Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

3 Sawaal

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • #46
    Re: 3 Sawaal

    :lol theek hai sis
    " Obstacles are what you see when you take your eyes off your goals "

    Comment


    • #47
      Re: 3 Sawaal

      Originally posted by Masood View Post
      hmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmm :p
      lo tumhein bhi nahin pata :D :zuban:

      ghaliban aap to jawab dene wale thena
      If Allah brings you to it, He will bring you through it.

      Happy moments, praise Allah.
      Difficult moments, seek Allah.
      Quiet moments, worship Allah.
      Painful moments, trust Allah.
      Every moment, thank Allah.



      Comment


      • #48
        Re: 3 Sawaal

        Achha ji jahan per main ney parha tha waha kuchh yun likha huwa tha:


        1) Woh kaunsi si cheez hai jo churaney sey chori nahin hoti, aur istimaal karney sey kam nahin parti???

        Ilm - jo sab ney theek btaya - yeh jitna istimaal ho bharhta hai kam nahin hota.

        2) aemaalnama aur qismat mein kya farq hai?
        Aemal nama insaan khud bnata hai jab keh Qismat Allah ki taraf sey hoti hai.

        3) Woh kaunsi cheez hai jiskey hotey huwey bhi uska yaqin nahin hota?
        Maut - keh maut ka yaqin sab ko hai keh mojood hai magar phir bhi insaan yun ghaflat mein hai keh jaisey woh nahin aaey gi...
        tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
        tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

        Comment


        • #49
          Re: 3 Sawaal

          Originally posted by aabi2cool View Post
          pehly sawal ka jawab ilam

          dosry ka jawab amal nama ham khud banaty hain jabk kismat ALLAH.

          tesry ka jawab hy k mehboob ki baywafai.....:lpop:
          Bahiee Sahib humare liyee kuch chor jate..
          YOUR SIGNATURE HAS BEEN DELETED BY THE ADMIN.

          Comment


          • #50
            Re: 3 Sawaal

            Originally posted by Masood View Post
            Achha ji jahan per main ney parha tha waha kuchh yun likha huwa tha:


            1) Woh kaunsi si cheez hai jo churaney sey chori nahin hoti, aur istimaal karney sey kam nahin parti???

            Ilm - jo sab ney theek btaya - yeh jitna istimaal ho bharhta hai kam nahin hota.

            2) aemaalnama aur qismat mein kya farq hai?
            Aemal nama insaan khud bnata hai jab keh Qismat Allah ki taraf sey hoti hai.

            3) Woh kaunsi cheez hai jiskey hotey huwey bhi uska yaqin nahin hota?
            Maut - keh maut ka yaqin sab ko hai keh mojood hai magar phir bhi insaan yun ghaflat mein hai keh jaisey woh nahin aaey gi...
            goya first two answers theek thay. third ghakat ho gaya lakin aap nay question he clear ker nahi poocha tha.
            "All I have learned from Life is that I know nothing."




            Comment


            • #51
              Re: 3 Sawaal

              Originally posted by Gul-e-Lala View Post
              goya first two answers theek thay. third ghakat ho gaya lakin aap nay question he clear ker nahi poocha tha.
              :tauba chalein next time main ussey SURF sey dho ker poochhoon ga :p
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • #52
                Re: 3 Sawaal

                Originally posted by Masood View Post
                :tauba chalein next time main ussey SURF sey dho ker poochhoon ga :p
                good idea
                "All I have learned from Life is that I know nothing."




                Comment


                • #53
                  Re: 3 Sawaal

                  Originally posted by Gul-e-Lala View Post
                  good idea
                  dekho almost 24 hours mein tumhein 2 great ideas diyey hain :p aik 8wein din wala aur aik yeh wala - ab muft min koi mashwra nahin miley ga ok :p
                  tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                  tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                  Comment


                  • #54
                    Re: 3 Sawaal

                    Originally posted by Masood View Post
                    dekho almost 24 hours mein tumhein 2 great ideas diyey hain :p aik 8wein din wala aur aik yeh wala - ab muft min koi mashwra nahin miley ga ok :p
                    aap bhool rahey hain second idea aap k liye hai aur ham nay point raise kiya tha so aap ko muft maswara mila hai
                    "All I have learned from Life is that I know nothing."




                    Comment


                    • #55
                      Re: 3 Sawaal

                      Originally posted by Gul-e-Lala View Post
                      aap bhool rahey hain second idea aap k liye hai aur ham nay point raise kiya tha so aap ko muft maswara mila hai
                      Ji ji aap ney point rais kiya tha magar meri chhutiyaan aur un ko guzarney ka achha bandobast bhi yaad hai na :p
                      tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
                      tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

                      Comment


                      • #56
                        Re: 3 Sawaal

                        Originally posted by Masood View Post
                        Ji ji aap ney point rais kiya tha magar meri chhutiyaan aur un ko guzarney ka achha bandobast bhi yaad hai na :p
                        don't u worry. KALA PANI ki ticket aap k liye reserve ho chuki hai aur dont u worry again k sirf aik he seat mili hai wahan aap ko bilkul boriyat nahi ho gi.
                        "All I have learned from Life is that I know nothing."




                        Comment

                        Working...
                        X