Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

کیا مہبت میں اظہا ر ضروری ھے

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • کیا مہبت میں اظہا ر ضروری ھے

    hi friends!
    yehan hume ye batana hai k kiya muhabat mein izhaar zaroori hai
    wase ajj kal k dur mein lafz muhabat bas aise hi time pass hai per........phir bhi

    kia bina izhaar kiye mohabbat nahi ki jasakti
    plzz share ur thoughts


    کیا مہبت میں اظہا ر ضروری ھے

    I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani



  • #2
    Re: کیا مہبت میں اظہا ر ضروری ھے

    mere khayal se bina izhaar k mohabbat nahi ki ja sakti

    I Have Green Blood In My Veins Because I Am a Pakistani


    Comment


    • #3
      Re: کیا مہبت میں اظہا ر ضروری ھے

      bina ezhaar b muhabbat hoti hai


      par us ko ak tarfa muhabbat kahte hian



      jis man siraf ak hi traf aagh jalti hai jab k doosri traf pata hi nahi hota

      Comment


      • #4
        Re: کیا مہبت میں اظہا ر ضروری ھے

        Mohabbat aik ihsaas hay, jis ka pata chal jata hay, laiken munasib waqt per izhar kar dena zaroori hay :)
        "We can't solve problems by using the same kind of thinking we used when we created them." - Albert Einstein (1879-1955) German-born American Physicist

        Comment


        • #5
          Re: کیا مہبت میں اظہا ر ضروری ھے

          Originally posted by champion_pakistani View Post
          hi friends!
          yehan hume ye batana hai k kiya muhabat mein izhaar zaroori hai
          wase ajj kal k dur mein lafz muhabat bas aise hi time pass hai per........phir bhi

          kia bina izhaar kiye mohabbat nahi ki jasakti
          plzz share ur thoughts

          کیا مہبت میں اظہا ر ضروری ھے
          wesy to kuch rishty asy hain jin se muhbat ka izhaar karna zarore nahe kion k ik MAA ko yeh batany ke zaroort nae k os ko apni olad sey muhabat hy..lakin tumary sawal se lag raha hy k tum LARKY OR LARKI ke muhabat k bary main poch rahy hoo.... to LALA tum izhaar kar doo behter yahee hay........... :wk
          KISE sey tum piyar karo to phir izhaar karo
          Kahee na phir dyr ho jaya..
          Last edited by ASAD; 23 January 2007, 17:02.
          Life is more strict than a teacher
          A teacher teaches a lesson
          and takes an exam.
          But life takes an exam
          and then teaches a lesson

          Comment


          • #6
            Re: کیا مہبت میں اظہا ر ضروری ھے

            Oye tum ny to mery dil kee baat cheen li hay............
            Buhat zarori hay aur jo ezhar na kary wo muhabat hee nahi

            Comment


            • #7
              Re: کیا مہبت میں اظہا ر ضروری ھے

              pata nahi...:donno:

              Comment


              • #8
                Re: کیا مہبت میں اظہا ر ضروری ھے

                jitni yeh baat sach hai ke mohabbat ek pakeeza jazba hai outna hi yeh bhi sach hai ke ous ka izhar zarori hai ........ yeh aur baat her kisi ke izhar ka andaz alag ho sakta hai.

                Bina izhar ke mohabbat jese ghanna badal aayeh aur bin barsey chala jayeh :lpop:
                sigpic

                Comment


                • #9
                  Re: کیا مہبت میں اظہا ر ضروری ھے

                  Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
                  jitni yeh baat sach hai ke mohabbat ek pakeeza jazba hai outna hi yeh bhi sach hai ke ous ka izhar zarori hai ........ yeh aur baat her kisi ke izhar ka andaz alag ho sakta hai.

                  Bina izhar ke mohabbat jese ghanna badal aayeh aur bin barsey chala jayeh :lpop:
                  thora asaan ker k batain:pagal:

                  Comment


                  • #10
                    Re: کیا مہبت میں اظہا ر ضروری ھے

                    :tauba
                    Originally posted by Khalil View Post
                    thora asaan ker k batain:pagal:

                    tum bhi scorpion ki tarah school se na bhaga kertey to aaj yeh halat na hoti :tauba
                    sigpic

                    Comment


                    • #11
                      Re: کیا مہبت میں اظہا ر ضروری ھے

                      Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
                      :tauba


                      tum bhi scorpion ki tarah school se na bhaga kertey to aaj yeh halat na hoti :tauba
                      :shh:

                      Comment


                      • #12
                        Re: کیا مہبت میں اظہا ر ضروری ھے

                        Muhabbat ka izhaar bohat zaroori hoti hai. Is liye bhi keh kuchh batein na kehney sey bohat takleef deti hain, unhein kah dena behtar hota hai. Muhabbat ka izhar nahin kiya to muhabbat nahin hui. Haan izhar ka tareeqa mukhtalif hota hai, kuchh log kehtey hain keh kuchh batein bina kahey samjhi jani chahiye, theek hai kuchh batein bina kahey samajh janni chahiye magar unka izhar kar dena aur bhi achha hota hai. Jab pyar kiya to darna kya?????
                        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                        Comment


                        • #13
                          Re: کیا مہبت میں اظہا ر ضروری ھے

                          Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post

                          Bina izhar ke mohabbat jese ghanna badal aayeh aur bin barsey chala jayeh :lpop:
                          baat to theek hai.... :D
                          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                          Comment


                          • #14
                            Re: کیا مہبت میں اظہا ر ضروری ھے

                            Originally posted by yellowsky View Post
                            baat to theek hai.... :D

                            to phir amal kero is per :wink
                            sigpic

                            Comment


                            • #15
                              Re: کیا مہبت میں اظہا ر ضروری ھے

                              Haaz izhar zaroori hai nahien tu phir wo din bhi aa jata hai k jis din kursian lagani per jati hain:khi: :khi:
                              sigpic

                              Comment

                              Working...
                              X