Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Post of the Week--:) Khush Rehyay :)

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: :) Khush Rehyay :)

    Originally posted by YAARAM
    Bohat shukrya aap ki sharing ka :)
    Thankx Yaaram :)

    Comment

    • #17
      Re: :) Khush Rehyay :)

      Originally posted by barg.e.gul
      shukriya larki,:rose

      mey bhi aik point add ker lun is mey

      - hamesha realtistic rahein apna koi bhi kaam poora kerney key liye aur jab aap kaam poora ho jaye to zaroor apney aap koi gift diya karein ....is sey bhi aap kafi khushi mehsoos kertey hein
      Thanku sooo much Gul:rose
      aap ka point add ker liya gaya hai :wink

      Comment

      • #18
        Re: :) Khush Rehyay :)

        Originally posted by Masood
        Aik_lerki bohat zabardast mazmoon chuna hai aur bohat achha likha bhi hai

        Point number 7)
        Is sey to koi inkaar nahin keh jab tak aap apna nuqta-e-nazar saaf saaf biyaan nahin karo ge na khud itminaan paa sako ge na doosron ko do ge. Yeh qeemati baat hai. Ham log doosron key dil mein shakook daal detey hain magar ussey clear nahin kartey.
        Thankx Masood:)
        um Right but kabhe kabhe aisa hota hai na ky hum chahny k bawajod apne baat wazay tour per nahe bata sakty kioky humay khud bhe nahe pata hota ky ky ye baat kis hud tak drust hai .aur ager hum is situation main dosry ko bata dain wo baat to baja'ay itminaan ky pareshani he ho skate hai

        Comment

        • #19
          Re: :) Khush Rehyay :)

          Zabardast batain kahin aap ne Komal........ :thmbup:

          Magar point #10 : Mazi ko bhool jao, mustaqbil ki fiker mei khudh ko halkan na kero, ager hum in chizon ki zindagi se nikla dair to zindagi bemanye, bematlab si nahi lagne lagey gi
          sigpic

          Comment

          • #20
            Re: :) Khush Rehyay :)

            Originally posted by Saima Shaheen

            Thankx Saima:rose

            umm mery khayal main to jo kuch ho chuka ..j guzar chuka us per ab afsoos kerny sy koi faida nahe..haan ager mazi ki yadain khush gawar hain to phir zaroor yaad kerna chayay usay
            aur jaha tak future ki baat hai to hoga to wohi jo Allah chahy ga so hum ko struggle kerna chahiye ..bohat sare koshish kerne chahiye aur dua kerne chahiye..but tention nahe lene chahiye ky mustaqbil main kiya hoga ..:)

            Comment

            • #21
              Re: :) Khush Rehyay :)

              Originally posted by aik_lerki
              Thankx Abdullah :)
              Umm aap ny abhe tak sahe song nahe seekhaaa :p
              aap ko jotya bhe perte hain kiya :wink

              by he way 2kg kitna hota hai :eye:
              hmm it's okay .... aray kia kerain app sikhati hi nahi hein sahi song :)... aray nahi abhi tak to nahi parhi jotiya.. lekin agar ye gana gata raha to zaroor pareyin g jotiya :D ... hahaha...

              hmm app hastay pora din .. and hastay rahein .. jub 2 kg hoo ga app ko khud pata chal jayee ga :)....

              Comment

              • #22
                Re: :) Khush Rehyay :)

                Originally posted by aik_lerki
                Thankx Saima:rose

                umm mery khayal main to jo kuch ho chuka ..j guzar chuka us per ab afsoos kerny sy koi faida nahe..haan ager mazi ki yadain khush gawar hain to phir zaroor yaad kerna chayay usay
                aur jaha tak future ki baat hai to hoga to wohi jo Allah chahy ga so hum ko struggle kerna chahiye ..bohat sare koshish kerne chahiye aur dua kerne chahiye..but tention nahe lene chahiye ky mustaqbil main kiya hoga ..:)

                JO guzer chuka wo to theikh hai, ouse bhula dene mei hi humari bhalayi hai, is per itefaq hai mujhey. Magar Future ke barey mei hum ager na bhi sochey to humarey aas paas log majboor kertey ahin, hum khudh ke barey mei ager fiker na karein to humarey apney humari fiker ke ke khudh bhi pareshan hotey hain aur humein bhi kertey hain ... Is mei tention to hoti hai ...
                sigpic

                Comment

                • #23
                  Re: :) Khush Rehyay :)

                  Originally posted by Abdullahthegreat
                  hmm it's okay .... aray kia kerain app sikhati hi nahi hein sahi song :)... aray nahi abhi tak to nahi parhi jotiya.. lekin agar ye gana gata raha to zaroor pareyin g jotiya :D ... hahaha...

                  hmm app hastay pora din .. and hastay rahein .. jub 2 kg hoo ga app ko khud pata chal jayee ga :)....
                  hazaar baar to sikha chuke hon but aap jesy nalaiq student nahe dekhy aaj tak mai ny :hathora :wink
                  um haan ab to zaroor taste kerna chahiyay aapko jootya :D :tang:

                  khud kesy pata chaly ga k hum 2 kg hans liay?

                  Comment

                  • #24
                    Re: :) Khush Rehyay :)

                    Originally posted by Saima Shaheen
                    JO guzer chuka wo to theikh hai, ouse bhula dene mei hi humari bhalayi hai, is per itefaq hai mujhey. Magar Future ke barey mei hum ager na bhi sochey to humarey aas paas log majboor kertey ahin, hum khudh ke barey mei ager fiker na karein to humarey apney humari fiker ke ke khudh bhi pareshan hotey hain aur humein bhi kertey hain ... Is mei tention to hoti hai ...
                    Umm ur Right Saima:rose
                    but dekho logo ki perva nahe kerne chahiye hum ko..apny future ky baary main sochna chatye humko but tention nahe lene chaye k kiya hoga..c0z hamary tention leny sy to kuch nahe hoga na..
                    struggle kerne chahiye aur dua kerne chahiye ..baki sab Allah per choor dena chahiyay .pareshan nahe hona chahiye :)

                    Comment

                    • #25
                      Re: :) Khush Rehyay :)

                      Originally posted by aik_lerki
                      hazaar baar to sikha chuke hon but aap jesy nalaiq student nahe dekhy aaj tak mai ny :hathora :wink
                      um haan ab to zaroor taste kerna chahiyay aapko jootya :D :tang:

                      khud kesy pata chaly ga k hum 2 kg hans liay?
                      May to masoom sa nana munna sa student hon app nalaiq teacher hein :tomato: :hathora app ko sikhana hi nahi ata hay .... :p :D...
                      ahein :embarasse mujhe masoom ko app jotiyan mariein g ... ap ko sharam nahi ati :( .. masoom bachoo ko martay howay ... ...

                      aray app khush rahiya na app ko khud pata chal jayee ga jub 2 kg hoo jayee ga :p :D....

                      Comment

                      • #26
                        Re: :) Khush Rehyay :)

                        Originally posted by Abdullahthegreat
                        May to masoom sa nana munna sa student hon app nalaiq teacher hein :tomato: :hathora app ko sikhana hi nahi ata hay .... :p :D...
                        ahein :embarasse mujhe masoom ko app jotiyan mariein g ... ap ko sharam nahi ati :( .. masoom bachoo ko martay howay ... ...

                        aray app khush rahiya na app ko khud pata chal jayee ga jub 2 kg hoo jayee ga :p :D....
                        ohh rehnay dain basss
                        Teacher kabhi nala'iq nahe hota :tang:
                        aap ko seekhna he nahe aata hai ..to koi kitna seekha'ay ga :p
                        lolz nahee..galat bat per maaar parne chahiyay :hathora

                        wohi to pooch rahe hon kesy pata chaly gaaa.??

                        Comment

                        • #27
                          Re: Post of the Week--:) Khush Rehyay :)

                          Komal aap ki ye post hamari post of the week qaraar payi hai :)

                          Allah T'ala tumhein apney Amaan mey rakhey aur dher sara khush Ameen :rose
                          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                          Comment

                          • #28
                            Re: Post of the Week--:) Khush Rehyay :)

                            Very nice Komal - khush raho aur bohat jald wapis aao :)
                            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                            Comment

                            • #29
                              Re: Post of the Week--:) Khush Rehyay :)

                              Congratulations Pyaari Lerki :rose

                              Buhat sara khush raho :rose
                              Zindagi Thak Gaye ..!!

                              Comment

                              • #30
                                Re: Post of the Week--:) Khush Rehyay :)

                                bohat bohat mubarak ho piyari si aik larki or jaldi se theek ho kar aa jao :phool:

                                Comment

                                Working...
                                X