Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

Dreams

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • Dreams

    Assalam O Alaikum

    Aaj ka Topic hain Khwab (Dreams)
    Aap sab nay btana yeh hai k Khwab zindagey k liey kitnay zaroori hain
    Soti aankhon k bhi aur jagti aankhon k bhi
    Aur kia Jagti aankhon say khwab daikhnay chahian?????
    sigpic

  • #2
    Re: Dreams

    khawab se zyadah neend zaruri hai .... kyun ke ager soyenge nahi tu khawab kaise aayenge:blush: .... aur khawabon per tu future depend karta hai .. isi liye paihle jaa ker soo jaiye:blush: .. phir khawabon per baat kareinge...

    Comment

    • #3
      Re: Dreams

      Originally posted by ummid View Post

      khwab tu jagti aankhon say bhi daikhay ja saktay hain na
      sigpic

      Comment

      • #4
        Re: Dreams

        Originally posted by sccorpion81 View Post
        khwab tu jagti aankhon say bhi daikhay ja saktay hain na
        kahan?? :blush:

        Comment

        • #5
          Re: Dreams

          lol Ummid :P

          @ Topic

          Ali Azmat ka aik geet hai

          Khaab adhoorey sahih ....khaab saharey to hein
          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

          Comment

          • #6
            Re: Dreams

            Originally posted by Xenya View Post
            lol Ummid :P

            @ Topic

            Ali Azmat ka aik geet hai

            Khaab adhoorey sahih ....khaab saharey to hein
            khawab nahi daikhne chahiye de... kyun ke ager yeh pore na ho tu Insaan adhora reh jaata hai...:)

            Comment

            • #7
              Re: Dreams

              Originally posted by ummid View Post
              khawab nahi daikhne chahiye de... kyun ke ager yeh pore na ho tu Insaan adhora reh jaata hai...:)
              tum kehti ho to maan leytey hein :D
              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

              Comment

              • #8
                Re: Dreams

                khawab kamyabi kee pehly seerrii hay

                Comment

                • #9
                  Re: Dreams

                  Khawaab aksaar toot jaty hain :D

                  Comment

                  • #10
                    Re: Dreams

                    khawaab akser aatay hein mujay...na bhi aein to guzara hota rehta he :blush:
                    :thmbup:

                    Comment

                    • #11
                      Re: Dreams

                      Originally posted by munda_sialkoty View Post
                      khawaab akser aatay hein mujay...na bhi aein to guzara hota rehta he :blush:
                      mujy pata hay tujy chichrooon k khawab hee aty hain:khi:

                      Comment

                      • #12
                        Re: Dreams

                        Originally posted by snobbish View Post
                        Khawaab aksaar toot jaty hain :D
                        jaisy tumhary daant akser maar khaa khaa ker toot jaty hian :D

                        Comment

                        • #13
                          Re: Dreams

                          Originally posted by ummid View Post
                          khawab nahi daikhne chahiye de... kyun ke ager yeh pore na ho tu Insaan adhora reh jaata hai...:)
                          Laikin mere khyal main khwab hi sab kuch hain...agar insan khwab nahien daikhay ga tu us ko manzil ka pata kaisay chalay ga.....Insan aik khwab daikhta hai aur us ki tabeer us ki manzil hoti hai
                          sigpic

                          Comment

                          • #14
                            Re: Dreams

                            Originally posted by Khalil View Post
                            jaisy tumhary daant akser maar khaa khaa ker toot jaty hian :D

                            Jesy ek bar mien nay mookha mar kar tumhari baatesi tord di thi aur tum dantoon say mahroom ho gay thy aur ajj taak ho .....lolxxxxxxxxxxx

                            Comment

                            • #15

                              Working...
                              X