Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Memberz Ki Kahani .... Mari Zubani ;)

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #91
    Re: Memberz Ki Kahani .... Mari Zubani ;)

    Originally posted by chalakie View Post
    maira kaam tha sirf apko duration of wait batanay ka ...agay aap bohat samajhdar hai'n:khi:
    chalo ya to tumne maan lia k main smajdar hon :dua

    waisay tum b bohat akalband ho :a stick:

    Comment

    • #92
      Re: Memberz Ki Kahani .... Mari Zubani ;)

      Originally posted by LoVeR~PrInCe View Post

      shacoooooossh me Uncle g:khi: ...aap na ...actually aqalmand k jagah aqalband likh gayay na ...please ABC's toa sahi kara'in apni
      Finding truth - Finding love
      These diamonds sparkle from lights above

      Lorraine Venner

      Comment

      • #93
        Re: Memberz Ki Kahani .... Mari Zubani ;)

        Originally posted by chalakie View Post
        shacoooooossh me Uncle g:khi: ...aap na ...actually aqalmand k jagah aqalband likh gayay na ...please ABC's toa sahi kara'in apni
        kiya waqye ghalti say likh diya tha :cc:

        par jo tum ho wo to tum ho na :kr:

        Comment

        • #94
          Re: Memberz Ki Kahani .... Mari Zubani ;)

          Originally posted by LoVeR~PrInCe View Post
          kiya waqye ghalti say likh diya tha :cc:

          par jo tum ho wo to tum ho na :kr:
          lagta hay apkay dimagh main Vitamins ki kami hogaee hay na...
          isiliye yeh khaas apkay liye:
          :tomato: :tomato: :tomato: :tomato: :tomato: :tomato:

          aur agar tabiyat ziyada kharab hojayay toa yeh subah, dopehar shaam...inki bhi dose lay la'in

          :khi:
          Finding truth - Finding love
          These diamonds sparkle from lights above

          Lorraine Venner

          Comment

          • #95
            Re: Memberz Ki Kahani .... Mari Zubani ;)

            Originally posted by chalakie View Post
            lagta hay apkay dimagh main Vitamins ki kami hogaee hay na...
            isiliye yeh khaas apkay liye:
            :tomato: :tomato: :tomato: :tomato: :tomato: :tomato:

            aur agar tabiyat ziyada kharab hojayay toa yeh subah, dopehar shaam...inki bhi dose lay la'in

            :khi:

            ya to tumne ghusa kar liya oooh hoo :comfort:

            dekha tumhara ya sab karna ya zaahir karta hai k waaqye tum man AKAL K VITAMENS ki kami hai :kr:

            :a stick: tumharay sar pe zrab lagne say shayad thek ho jaye :hathora

            Comment

            • #96
              Re: Memberz Ki Kahani .... Mari Zubani ;)

              Originally posted by LoVeR~PrInCe View Post
              ya to tumne ghusa kar liya oooh hoo :comfort:

              dekha tumhara ya sab karna ya zaahir karta hai k waaqye tum man AKAL K VITAMENS ki kami hai :kr:

              :a stick: tumharay sar pe zrab lagne say shayad thek ho jaye :hathora
              :na: ghussa nahi...aap ko apnay talents k sirf jhalkia'n dikhaee ha'in...aur bhi aya'in gee...coming soon:khi:

              marr lai'n g ...shayad isi tarah mairay sar say apkay sar main transfer ho jaya'y...hay na?:salam:
              Finding truth - Finding love
              These diamonds sparkle from lights above

              Lorraine Venner

              Comment

              • #97
                Re: Memberz Ki Kahani .... Mari Zubani ;)

                Originally posted by chalakie View Post
                :na: ghussa nahi...aap ko apnay talents k sirf jhalkia'n dikhaee ha'in...aur bhi aya'in gee...coming soon:khi:

                marr lai'n g ...shayad isi tarah mairay sar say apkay sar main transfer ho jaya'y...hay na?:salam:
                ya ap k telent ki jalak kab :mm: kaha :cc: aur kis waqat tashreef lati hai :budhu:

                tumhe lagta hai maar khanay ka zyada soq hai :a stick: par aaj k liye etna hi bohat hai ab apnay ser ki malish karo ja k GHULABU g :comfort:

                Comment

                • #98
                  Re: Memberz Ki Kahani .... Mari Zubani ;)

                  Originally posted by LoVeR~PrInCe View Post
                  ya ap k telent ki jalak kab :mm: kaha :cc: aur kis waqat tashreef lati hai :budhu:

                  tumhe lagta hai maar khanay ka zyada soq hai :a stick: par aaj k liye etna hi bohat hai ab apnay ser ki malish karo ja k GHULABU g :comfort:
                  ghulabu?:cc:
                  tabiyat toa theek hay?:comfort:
                  nahi theek??? oh YESSSSSSSSSSSSSSSSSss
                  Finding truth - Finding love
                  These diamonds sparkle from lights above

                  Lorraine Venner

                  Comment

                  • #99
                    Re: Memberz Ki Kahani .... Mari Zubani ;)

                    Originally posted by LoVeR~PrInCe View Post
                    ap ko nahi maloom insan ko kabi apne bare man pata nahi hota doosra hi bata sakta hai k wo kaisa hai aur kaisa nahi :blush:
                    Insaan ko ager khud ke baare mein hi ilm na ho hairat hai... her kisi ko paihle khud ko justify karna chahiye.. paihle khud ke baare mein pata hona chahiye ke hum kaise.. logon ka kya hai.. baat ko afsana banane mein waqt nahi lagate... so paihle khud ko paihnchaniye. aur khud se dosti kijye... khush rahiye..

                    Comment

                    • Re: Memberz Ki Kahani .... Mari Zubani ;)

                      Originally posted by chalakie View Post
                      ghulabu?:cc:
                      tabiyat toa theek hay?:comfort:
                      nahi theek??? oh YESSSSSSSSSSSSSSSSSss
                      tumhe smaj nahi aaye kiya

                      chalo ab ready ho aur pitae karon tumhari :mm:

                      Comment

                      • Re: Memberz Ki Kahani .... Mari Zubani ;)

                        Originally posted by ummid View Post
                        Insaan ko ager khud ke baare mein hi ilm na ho hairat hai... her kisi ko paihle khud ko justify karna chahiye.. paihle khud ke baare mein pata hona chahiye ke hum kaise.. logon ka kya hai.. baat ko afsana banane mein waqt nahi lagate... so paihle khud ko paihnchaniye. aur khud se dosti kijye... khush rahiye..

                        ap khod ko kaisay pahchan sakte hian is ka koe asaan treeqa btaye

                        Comment

                        • Re: Memberz Ki Kahani .... Mari Zubani ;)

                          Originally posted by LoVeR~PrInCe View Post
                          ap khod ko kaisay pahchan sakte hian is ka koe asaan treeqa btaye
                          aihtesab.. yahi aik wahid tareeqa hai khud ko paihcahne ka..... aihtesab sumjhte hain... evaluation....

                          Comment

                          • Re: Memberz Ki Kahani .... Mari Zubani ;)

                            Originally posted by ummid View Post
                            aihtesab.. yahi aik wahid tareeqa hai khud ko paihcahne ka..... aihtesab sumjhte hain... evaluation....
                            mujay theek say nahi smaj aaye sachi man sorry :blush:

                            Comment

                            • Re: Memberz Ki Kahani .... Mari Zubani ;)

                              Originally posted by LoVeR~PrInCe View Post
                              mujay theek say nahi smaj aaye sachi man sorry :blush:
                              urdu nahi aati.. ya english.... ??? ya Arbi mein kahein??? khair hum kitna bhi kaih lein.. depends on you.. dictionary mein se aihtesab ke maani daikhiyega... oxford mein evaluation ke maani... phir shaid sumjh aa jaye.. per lafzi hi aayegi... aqal ka istemal karein.. warna alfaz w maani mein koi rishta nahi hota... aihtesab ke maani muhasbah karna.khud ka.. to check yourself... hmmmm... bus..

                              Comment

                              • Re: Memberz Ki Kahani .... Mari Zubani ;)

                                Originally posted by LoVeR~PrInCe View Post
                                tumhe smaj nahi aaye kiya

                                chalo ab ready ho aur pitae karon tumhari :mm:
                                :na: main aisi batain samjhna bhi nahi chahti g...
                                pitai,,,larki ki karain gay? sharam nahi ati!!:slap:

                                Working...
                                X