Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Dreams

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #16
    Re: Dreams

    Originally posted by snobbish View Post
    Jesy ek bar mien nay mookha mar kar tumhari baatesi tord di thi aur tum dantoon say mahroom ho gay thy aur ajj taak ho .....lolxxxxxxxxxxx
    koi hal nahi tumhara tum meri batian hee muj per reply ker rahy hoo
    tum main talent nahi hay mundy sialkoti kee tarah:a stick:

    Comment

    • #17
      Re: Dreams

      Originally posted by Khalil View Post
      koi hal nahi tumhara tum meri batian hee muj per reply ker rahy hoo
      tum main talent nahi hay mundy sialkoti kee tarah:a stick:
      baatoon say baatien nikalna b ek trick jo tere pass nahi is liye tu samjta b nahi :D

      Comment

      • #18
        Re: Dreams

        kehtey hain khuwab dekhney cahhiyeh .. yeh insan ko zindagi behter jeeny ki umang dilatey hain ........ magar khuwab dekhney ke liye waqt bhi to hona chahiyeh na ........ :tauba

        practically speaking ....... khuwab wahi dekhney chahiyeh jo poorey ho sakein ......... kiu ke ager poora ho jayeh to zindagi badal jati hai .. ager toot jayeh to ous ki kirchian humehsa aankhon mei chubti hain.
        sigpic

        Comment

        • #19
          Re: Dreams

          Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post

          hmmmmmmmmmmmm
          sigpic

          Comment

          • #20
            Re: Dreams

            Khawab hamarey zehan mein aaey huwey khiyalaat ka roohani amal bhi hotey hain aur khawab hamein ghaib sey ishara bhi hota hai. I too agree upon that keh khawab dekhney chahiye - kuchh jagti aankhon sey aur kuchh soey huwey - soi aankhon sey dekhey khawabon key toot jaaney per malaal nahin hota - magar jagti aankhon sey tootey khawabon per malaal hota hai. To agar aap key ikhtiyar mein hai to apney khawabon ko haqeeqat ka rang deney ki koshish karein.
            tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
            tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

            Comment

            • #21
              Re: Dreams

              Originally posted by sccorpion81 View Post
              hmmmmmmmmmmmm

              yeh batein tumhari samajh se bahir hain bacha :tasali:
              sigpic

              Comment

              • #22
                Re: Dreams

                Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
                yeh batein tumhari samajh se bahir hain bacha :tasali:

                wesy tum kub say samjdar ho gayi ho ...ye ingshaaf kub hua

                Comment

                • #23
                  Re: Dreams

                  Originally posted by snobbish View Post
                  wesy tum kub say samjdar ho gayi ho ...ye ingshaaf kub hua

                  kiu . tum en ous waqt ko pani dairy mei likh ker rakhna hai :lpop:
                  sigpic

                  Comment

                  • #24
                    Re: Dreams

                    Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
                    kiu . tum en ous waqt ko pani dairy mei likh ker rakhna hai :lpop:

                    nahi is ko geniuss book of record kay liya send karna hai .....

                    wesy app samjdar ho kay kis tarha ka feel kar rahi ho:D

                    Comment

                    • #25
                      Re: Dreams

                      Originally posted by snobbish View Post
                      nahi is ko geniuss book of record kay liya send karna hai .....

                      wesy app samjdar ho kay kis tarha ka feel kar rahi ho:D

                      mei her aarey gairy ko apna interview nahi deti .... appointment lai ker aao :kr:
                      sigpic

                      Comment

                      • #26
                        Re: Dreams

                        Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
                        mei her aarey gairy ko apna interview nahi deti .... appointment lai ker aao :kr:
                        Miss ek mulaqaat plzzz......app ka mien bhuat bhuat shukar guzaar rahoon ga ....tu kub mil rahi ho interview kay liye ........:D

                        Comment

                        • #27
                          Re: Dreams

                          Originally posted by Masood View Post
                          Khawab hamarey zehan mein aaey huwey khiyalaat ka roohani amal bhi hotey hain aur khawab hamein ghaib sey ishara bhi hota hai. I too agree upon that keh khawab dekhney chahiye - kuchh jagti aankhon sey aur kuchh soey huwey - soi aankhon sey dekhey khawabon key toot jaaney per malaal nahin hota - magar jagti aankhon sey tootey khawabon per malaal hota hai. To agar aap key ikhtiyar mein hai to apney khawabon ko haqeeqat ka rang deney ki koshish karein.
                          Nice mUJHAY AAP SAY yahi ummid thee...thanx
                          sigpic

                          Comment

                          • #28
                            Re: Dreams

                            Originally posted by sccorpion81 View Post
                            Nice mUJHAY AAP SAY yahi ummid thee...thanx
                            ummid se koi ummid nahi:comfort: .. aur masood (bhai) se ummid kaise hogai aap ko?:zuban:

                            Comment

                            • #29
                              Re: Dreams

                              Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
                              yeh batein tumhari samajh se bahir hain bacha :tasali:

                              hahahahaha lagta hai saray jahan ki samajh aap hi lay ker aa ghaee hain
                              sigpic

                              Comment

                              • #30
                                Re: Dreams

                                Originally posted by snobbish View Post
                                Miss ek mulaqaat plzzz......app ka mien bhuat bhuat shukar guzaar rahoon ga ....tu kub mil rahi ho interview kay liye ........:D

                                hmm........... itna humbly request kerne per to sochna parey ga ............. :mm:

                                acha ek kaam kero 2 saal baad ka appointment fix :lol
                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X