Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

your Room!

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #61
    Re: your Room!

    Originally posted by munda_sialkoty View Post
    mera room bilkul organized aur saaf suthra hota he, a carpeted room with a double bed w/two side tables...a sofa, a computer, a tv, a showcase w a number of decoration pieces, off white walls and multi-colour scotted ceiling (blue, white and golden), mustard golden curtains...walls pe kisi kism ki koi scenery ya decoration piece nahi aur na he koi photo he mere room mein ;) aur mein apne room mein aik kagaz ke tukray bhi bardast nahi kerta...even bedsheet ki aik salwat bhi bardasht nahi kerta...

    Jub student tha to mere room mein books ka dhair hota tha, table aur table lamp bhi hota tha jo mein ne uthwa diya... lekin ub mein koi book bardasht nahi kerta...aik waqt mein mere room mein aik he islamic book hoti he, jub doosri perhni ho to doosray room mein rakh ke koi aur utha lata hoon.
    Mmm good.....

    leykin ab books kyun nahi bardasht ker saktey ???
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

    Comment


    • #62
      Re: your Room!

      Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
      Mera kamra ................ :hhh: ........most of the times organized hi hota hai ........... sirf kamra nahi cupboard, dressing table, drawers mei rakhi ek ek chiz .......... mujhe aisey hi pasand hai ........... aur mere family members is baat ko achi tarah jantey hain ke ek bhi chiz idher se oudhar huwi oun ki shamat aa jayeh gi ................ they are allow to take or use anything on 1 condition that after using everyhting has to be on its place ........... :lpop:
      ye to bohot khatarnaak permission hai :P

      Eesha aur lala ki tarhan aap ki bhi ye achi quality hai .... :D
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment


      • #63
        Re: your Room!

        Originally posted by miss sng View Post
        well humera room bilkul theek hota hy
        hum say jahan tak ho sakta hy hum safai rekhnay ki khoshish karty hain

        but humeray sath humeri big sis bhe hoti hy jo k room main things bakheeray rekhti hain
        bakool un k jab tak un ko cheezain bikhri hoi nazar na aain un ko sakoon nhi ata
        kai baar hum say dant kha choki hain gand dalnay ki waja say:D

        humeri safai pasand honay ka app andaza yahan say laga sakty hain

        k jab hum kahin say(kisi functionsay) wapis ghar atay hain to
        kha kitnay he thakay howay kayoon na hoon
        jab tak sab cheezain apni jaggha per na rekh lain sakoon nhi lytay.
        jab tak meyri sis meyrey sath thi mey bilkul theek thi .....jab sey wo gai hai ...room kya meyri zindagi mey hi beytarteebi aa gai hai :lol

        good to know that you are also among others :D
        " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

        Comment


        • #64
          Re: your Room!

          Originally posted by sccorpion81 View Post
          Mera roooom Mood per depend kerta hai ... jab takha hoowa office say ya kahien bahir say aata hoon tu kapray change ker k wahien bed per yaa chair per rakh daita hoon....jootay bhi isi tarha jahan aaya rakh diey laikin jab takhan dor ho jati hai u sab cheesain apni jagha per pohnch jati hain au agar koee aur kaam na ho tu apna room saaf ker laita hoon haan Meri almari main kapron ka hamisha dhair laga rahta hai jo k her weekend per sahi kerta hoon tu doosray din jab office janay lagta hoon tu phir wohihaal ho jata hai....

          Ham Batchular log hain isi tarha rahtay hain ..... aur agar aisa na raha jaey tu ham ko batchular kon kahay gaa....hahhahaha waisay ziyada tar saaf hi rahta hai mera room..
          issi liye mey kehti hun key kamrey mey her cheez agar tarteeb mey ho gi to wo aap ka kamra thori lagey ga.....hotel ka kamra lagey ga :lol

          acha pegham per kuch log abhi aeysey bhi hein warna mey soch rahi thi key yahan to dunya hi badal gai hai :D
          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

          Comment


          • #65
            Re: your Room!

            Originally posted by Khalil View Post
            mery room main kuch chezain ehder rakhi hain aur kuch udher....

            aur mery room kee dewarian hy hee nahi. bs chatt hay.
            ahan yani key No Tension :thmbup:
            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

            Comment


            • #66
              Re: your Room!

              Originally posted by snobbish View Post
              mera room .......ye secreat hai mien kisi say nahi share kar sakta ...is liye sorry :D
              " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

              Comment


              • #67
                Re: your Room!

                Originally posted by fari View Post
                Wsalam!:salam:

                Mera kamra wasay tu organise hi hota ha:lpop: agar mai aur meri kitabain kamray ma na ho:D Aksar mera kamray ma kitabain bhikhri pari hoti ha:lpop:....aur ajj kal tu bohat zayda bikhri hoi hian:tauba kal paper jo ha:pagal:
                lol fari

                Welcome to the Club :D

                Originally posted by Rullz
                w.salam,
                mera kamra to saaf pata chalta hai kay yeh mera kamra hai :blush:, bohot saleeqay say har cheez phaili hoti hai :lpop:
                waisey waqai ye kaam bhi kam kam logon ko hi ata hai
                " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                Comment


                • #68
                  Re: your Room!

                  Originally posted by Aania View Post
                  :bhago:
                  :lol

                  an emoticon is worth than thousand words :P
                  " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                  Comment


                  • #69
                    Re: your Room!

                    Originally posted by Masood View Post
                    Well mera kamra kaafi had tak munazzam hota hai - mujhey carpet per aik zara si gandgi bhi achha nahin lagti - jo cheez jahan honi chahiye wohi ho to mujhey achha lagta hai - magar baaz oqat merey desk per papers kaafi ho jatey hain magar still i can find what I am looking for - kaprey aur doosra har samaan apni apni jaggah per hi hota hai ...
                    yani aap ka shumaar bhi Pegham key most organised logon mey hota hai .... :P

                    good :thmbup:
                    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                    Comment


                    • #70
                      Re: your Room!

                      Originally posted by ummid View Post
                      :lpop:
                      lol ummid ...... MashAllah aap ka kamra aap ki Naano ki badolat chal raha hai :P
                      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                      Comment


                      • #71
                        Re: your Room!

                        Originally posted by Xenya View Post
                        lol ummid ...... MashAllah aap ka kamra aap ki Naano ki badolat chal raha hai :P
                        nahi de:na: .. woh apni jagah per hi khara ... warna jitni zor se hume nanu se daant perhti hai woh kamra tu bechara waqai chal pare.. :lol
                        Last edited by ummid; 10 January 2007, 16:50.

                        Comment


                        • #72
                          Re: your Room!

                          Originally posted by ummid View Post
                          nahi de:na: .. woh apni jagah per hi khara ... warna jitni zor se hume nanu se daant perhti hai woh kamra tu bechara waqai chal pare.. :lol
                          Apni Nano ki daant sey kuch seekhti kyun nahi ho

                          Bohot lucky ho Ummid that you are having Nano as your room mate :):rose
                          " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

                          Comment


                          • #73
                            Re: your Room!

                            Originally posted by ummid View Post
                            aap ko khud se bhi humdardi honi chahiye phir tu..:blush:
                            Mujay apne aap se bhi bohat hamdardi he
                            :thmbup:

                            Comment


                            • #74
                              Re: your Room!

                              Originally posted by Xenya View Post
                              Mmm good.....

                              leykin ab books kyun nahi bardasht ker saktey ???
                              Well book perhnay ka stamina khatam ho gaya he, haan albata akhbaar bohat perhta hoon...actually mein jo book se perhna chahta hoon wo sabi kuch mein electronic media se hasil ker leta hoon so is ki zaroorat nahi rehti :)
                              :thmbup:

                              Comment


                              • #75
                                Re: your Room!

                                Originally posted by Xenya View Post
                                Apni Nano ki daant sey kuch seekhti kyun nahi ho

                                Bohot lucky ho Ummid that you are having Nano as your room mate :):rose
                                nanu ki daant ke baad hume laad uthwane hote hain un se:blush: .. maak aihte hain yahi hota raha tu tumhari nani jana tumhe sudhar chuke...:lol

                                aur aap ne sahi kaha really I am lucky:) :alhamd: .. coz yeh nanu hi hai jinhe hum apne saath her jagah chalne per amadh kar lete hain..recently we both watch don in theater.infact hum unhi ke saath movie daikhne jaate hain akser..... halanke she is more then 85.. but still.. woh :masha kaafi active hain.. woh british ruling ke waqt school teacher the.. aur ab bhi wahi roab hai un mein :masha ...bus ab baatein bhoolne lage hain.. May Allah always grace upon her(aameen):dua

                                Comment

                                Working...
                                X