Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

acha gee

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: acha gee

    Originally posted by Xenya View Post
    ye aik phool ka naam hai :)

    to ye app hain :cc: ,jin ko main ny apny garden main grow kiya tha,aur pic banai :lpop: :lpop:

    Comment

    • #47
      Re: acha gee

      Originally posted by miss sng View Post
      to ye app hain :cc: ,jin ko main ny apny garden main grow kiya tha,aur pic banai :lpop: :lpop:
      :lol

      Pic. insaan ki ban gai thi?
      " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

      Comment

      • #48
        Re: acha gee

        :)
        Attached Files

        Comment

        • #49
          Re: acha gee

          main zara late ho gi

          Comment

          • #50
            Re: acha gee

            lol miss sng :D
            " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

            Comment

            • #51
              Re: acha gee

              Originally posted by Khalil View Post
              salam bari mushakal sy main likh rha hun..... bus baat hee kuch aisi hu gai hay shaid khuda ko yehi manzoor hy...bala Os k agy kis kee chalti hay.
              aur huny wali ko koon rook sakta hay...

              to wo darsal baat hay k es time yehni 8:47 pm per yehan mery room main buhat hee sardi hay ...aur muj sy kuch bee likha nai jata....

              kiun k yeh khuda hee kee marzi hay..
              to aap mujy ejazat dain taka main jaker abi sy soo jaoon aur subah Uth ker ALLAH ALLAH karoan.....

              kiun k yehi ALLAH kee marzi hay......................aur han mery pass heater bee nahi hay:zuban:
              Meri jaan murgi ke takreebun Gadhay :tauba

              ager itni ziada serdi lag rahi thi to Kaviya garam ker ke laga lena tha, istri garam ker ke laga leni thi, dehakta hua koila ya garam tail laga lena tha
              :thmbup:

              Comment

              • #52

                Tumhein heater ki kya zarorat hai tum bill bana ke rnahi stoey they :hhh:
                sigpic

                Comment

                • #53
                  Re: acha gee

                  Originally posted by munda_sialkoty View Post
                  Meri jaan murgi ke takreebun Gadhay :tauba

                  ager itni ziada serdi lag rahi thi to Kaviya garam ker ke laga lena tha, istri garam ker ke laga leni thi, dehakta hua koila ya garam tail laga lena tha
                  abye ye tu is ko sardi door karny kay tarkye bata raha hai ya khud kushi kesye karty hain vo bata raha hai :D

                  Comment

                  • #54
                    Re: acha gee

                    Originally posted by snobbish View Post
                    abye ye tu is ko sardi door karny kay tarkye bata raha hai ya khud kushi kesye karty hain vo bata raha hai :D
                    Mein to aik humble suggestion de raha tha ke jahan serdi lagti he wahan kaaviya garam ker ke lagaye, ub yeh lagaye ya na lagaye...saanu ki :lpop:
                    :thmbup:

                    Comment

                    • #55
                      Re: acha gee

                      Originally posted by 'Sweet & Sour' View Post
                      Tumhein heater ki kya zarorat hai tum bill bana ke rnahi stoey they :hhh:
                      Ub yeh bill ko bijli ka bill samaj le ga:tauba hay na puray ka pura gadha :khi:
                      :thmbup:

                      Comment

                      • #56
                        Re: acha gee

                        to baat kahaN tak puhanchi hay???

                        Comment

                        • #57
                          Re: acha gee

                          Originally posted by Khalil View Post
                          to baat kahaN tak puhanchi hay???
                          abye teri bat mien dum hi nahi ......taakhi hoi baat hai ....biyeet gayi teri baat ...kahien nahi phunchi

                          Comment

                          • #58
                            Re: acha gee

                            Originally posted by munda_sialkoty View Post
                            Ub yeh bill ko bijli ka bill samaj le ga:tauba hay na puray ka pura gadha :khi:

                            mei ne bhi kin kin gadhon se dosti ker li, ek sialkot ka to dosra kharian ka ........... :tauba

                            wese aap faisla ker lo final aap gadhey ho yaan kukker ..... kiu ke aap ko kukker samajh ker kahin halal kerne ki baat chal rahi hai :lol
                            sigpic

                            Comment

                            • #59
                              Re: acha gee

                              Originally posted by munda_sialkoty View Post
                              Mein to aik humble suggestion de raha tha ke jahan serdi lagti he wahan kaaviya garam ker ke lagaye, ub yeh lagaye ya na lagaye...saanu ki :lpop:
                              tu suggestion b kamal ki deta hai .....

                              khava penye kay liye is ko pathan kay pass behaaj raha hai ...ryt

                              Comment

                              • #60
                                Re: acha gee

                                Originally posted by snobbish View Post
                                abye teri bat mien dum hi nahi ......taakhi hoi baat hai ....biyeet gayi teri baat ...kahien nahi phunchi

                                nahi pohanchi to tum ne reply kaisey ker diya :hhh:
                                sigpic

                                Comment

                                Working...
                                X