • #5
          Re: Takhleeq...........serious Thread !!!

          [quote=munda_sialkoty;328616]1. buchay ko confidence diya jaye
          2. buchay mein shaoor paida kia jaye
          kiasy koi tareeka to huga aap k dimagh main
          3. buchay ko inspiration di jaein
          kaisy?

          4. buchay ke ander mehnat kerne ka jazba paida kia jaye
          yeh to theek hay
          5
          . buchay ko moaafak mahool faraham kia jaye...usay exposure diya jaye
          wo kis taraha ka huna chayee

          to buchay ke ander ki salahiyatein nikharti hein aur wo bara ho ke aik acha derzi ya electrician bun sakta he :blush:
          yaar main ny kaha tha k serois hay ab to apni baat kiun ker raha hay:budhu:

          Comment


          • #6
            Re: Takhleeq...........serious Thread !!!

            Originally posted by Khalil View Post
            1. buchay ko confidence diya jaye

            kiasy koi tareeka to huga aap k dimagh main kaisy?

            yeh to theek hay

            5 wo kis taraha ka huna chayee

            yaar main ny kaha tha k serois hay ab to apni baat kiun ker raha hay:budhu:
            Buchay ko confidence buchay ki izat ker ke diya ja sakta he
            buchay ko confidence us ki hoosla afzai ker ke diya ja sakta he
            fazool rook took na ki jaye to us se buchay ko confidence milta he
            buchay ke ander shaoor baidaar kerna he to us ke saath beth ke discussion karo, aisay ke jese aap buchay se nahi kisi baray se baat kerte ho, us se us ka nukta-e-nazar poocho, phir us per behas karo...buchon se kabi bhi is tarah deal na karo ke bucha yeh samjay ke us ki baat ki koi wuqat nahi. Adequate exposure dena chahiye...buchay ko computers mein games install ker ke do...buchay ko apna mobile do...ta ke wo dekhay ke yeh kia bala he...buchay ko gumao phirao...aur jo cheez wo dekhta he usay explain karo ke yeh cheez aisi kyoon he...buchay ko munasib mahool is tarah diya jata he ke us ke saamnay aap ghalat kaam na karo...maan baap buchay ke liye namoona hotay hein, ager wo us ke saamnay kuch ghalat karein ge wo bohat jaldi pick karay ga...bucha safaid warak ki tarah hota he, us pe aap jo chaho likh saktay ho
            :thmbup:

            Comment


            • #7
              Re: Takhleeq...........serious Thread !!!

              kafi intretsting hai ...
              YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

              Comment


              • #8
                Re: Takhleeq...........serious Thread !!!

                Originally posted by munda_sialkoty View Post
                Buchay ko confidence buchay ki izat ker ke diya ja sakta he
                buchay ko confidence us ki hoosla afzai ker ke diya ja sakta he
                fazool rook took na ki jaye to us se buchay ko confidence milta he
                buchay ke ander shaoor baidaar kerna he to us ke saath beth ke discussion karo, aisay ke jese aap buchay se nahi kisi baray se baat kerte ho, us se us ka nukta-e-nazar poocho, phir us per behas karo...buchon se kabi bhi is tarah deal na karo ke bucha yeh samjay ke us ki baat ki koi wuqat nahi. Adequate exposure dena chahiye...buchay ko computers mein games install ker ke do...buchay ko apna mobile do...ta ke wo dekhay ke yeh kia bala he...buchay ko gumao phirao...aur jo cheez wo dekhta he usay explain karo ke yeh cheez aisi kyoon he...buchay ko munasib mahool is tarah diya jata he ke us ke saamnay aap ghalat kaam na karo...maan baap buchay ke liye namoona hotay hein, ager wo us ke saamnay kuch ghalat karein ge wo bohat jaldi pick karay ga...bucha safaid warak ki tarah hota he, us pe aap jo chaho likh saktay ho

                very nice main agree kerta hun


                lakin ager kisi bari age k bandy ko kuch aisee salahiyat daini ho to kia karna chayee aik aam sy aadmi ko:mm:

                Comment


                • #9
                  Re: Takhleeq...........serious Thread !!!

                  Originally posted by Salauddien Mengal View Post
                  kafi intretsting hai ...
                  kia?

                  Comment


                  • #10
                    Re: Takhleeq...........serious Thread !!!

                    Originally posted by Salauddien Mengal View Post
                    kafi intretsting hai ...
                    Originally posted by Khalil View Post
                    kia?
                    :hehe:

                    Comment


                    • #11
                      Re: Takhleeq...........serious Thread !!!

                      Originally posted by ummid View Post
                      :hehe:
                      kia?

                      Comment


                      • #12
                        Re: Takhleeq...........serious Thread !!!

                        ALl in ONe...
                        Give Freedom
                        ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                        Comment


                        • #13
                          Re: Takhleeq...........serious Thread !!!

                          Originally posted by D@y W@lk3r View Post
                          ALl in ONe...
                          Give Freedom
                          not totally agree with you.:na: .........
                          yeh aisa hona chahiye tha...
                          "give freedom.. WITHIN LIMITS..."
                          Last edited by ummid; 6 February 2007, 11:26.

                          Comment


                          • #14
                            Re: Takhleeq...........serious Thread !!!

                            Originally posted by ummid View Post
                            not totally agree with you.:na: .........
                            yeh aisa hona chahiye tha...
                            "give freedom.. WITHIN LIMITS..."
                            app samjhi nahi...maira matlaab freedom say yah tha kay..har jaiz cheez main..baki yah nahi kay jo dil chahay kartay rahay...i think parents ko friends ki terha hona chahay..na kay bachay daray balkay apni problem aur mistake ko share karay....................:comfort:
                            ya Allah sab ko apney hifz-o-amaan main rakh

                            Comment


                            • #15
                              Re: Takhleeq...........serious Thread !!!

                              Originally posted by D@y W@lk3r View Post
                              app samjhi nahi...maira matlaab freedom say yah tha kay..har jaiz cheez main..baki yah nahi kay jo dil chahay kartay rahay...i think parents ko friends ki terha hona chahay..na kay bachay daray balkay apni problem aur mistake ko share karay....................:comfort:
                              aap kitne sumjhdar ho gaye hain PAPA bun ke...:blush:

                              Comment

                              Working...
                              X