Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Itla'un Arz

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Itla'un Arz

    AsalamoAlakium Ladies and LayDa's:D :36_1_65[1]:
    SnOby Dhobi aura amir ki behno aur Ummi and saima :zuban: ke bhaiyo.....and etc etc etc .....blah blah blah and blah :4_1_203[1]:

    something something........and so on and so forth:D ..........
    ummid:rose hai ke aap sabh theek hee hongey
    ahem ..........darasasal baat ye hai ke mein aik baat note ki hai ke
    vo ye hai ke ..............

    ....vo kia hai ke......:soch:

    .....mein kehrahee thi ke............

    aap yahan gupistan mein hamehsa gupiyaan marte rehtee ho

    ager aap ki tabiyet -nasaaz pe giraan na guzre to
    aik nazar aur aik chakar english section ka bhi birayeeeeeee meharbani laga lein
    hosakta hai ke apke chote se dimagh mein kuch aqal ke asaar samne dikh jaein .....aur khali dabey mein kuch bithalein :D ......aur doosre baat vo ye ke Aania kitnee mehnat mushakat karke wahan par threads lagatee hai to hum usko elevator mein bithate bhi nahin
    to aik aik karke wahan par hazree dein aur english ki ser kar ayein
    aur ager nahin kia
    to mein unlimited :hathora
    free mein mein kachomar kardongee:a stick:
    ummed hai ke aqalband walon ko baat thoree thoree samjh agaee hoogeee
    :chair:

    :3_4_7v[1]:

    :36_1_61[1]:
    :bday7:

    bas itna kehna tha :lpop: :smilie1:
    Last edited by NaQsh; 16 January 2007, 06:07.
    If Allah brings you to it, He will bring you through it.

    Happy moments, praise Allah.
    Difficult moments, seek Allah.
    Quiet moments, worship Allah.
    Painful moments, trust Allah.
    Every moment, thank Allah.

  • #2
    Re: Itla'un Arz

    theikh hai mere aflaton bhaion ki bewaqoof behan :zuban:
    zaror chaein jayein gai waha :insha: ......... aaj nahi aaj wese hi sar dard hai ooper se aur english ka bukhar bhi charh jayeh ga .......... :lol
    sigpic

    Comment

    • #3
      Re: Itla'un Arz

      :hug:
      chal theek haai aaj maafkia :rose
      If Allah brings you to it, He will bring you through it.

      Happy moments, praise Allah.
      Difficult moments, seek Allah.
      Quiet moments, worship Allah.
      Painful moments, trust Allah.
      Every moment, thank Allah.

      Comment

      • #4
        Re: Itla'un Arz

        Originally posted by NaQsh View Post
        :hug:
        chal theek haai aaj maafkia :rose

        :D
        sigpic

        Comment

        • #5
          Re: Itla'un Arz

          :phool:
          If Allah brings you to it, He will bring you through it.

          Happy moments, praise Allah.
          Difficult moments, seek Allah.
          Quiet moments, worship Allah.
          Painful moments, trust Allah.
          Every moment, thank Allah.

          Comment

          • #6
            Re: Itla'un Arz

            Originally posted by NaQsh View Post
            AsalamoAlakium Ladies and LayDa's:D :36_1_65[1]:

            SnOby Dhobi aura amir ki behno aur Ummi and saima :zuban: ke bhaiyo.....and etc etc etc .....blah blah blah and blah :4_1_203[1]:

            something something........and so on and so forth:D ..........
            ummid:rose hai ke aap sabh theek hee hongey
            ahem ..........darasasal baat ye hai ke mein aik baat note ki hai ke
            vo ye hai ke ..............

            ....vo kia hai ke......:soch:

            .....mein kehrahee thi ke............

            aap yahan gupistan mein hamehsa gupiyaan marte rehtee ho

            ager aap ki tabiyet -nasaaz pe giraan na guzre to
            aik nazar aur aik chakar english section ka bhi birayeeeeeee meharbani laga lein
            hosakta hai ke apke chote se dimagh mein kuch aqal ke asaar samne dikh jaein ...........aur doosre baat vo ye ke Aania kitnee mehnat mushakat karke wahan par threads lagatee hai to hum usko elevator mein bithate bhi nahin
            to aik aik karke wahan par hazree dein aur english ki ser kar ayein
            aur ager nahin kia
            to mein unlimited :hathora
            free mein mein kachomar kardongee
            ummed hai ke aqalband walon ko baat thoree thoree samjh agaee hoogeee
            :chair:

            :3_4_7v[1]:

            :36_1_61[1]:
            :bday7:

            bas itna kehna tha :lpop: :smilie1:
            Wa Alaikum Aslam :salam:

            Ke baad arz he ke mein musalsal kheriyat se hoon aur lagataar busy bhi ja raha hoon. Aap sunaein aap ka kia haal ho gaya he...hope you will be in the well :kr: :kr:

            Jesa ke aap jaanti hein, ke mein musalsal paindu honay ke saath saath lagataar un-perh insaan bhi hoon aur aap doono larkiyaan bohat perhi likhi hein...mera banta nahi he wahan ja ke likhna :kr: haan lekin kabi kabi angreezi section visit ker ke usay hazam kerne ki nakaam kooshish kerta hoon, aur yeh dekhta hoon ke aap doono kuriyaan kafi mehnat ker rahi ho wahan ager mujay angreezi aati hoti to mein bhi wahan pe likh sakta tha

            ub me sub ko kahon ga ke angreeji section visit ker ke sawaab-e-daraein hasil karein :khi:
            :thmbup:

            Comment

            • #7
              Re: Itla'un Arz

              Originally posted by munda_sialkoty View Post

              agaye thakur
              aooo
              ji tussi
              aaaoo

              ummeeed hai kee aap musalsal aqal se bedal heehongee
              i mean theek hongey
              but mein ne baat note ki hai vo ye ke aap ka elevator kharab hai ......lift nahin karwata ......mere khyal ye sabh unlimited unparh hone ki waja se
              aapko kuch nazar hee nahin ata
              khair zaroor sawab hasil kijiye
              If Allah brings you to it, He will bring you through it.

              Happy moments, praise Allah.
              Difficult moments, seek Allah.
              Quiet moments, worship Allah.
              Painful moments, trust Allah.
              Every moment, thank Allah.

              Comment

              • #8
                Re: Itla'un Arz

                Originally posted by NaQsh View Post
                agaye thakur
                aooo
                ji tussi
                aaaoo

                ummeeed hai kee aap musalsal aqal se bedal heehongee
                i mean theek hongey
                but mein ne baat note ki hai vo ye ke aap ka elevator kharab hai ......lift nahin karwata ......mere khyal ye sabh unlimited unparh hone ki waja se
                aapko kuch nazar hee nahin ata
                khair zaroor sawab hasil kijiye
                Nahi mera elevator kharaab bilkul nahi he...aur waise bhi meri lift mein aap doono betho to itni mooti mooti mehlookon ke hotay huay mujay to bahir he bethna paray ga na :kr:

                ok boss, jo aap ka hukam..hum sub kooshish kia karein ge ke english section ko zaroor visit kia karein
                :thmbup:

                Comment

                • #9
                  Re: Itla'un Arz

                  main tu agraizi nahien perta aur na hi bolta hoon monh terha ho jata hai
                  sigpic

                  Comment

                  • #10
                    Re: Itla'un Arz

                    Originally posted by sccorpion81 View Post
                    main tu agraizi nahien perta aur na hi bolta hoon monh terha ho jata hai
                    kia yeh pakki baat he ke Jub tum angrezi nahi booltay to tumhara moun seedha rehta he :mm:
                    :thmbup:

                    Comment

                    • #11
                      Re: Itla'un Arz

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      Nahi mera elevator kharaab bilkul nahi he...aur waise bhi meri lift mein aap doono betho to itni mooti mooti mehlookon ke hotay huay mujay to bahir he bethna paray ga na :kr:

                      ok boss, jo aap ka hukam..hum sub kooshish kia karein ge ke english section ko zaroor visit kia karein
                      ager vo kharab nahin to shaid tumharay donkey s kharab hein jo usko musalal upar uthane ki nakam koshsish kartey hein
                      :D :D khud pehalwaan aur kahe doosron ko mehlookaan:kr:

                      tussi khush hoji
                      sadi khair hai

                      hai ke nahin hai?
                      If Allah brings you to it, He will bring you through it.

                      Happy moments, praise Allah.
                      Difficult moments, seek Allah.
                      Quiet moments, worship Allah.
                      Painful moments, trust Allah.
                      Every moment, thank Allah.

                      Comment

                      • #12
                        Re: Itla'un Arz

                        Originally posted by sccorpion81 View Post
                        main tu agraizi nahien perta aur na hi bolta hoon monh terha ho jata hai
                        tabhee ye haal hein:slap: burger family na ho to
                        moonh terha ho ya seedha
                        jana to pare ga:lpop:
                        If Allah brings you to it, He will bring you through it.

                        Happy moments, praise Allah.
                        Difficult moments, seek Allah.
                        Quiet moments, worship Allah.
                        Painful moments, trust Allah.
                        Every moment, thank Allah.

                        Comment

                        • #13
                          Re: Itla'un Arz

                          lo jee agar agar angraizee say na ho tu kia tum nay maar maar k ker daina hai
                          sigpic

                          Comment

                          • #14
                            Re: Itla'un Arz

                            Originally posted by sccorpion81 View Post
                            lo jee agar agar angraizee say na ho tu kia tum nay maar maar k ker daina hai
                            exactly:lpop:
                            If Allah brings you to it, He will bring you through it.

                            Happy moments, praise Allah.
                            Difficult moments, seek Allah.
                            Quiet moments, worship Allah.
                            Painful moments, trust Allah.
                            Every moment, thank Allah.

                            Comment

                            • #15
                              Re: Itla'un Arz

                              Originally posted by NaQsh View Post
                              tussi khush hoji
                              sadi khair hai

                              hai ke nahin hai?
                              mere hootay huay twadi khair kese ho sakti he :kr:
                              :thmbup:

                              Comment

                              Working...