Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Mashwara needed

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Mashwara needed

    Originally posted by YAARAM
    Asslamoalikum
    2 sisters hain choti choti pali pali.......aik museebat hai ke wo laarti bari hain aapis main....jab dekho aik doosrey ke baal nochney mian lagi rehti hain....bare tareeke istimaal kye lekan kuch nahi bana...:D aik aati hai aur kehti hai ke bhai us ne mara aur doosri aati hai to kehti hain ke bhia us ne mara......ab kya kya jaye.....aap se mashwara chahye ......Koi way nikalein is masle ka :)
    Yaaram :)
    cute MashAllah....ye din bohot keemti aur khoobsurat hein un key Yaaram....khoob lerhney dein ...yahi to asal payyar hai ....meyri to koi choti sis hi nahi :( albata bhaion sey khoob mazzey ki larai rehti hai :D:
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

    Comment

    • #17
      Re: Mashwara needed

      jee han shukraya aap ka reply ka.............main bohat pyar kata hoon un se :)
      Allah

      Comment

      • #18
        Re: Mashwara needed

        Originally posted by Masood
        Ham larkon per pehley hi bohat si zimmeydariyaan hain, agar ham her kisi ko behan bnaa lein phir to hamara kabarra ho geya na :lol - kuch aisey rishtey bhi hotey hain jin mein "margin" hotey hain.... :lol

        Kabarey se kya murad hai aap ki, Behnain kabara kerti hain

        Acha hai U mere bhai nahi ho, mere bhai mujh se chotey sahi magar you se 100 darjey behter hain :zuban:
        sigpic

        Comment

        • #19
          Re: Mashwara needed

          Originally posted by khurram_shaikh
          Assalaam o alekum,

          kyoooon apnaa din bhool gayin aaap jab khooob sharaatien kiyaa kerti thin :hathora :hathora :hathora :tang:

          Mei sahratein nahi kiya kerti thi, mei masoom thi, mere 2 bhai aur bari sis shaitan thi oun ko humesha dant perti thi, mujhe nahi
          sigpic

          Comment

          • #20
            Re: Mashwara needed

            Originally posted by Saima Shaheen
            Ouff Yaram, meri hamdardi tumhare sath ahi, kiu ke mere ghar mei bhi aisi 2 blayein mojood hain :lol ..toba kero itna lerti hain , ek to sara din ghar per nahi hoti, sham ke chand ghantey ghar per hoti hain dono aur bas larayi jhagra ...baat shuroo hoti hai kisi baat se behas per jati hai, aur phir larayi aur maar kutayi .... aur mujhe shor sharabey per gussa aata hai, kam se kam office se ghar aao aur yeh sab dekhno to

            Mere samney itna nahi lerti darti hain, kiu ke mei ne saaf keh rakha hai ager mil ker nahi rahein gi to dono ko TV per sath cartoons bhi nahi dekhen doon gi, TV band, chocolates band aur na hi kuch shopping kerwao gi to is liyeh kuch sudher gayi hain

            magar kabhi kabhi larti hain to dono ko mana kerti hoon baaz nahi aati to dono ko ek ek thapar laga deti hoon, phir kuch deir tak khamoshi ho jati hai ....... I hate doing this magar wo kisi ki baat nahi sunti mama ki to bilkul nahi, bas mera thora control hai oun per ....
            Thappar laga deti hain...
            Iss se yeh pata chalta hai ke aap bari KHADUS aur dil ke KATHOR shakhsiat hain. Wo bachchey sudhrey huwe nahin hain, balke aap se darrey huwe hain, bachchon ko kabhi nahin darana chahiye. Aap ko shayad pata nahin, aap jab ghar mein nahin hoti hongi to dono bachchey bahut khush rahte honge, aur jab ghar aati hongi to wo dono kahte honge : "Aa gayi KHADUS..."

            Wo bachchey, bachchey nahin jisme shararat na ho, shaitani na ho, phir to aap waise bachchon ko ABNORMAL kahenger. Ladne jhagarne aur shararat karne se bachchon ki physic development (nashoo numa) achchi hoti hai,
            Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
            Hamarey naam ka patthar zaroor milega

            Comment

            • #21
              Re: Mashwara needed

              Originally posted by Spy009

              Arey yeh itna serious nahi hai jitna ap samjhey ho, mei sara din oun ke sar per sawar nahi rehti, na ounhein khelne yaan sharaton se mana kerti hoon, aur na hi her waqt ounhein dant'ti rehti hoon, wht I meant to say is ke kabhi kabhi wo kisi baat per jharagne aur behas kerne lagti hain, ous waqt ounhein chup kerwana namumkin hota hai, dono mei se ek bhi baat nahi sunti, aur meri mama ki to bilkul nahi sunti, is lehaz se ounhein mana kerti hoon magar jab wo baaz nahi aati to sakhti kerti hoon, is mei koi burayi nahi, choton per sakhti ke mei khudh bhi khilaf hoon, magar sath hi sath ounhein yeh ehsas hona chahiyeh ka jab kisi baat yaan kaam se mana kiya ja raha ho to they have to listen.
              sigpic

              Comment

              • #22
                Re: Mashwara needed

                hahahah yeh kya ho raha hia are yeh kya ho raha hai :D
                Allah

                Comment

                • #23

                  Yeah...then it's OK...
                  Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
                  Hamarey naam ka patthar zaroor milega

                  Comment

                  • #24
                    Re: Mashwara needed

                    Kitni chalak hain donoN abhi mujh ko amrood de gayi hain tez mirchein daal ke mera to bura hal ho raha hai ...........lagta hai ke sazish hai in ki :D
                    Allah

                    Comment

                    • #25
                      Re: Mashwara needed

                      buhut piyari bachiyan hain ...aap aisa karain in ko in k haal pe chor dain....dekhen kiya hota hai.......................................
                      Mai ik ghareeb benawa, Main ik faqir besada

                      Meri naza ki iltija ju pa saku tu saath do

                      Comment

                      • #26
                        Re: Mashwara needed

                        hahah chalo aap ke kehne par aisa bhi kar lete heian.......:D:
                        Allah

                        Comment

                        • #27
                          Re: Mashwara needed

                          Originally posted by YAARAM
                          Kitni chalak hain donoN abhi mujh ko amrood de gayi hain tez mirchein daal ke mera to bura hal ho raha hai ...........lagta hai ke sazish hai in ki :D

                          Hahahahahh...to Adnan yeh tumhari galati hai, ke tum ounhein sharaton ka moqa detey ho ........... mei apni choti sis ko sharat ka moqa kam deti hoon khudh oun ko tang kerti hoon :D ....... sab se zada gussa mujhe tab aat ahai jab mei subah subah outh ker office aati hoon aur yeh mazey se so rahi hoti hain ....
                          Tum apni sister se khudh hansi mazak aur sharatein kiya kero, phir wo tumhein tang hi nahi karein gi :lol

                          Ek baar meri choti sis ne jelly mix ker ke fridge mei rakhi ke subah tak jam jayeh gi to khaoo gi, mei subah outhi wo so rahi thi mazey se, kharatey lai rahi thi mei ne thandi thandi jelly ous mei mou mei daal di :lol .......... outh ker cheekhti huwi mama ko shikayat kerne gayi ... tab tak mei fata fut car mei baith ker office ja chuki thi :D
                          sigpic

                          Comment

                          • #28
                            Re: Mashwara needed

                            hhhahahaha wah jee.........aap ki sis bhi bari hi tez hain...........bachye bare hi pyare hote hain :)
                            Allah

                            Comment

                            • #29
                              Re: Mashwara needed

                              Meri chti sis mere saath rehti tu mai bhi aap ko us ki shararten batati...............
                              Mai ik ghareeb benawa, Main ik faqir besada

                              Meri naza ki iltija ju pa saku tu saath do

                              Comment

                              • #30
                                Re: Mashwara needed

                                jee han sab chote bache aur bachyan bari sharartein karte hain :)
                                Allah

                                Comment

                                Working...
                                X